Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai
    Assalamu alaikum my dear friend and all member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge han yah Baat bilkul theek hai ki mehnat kamyabi Ki Kunji Hai Agar Hamen Kamyab hona hai to mehnat Kesariya hi Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham mehnat na Karen To Hamen kamyabi Kabhi Nahin Mil sakti Kyunki kamyabi sirf aur sirf mehnat Kesariya Milta hai isliye mehnat kamyabi Ki Kunji Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

    G bhai mehnat kamyabi ke konji hy apny belkol theek kaha hy yeh aik sach hy or haqiqt hy dear mehnat sy he bonuce achaa aata hy ap khod iss sy waqif hain mehnat kro gy to banoo gy kch mehnat kamyabi ke zamant hy mehnat mehnat mehnat or mehnat krin peyaary
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

      dear traders zandagi mai ye osool bana lain ka mehnat ko khabi hath sa jane nahi dena. aap ju bhi kaam karain mehnat os main meximum karain. aur aap jatna mehnat kareain otna aapko apne compny main azat hoge. aur compney main ala mukaam hasil karlege. forex mai bhi ju loog mehnat karte hai. wo meximum bonis hasil karke zayeda se zayeda profit hasil kar sekte hai. lehaza mehnat kamyabi ki konji hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karni ha q ka ager hum ko lot of hard work karnaa ha q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko lot of earning karni ha q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge.............
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

          ham log agr dunya ka kisi be kma ma khamyab hona chata ha to hamay chyaia ka ham log sirf mehnat karya aur ham log is kam ko pura karna ka liya jitni be mehnat klar sakhta ha hamay karni chyaia is tyra sa hi ham logo ko forex ka bara sochna chyaia ham log foprex par jitni xzada mehnat kar skahta ha karni chayia tab hi ham log khamyabn ho sakhta ha
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

            G han mehnat kamiyabi ki kunji ha Jo log mehnat karte ha wo kisi bhi kaam me kamiyab ho sakte ha forex me bhi mehnat karne wale he kamiyabi hote ha Jo log mehnat nahi karte unko nakaami ka samna karna parta ha mehnat Karo ge to kamiyabi mile gy mehnat kie beghair kamiyabi namumkin hoty ha short cut se apko kamiyabi nahi mile gy lekin mehnat karne se kamiyabi zaroor milty ha
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

              Assalamu alaikum my dear friends ji bilkul mere Bhai yah baat to hakikat hai ki forex trading mein mehnat jo hai vah kamyabi ki kunji hai kaun ji ka matlab haiiska matlab Punjabi mein hota hai ki yah mehnat ki chabi hai lekin baat yah hai ki agar Ham English mein bolenge ki hi toh hai success software
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                g han bilkul theek kaha ha ap ne mehnat hi kamyabi ki kunji ha mehnat ke bagair kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo kabi kamyab nhi hote humesha mehnat kerne wale hi kamyab hote hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kaam keren ge utni zyada earning ker sakte hen is liye forex ma mehnat keren kyun ke forex apne members ki mehnat ko zaya nhi kerta acha benefit deta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                  Ji han dear aapane bilkul theek kaha hai hi mehnat kamyabi Ki Kunji Hai mehnat Karenge to hi Kamyab trader Banegi mehnat To Har kam Mein karni padati hai Forex trading bahut hi best business hai is mein jyada Se Jyada mehnat Karen aur Kamyab trader bane...
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                    Gee dear forex user ap na thel kha ha k age hum chahty hain k hum forex ki dunya mankamyaab gonto zroori ha k hum mahnat kary forex ma r dil lga kar apna kaam kary q k mahnat kamyabi ki kunji ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                      Bilkul durst bt h koi b kam kia jy mhnt sy to kamyabi lazmi milti h.ye ho b ni skta k koi fard mhnt kry ayr us ko kamyabi na mily.isi liy forex trading mn b mhnt darkar h .ap jitni mhnt kren gy utana phal ap ko zaroor mily ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                        Ji han my dear Forex friend aap ne Sahi kaha hai ki jab tak aap Kisi bhi kam Mein mehnat Nahin Karoge To hum Kamyab Nahin ho sakte isliye Agar Hamen Forex Mein Kamyab hona hai To Hamen dil se aur mind ko fresh Karke is per mehnat Karni chahie Taki ham Ek Kamyab trader Ban sake Agar Hamen Kamyab banna hai To Hamen mehnat to Karni hi padegi
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Sanwal پيغام ديکھيے
                          Assalamu alaikum my dear friend and all member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge han yah Baat bilkul theek hai ki mehnat kamyabi Ki Kunji Hai Agar Hamen Kamyab hona hai to mehnat Kesariya hi Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham mehnat na Karen To Hamen kamyabi Kabhi Nahin Mil sakti Kyunki kamyabi sirf aur sirf mehnat Kesariya Milta hai isliye mehnat kamyabi Ki Kunji Hai
                          Walekum assalam Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai jo log bhi Duniya Mein mehnat karte hain unhen Ek na Ek Din Jarur kamyabi mil jaati hai aur Forex trading business Mein mehnat karne wale log main bahut jyada Kamyab Dekhe Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h
                            as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien
                            tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h
                            aur ham ko kamaee kerna hota h jo b mehnat kerta h us ka as mien as ka sila zaror milta h as tara ham kamyab ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kamyabi Ki Kunji Hai

                              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham kamyab hona chaty hain uss k liy hamein chy keh hum zyda say zyda mehnat krein taa keh ham kamyab ho sakein mehnat kamyabi ki kunji hai mehnat kerny wala kabhi nakaam nai hotaa balke har waqt kamyab hotaa hai...........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X