forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main hamary kamzory aur nakami ki waga
    dear friend forex m,ain nakami aur loss go hy woh hamara mind set hy agar hum apny mind ko set karen k hum nay serf aur serf atny margan par tarde leny hy to hum kabhi loss nahi karen gay bal k profet lain gay as leye khud ko set karo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men hamen nakami apni mistakes ki waja se hoti hey aur hum lalach bhi kartay hen aur jald bazi se kam letey hen yeh dono cheezen hamari nakami ki sub se bari waja hen
    • #3 Collapse

      Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

      G belkul agar forex mai ham.sahe mind ke sath trading karaingay har cheez ko samjaingay har cheez ko samaj kar trade lagayengai to mai samajta hon ke hamai profit jo aur aik constant profit kamanay mai ham.kamyab ho sakaingay.
      • #4 Collapse

        Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

        dear asala min jo bat hy wo hamri apni mistake ki waja sy ho loss hota hy is liay is bat per kam kery ky wo kon si mistake hoti hy jin ki waja sy hm log apana loss kerty hy ager is market ki bat ki jay tu yi market her time theek hi hoti hy is per ap o sirf apny analysis per hi kam kerna hota hy tabhi asani ky sath ap is per kam ker sakty hy wesy forex ik bahut hiacha or profit wala business hy perisky liay zarroi hy ky ap ko is ko sekhna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

          ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar paate Hain To Hamen main bahut hi jyada kam karna hota hai aur Jitna Jyada Ham ismein kam karte rahenge Hamara knowledge utna hi improve Hota Jaega aur ham Iske bare mein main Achcha knowledge Hasil kar Payenge aur Hamen Achcha profit bhi mil payega thanks
          • #6 Collapse

            Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarshad پيغام ديکھيے
            dear friend forex m,ain nakami aur loss go hy woh hamara mind set hy agar hum apny mind ko set karen k hum nay serf aur serf atny margan par tarde leny hy to hum kabhi loss nahi karen gay bal k profet lain gay as leye khud ko set karo
            Forex trading may maximum time lost raiders score lack of experience ki vajah se hota hai bahut Sare traders ke pass trading ka experience bahut kam hota hai lekin vah bahut jyada profit banane ki try karte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

              men hamen nakami apni mistakes ki waja se hoti hey aur hum lalach bhi kartay hen aur jald bazi se kam karaingay har cheez ko samjaingay har cheez ko samaj kar trade lagayengai to mai samajta hon ke hamai sy ho loss hota hy is liay is bat per kam kery ky wo kon si mistake hoti hy jin ki waja sy hm log apana loss kerty hy ager is market ki bat ki jay tu yi market her time theek hi hoti hy is per ap o sirf apny analysis per hi kam kerna hota hy tabhi asani ky experience ki vajah se hota hai bahut Sare traders ke pass trading ka experience
              :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
              • #8 Collapse

                Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

                forex par ham log boht hi dafa nakam be hota aur is par ham logo ki boht sari khamzori ya be hotri ha ya sirf ham logo ka pas kam knowledge aur experince hona ki waja sa hoti ha is liya hamay chayia ka ham log is par trading karna sa pehla apna knowledge wagra ko bara laiya tay ka ham log achi trading kar sakya aur sath hi ham log loss wagra sa be dor rahya sakya
                • #9 Collapse

                  Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

                  Zyada tar trader Joe's new atay Hain unhonay forex buisniss ko sahe tariqay say seek nahe hota in ko kuch be experience nahe hote aur wo trading start Kar laitay hai Mai samajta hon ke nakami aur loss ke sab say bari waja yahe ho sakte hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main hamary kamzory aur nakami ki waga

                    g bilkul sahi keh rahy hain forex main loss hony k waja ye hai k humary pass knowledge aur experience k kum hona aur agr loss ho jaye to khud ko tension main dal dena khud pay control na kar skana aur confidence ki kami ye kmzoriyan hain jin ki waja se hume loss zada hota hai hume chahye k hum in ko sahi klaarin aur apny loss ko confidence se bardasht kaarain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X