Aajmain ap logon ko naye traders ki psyche ke baray main batana chahta hon naye anay walay traders hamesha aik trade laga kar khayalon main kho jatay hai ke yeah munafah main chli jaye ghi us ke baad badhi lot laga ke aik hi din main ameer ho jao gha yeah chezen mazhaka khez hain jis tarah aik din main pesay aa sakta hai us tarah ho sakta hai ke woh aik hi din main chla bhi jaye lehaza zyada risk na lein oar iss khyali dunia say nikal ayen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим