Loss ke main waja ye hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke main waja ye hai
    Aziz dosto forex market mai loss ke buhut wajuhat hotay hai knowledge aur experience ke adam mojodge to hai he lekin iss ke sath sath hamarai emotions aur lalach be loss karwanay ke zemadar hotay hai agar ham.loss say bacha chahtay hai aur ache trading karna chahtay hai to hamai chaye ke iss mai emotions say kaam.na lai aur sahe tariqay say money management ke sath trading karai iss mai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ke main waja ye hai

    Bhai jaan humko is mein loss isi lye hota hain k hamare pass fore mein experiences aur knowledge kam hota hai aur humko in chezu ki learning karte rahna chahiye aur is mein humko sabar se kam karte rahna chahiye aur is mein humko loss hone k bad forex mein achi learning karni chahiye phir hi humko is mein acha earning hoti hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ke main waja ye hai

      dear forex ik ais abusiness hy jis main ap ko loss kerny ki kaia waja ho sakti hy main ap ko batata hun ky ik tu ap ko ager sahi knowledge nahi hy tu ap kabi bi asani ky sath is main trade nahi ker saky gy ik waja tu yi hy or 2sri waaj yi hy ky hm logo ky ander lalach bahut ziyada hoat hy jis ki waja sy hm log asani ky sath bari lot ka use kerty hy or faida kam or loss ziyada uthaty hy is ky bad 2sri waaj yi hy ky hm logo ko ander saber nahi hy tabhi loss hota hy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ke main waja ye hai

        Assalam-0-Alikum, dear members bhai nay bht achi bat kahi hai, forex ma loss ki wakai bht c wajoohat hoti hain, ye experience na honay ki waja say ya trial account use na karnay ki waja say hota hai, agr ap forex ma enter hona chahtay hain to koshsh karen k pehlay seniors members sy rehnomai haasil karen ya phr forex ka trial account use karen. Jan hamen experience ore knowledge ho ga forex ma trading k baray ma to humy loss kum ho ga or profit ziada ho ga.
        Asslam-0-Alikum, dear respected members
        • #5 Collapse

          Re: Loss ke main waja ye hai

          Apple bat 100% sahe hai agar hamarai pass knowledge be hai aur experience be aur pir be loss to loss ke bari waja ham khud he hotay hai hamarai emotion aur lalach ke waja say ham ghalat trading kartay Hain Jo hamai loss karwate hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ke main waja ye hai

            Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge han yah Baat bilkul theek hai ke Los ki men Bajar ji hai agar ham apni Galti ko najarandaaz Karenge aur lalach Karenge tab Hamen loss ho sakta hai isliye Hamen chahie kya Agar Los Se Bachana a Tu knowledge Hasil Karen tabhi Ham loss Se Ban sakte hain aur mehnat se kam Karen Kabhi Ham Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ke main waja ye hai

              Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge han yah Baat bilkul theek hai ki last ki maine bheji hai ki agar Ham mehnat na Karen tab Hamen loss hota hai isliye Hamen chahie ki mehnat se kam Karat ok loss se bacha Ja sake aur kamyabi Hasil ki Ja sake
              • #8 Collapse

                Re: Loss ke main waja ye hai

                g bht hi informative baat ki hy apny keh aaj kal ham loss bht ziada ker rahy hein usski main wjaa yhi hy k ham emotion ko control nhi kerty hein .asal mein ham apnuy bonus sey bht juldi aur acha earning kerna chahty hein jo keh itnuy short time mein possible nhi hota hy .iss k liy hamin saber kernuy ki zaeroorat hy jub ham saber krein gy too hamin saber aur mhnat kernuy ka silla kamiyabi ki soorat mein miluy ga..
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke main waja ye hai

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein trading kerty howy kabhi bhi lalch nai kerna chy lalch insan ko andha ker deti hai hamein apny emotions ko bhi control main rakhna chy hamein lot size kum use kerna chy kum lot size say hum apna nuqsan bhi kum kerwa sakty hain.................
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke main waja ye hai

                    g haan bhaio jaan hamein sab se bara loss as waja se hota hai q k hamree pass as main experience nahi hota hai as liy hamein chahye hai kee ham as main experience hasil kare q k ham as main experience ki waja se hi kamyab hote hai aor nakam b q k kami hoty hai hamre pass experence ki hamre pas aor as main hamein greed se bhi bachna chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke main waja ye hai

                      low sone ki maine bataya ki Ham bahut jyada lalach kar lete hain Jitna Ham daloge Karte Hain Tumhe Jyada Mein launch hone ka Dar hota hai isliye koshish Karni chahie Ham Jitna ho sake Lali Se baithane Jitna Ham Lal Se Bachkar reading Karegi itne Jyada Kamyab Ho Jaenge Kamyab trader Ban Jaenge koshish Karni chahie Lal se Jitna hooske bache
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke main waja ye hai

                        Dear member aapki baat bilkul sahi hai agar Ham Apne emotional ko Kabu Karenge Aur lalach bhi nahin Karenge To isase Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Ek lalchi member Kabhi Bhi Apne tradeco profit Mein Nahin Lekar Ja sakta aur use her trade mein jyada Se Jyada loss ho jata hai agar Ham Apne loss ko kam se kam karna chahte hain To Hamen stop loss ke tools ko Jarur istemal karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X