Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?
    Aslam O Alaikum dear friends or newm members hume foeum me humare threads ke sab se ooper foeum ke rules regulations likhe huye hen wo ap ku nahi read karte ap read karo sab samjh jaoge posts ku delete hoti hen wajah kia hoti hai posts delete ki ku ke forum me jo ap threads me likhte ho ma bonus waghera ya posts deleted ka ye bhi sab mana hai forum me ap sticky ke nam se hai forum me kia guftagu karni hai kia nahi sab likha hua hai parlo friends sab samjh jaoge:1f621:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

    Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma aha ka phala kam jo hamy karna chaiy wo rules ko read karna ha is sa ap ko bohat faida hota ha or pata chalta ha ka thread,post kasy or kis mozo ka bhary ma karni ha shukria.
    • #3 Collapse

      Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

      walikum salam daer main ap ki bat sy agree kerta hun waqi hm logo ko lazmi is per sochan ho ga ky lazmi hm logo ko tabhi acha bonus hasil ho sakta hy jab hm log is ko sahi terha sy kerty hy ager hm log sahi bonus chahaty hy tu lamzi hm logo ko pak forum walo ky jo bi rules hy un ko lazmi follw kerna ho ga tabhi asni ky sath hm logis main kamayb ho sakty hy asal main hm logo ko aopni post koi mayari kerna hio ga tabhi asani ky sath acha bonus mily ag jis main hamara hi faida hy.
      • #4 Collapse

        Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

        Han ji ap ne aik achi bat ki hai forex mein log posts k delete honay pe pareshan ho jatay hain or posts karna chor detay hain yeh herat ki bat hai log es k rules and regulations ko follow kiun nahi kartay kiun k jab tak ap rules ko follow nahi Karen gay tab tak ap ki posts delete hoti rahen gi
        • #5 Collapse

          Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

          G thek kaha apny waqai forex ek acha business hai jis main humara pas achi opportunities hain income ki lekin kuch log waqai is foram par kaam bhi kar rhy hain lekin isk rules ko follow nahi kar rhy in logo ki waja sy hum jaise New comers ko nuqsan hota hai q k hum unki posts par reply karte hain jis sy ye hota hai unki threat quality par pura n.a. utarne par delete hojati hain or humare posts bhi delete hojate hain or in threats ki waja sy achy threat kahi nichy chup jate hain
          • #6 Collapse

            Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

            dear agr post delete hoti hein tu hume pershan nai hona chaiye is main hume agr post ko delete hone bachna hai tu phr hume is main achi achi thread main comment krne chiaye taqy hamri post delete hone se bach sakey hume is main daily hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye important business ha
            • #7 Collapse

              Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
              Aslam O Alaikum dear friends or newm members hume foeum me humare threads ke sab se ooper foeum ke rules regulations likhe huye hen wo ap ku nahi read karte ap read karo sab samjh jaoge posts ku delete hoti hen wajah kia hoti hai posts delete ki ku ke forum me jo ap threads me likhte ho ma bonus waghera ya posts deleted ka ye bhi sab mana hai forum me ap sticky ke nam se hai forum me kia guftagu karni hai kia nahi sab likha hua hai parlo friends sab samjh jaoge:1f621:
              Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai Delhi Jaise per bahut sari post delete ho rahi Hai Iski reason main aapko batata Hun Ki Ab forum per bahut jyada new members a gaye hain jinko Forex trading ka knowledge Nahin Hai aur jo pahle se create hote hain duplicate sad hone ki vajah se unhen delete kar diya jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                Sir humain chaiye k jab be hum forum main kam kariye toh apna knowledge or experince ko better kariye thky humain iss main mazeed acha bouns mil sakiye humain chaiye k jab be iss main working kariye toh yaad sy iss main forex k rules ko read kar k kam kariye joh humain iss main mazeed acha bouns dah sagti hain humain iss main apna experince ko better sy better karna kah sochna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                  g haan dear waqee apnuy right point ko discuss kiya hy .keh ham khd hi forex forum key rules ko read nhi kerty hein aur blame forums ko dey hein ager ham iss key rules ko follow krein gy to hamm isss ko blame denuy ki bjaiy khd ko hi blame krein gy kue keh mistake hmari hy forums waloo k nhi isi liy hamin iss k rules ko phrney key sath issko follow bhi kerna chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                    Asslam-o-Alikum umeed karta hon sab thek ho ga par main ya kehna chahao ga kh aksar ya bhe waja hoti hy jo threads lagty hain vho 2 lain sa kam ya phar asey threads lagty hain jo phly sa repeat hoti vho delete ho jati hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                      Forum pay new members ka aksar yehi sawaal hota hai kiyu kay wo forum kay rules nahi parhtay or na he unhain forum mai enter kerwanay waley samjhatay hain kay forum mai kaisay kaam kerna hai. New members ko chaiye kay forum mai posts or threads kay rules laazmi parha karain or jaha pay bhi koi confusion ho to rules ko baar baar parh kay samjh lain. Iss tarah unki threads or posts delete nahi hongi or na he unhain koi pareshani hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
                        Aslam O Alaikum dear friends or newm members hume foeum me humare threads ke sab se ooper foeum ke rules regulations likhe huye hen wo ap ku nahi read karte ap read karo sab samjh jaoge posts ku delete hoti hen wajah kia hoti hai posts delete ki ku ke forum me jo ap threads me likhte ho ma bonus waghera ya posts deleted ka ye bhi sab mana hai forum me ap sticky ke nam se hai forum me kia guftagu karni hai kia nahi sab likha hua hai parlo friends sab samjh jaoge:1f621:
                        Bhai yaha sub bonus k chakar me tukkay walay post krty he phr kehtay he post delete hogaya
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Herat hai Posts Delete hone par pareshan na ho forum k Rules ku nahi read karte?

                          Yaha bonus k chakar me sub tukkay walay post krty he phr kehte he post delete hogaya
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X