Money management aik behtareen tool hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management aik behtareen tool hai
    Aziz dosto forex market mai aksar ham apna account wash karatay hai jiske main waja hamarai pass sahe trading plaan ke nahe hona hai agar hamairai pass knowledge aur experience hai magar trading techniques ham nahe jantay to tab be hamai loss hoga account wash honay sab say main waja money management ka nahe hona hai hamai chaye ke proper money management ke sath lots size laga kar trade karai market ko bagair isske koye trade na karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management aik behtareen tool hai

    dear main ap ki bat sy fully itefaq kerta hun waqi forex main ager hamri knolwdeg ky bad bi hm logo ko koi cheez bacha sakti hy tu wo miry khiyal amin sirf or sirf money management hi hoti hy jo ky hm logo ko bary sy bary or choty sy choty account main bi safe rakh sakti hy weran yi market aisa cheez hy ky hm log jitna bi is main mehnat ker ly yi kissi ki bi nahi sunti hy is liay sab sy best tool yahi hy.
    • #3 Collapse

      Re: Money management aik behtareen tool hai

      G belkul money management aik behtareen tool hai ye aisa tool hai agar ham issko apnai trading Mai istimal kartay hai to hamara account kabi be wash nahe hoga aur ham ache trading Kar sakaingay hamai chaye ke har tade Mai lots size money management kemrules ke tehat lagay.
      • #4 Collapse

        Re: Money management aik behtareen tool hai

        forex aik wasee business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy money managment kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha busines hain hum is mai apny bos ap he hoty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Money management aik behtareen tool hai

          From net kam karne ke liye Hamen Yahan per long time ke liye posting Karte Rahana chahie aur Iske ke Samay per good level ka jo bonus Milta Hai vah Hamen market Mein invest Karke yahan se properly earning karna chahie aur ek dusre ko kya karna chahie Ham sab log Jante Hain Jaipur mein Hone Wali news bahut Aati Hai Aati Hai
          • #6 Collapse

            Re: Money management aik behtareen tool hai

            Traders yeah boht achi trah say jantay hain jo forex main kafi experience hasil ker chukay hain kya money management say trader ko kitna profit ho sakta hay. ager ham money management ko apnay trading plan ka khas hisa bana ker is ko follow kernay ka rule bana ker trading karen to ham kam trading say zayada profit hasil kernay main zaror kamyab ho jaen gay.
            • #7 Collapse

              Re: Money management aik behtareen tool hai

              hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasoa kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum is mai agar money management nahi kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Money management aik behtareen tool hai

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien
                tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien aur ham ko as mien money management karna hota h aur ye aik behtreen kaam h aur tool h.
                • #9 Collapse

                  Re: Money management aik behtareen tool hai

                  Forex trading main apnay loss ko control kernay kay liye aur profit ko zayada kernay kay liye money management ka tool aur risk management ka tool boht zarori hay. jo trader in dono tools ko pehlay din sya lay ker chalta hay wo kabi bhi forex say loss nahi leta. wo apnay account ko achi trah say manage kerta hay aur loss main bhi account ko boht had tak safe rakhta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management aik behtareen tool hai

                    hamy money management kar ky kam karna ho ga pherhe hum pasia akma saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kaeri sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hyo jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management aik behtareen tool hai

                      bilkul ap ny thek hai money mangement aik tool bhi hai forex ka aik asa rule bhi hau ky jis ky bgair aj tak koi bhi trader kamyab nahi ho saka ha kyon ky jab bhi koi trader es ky bgair kam karta hai tu wo big lot laaga kr apna account ko wash karwa laita hai jiss say ap ko money mangement kii bohut ziada zrot hoti hai trading main es lea es kyy bgair trading nahi karni chahea.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management aik behtareen tool hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
                        Aziz dosto forex market mai aksar ham apna account wash karatay hai jiske main waja hamarai pass sahe trading plaan ke nahe hona hai agar hamairai pass knowledge aur experience hai magar trading techniques ham nahe jantay to tab be hamai loss hoga account wash honay sab say main waja money management ka nahe hona hai hamai chaye ke proper money management ke sath lots size laga kar trade karai market ko bagair isske koye trade na karai.
                        dear friends forex market Mein Aksar Ham Apna account wash dekhte hain Jiske vajah hamare pass hi reading plan Ka Na hona hai agar hamare pass knowledge or experience Hai Magar trading technology nahi hai tab bhi Ham loss Ka Shikar hokar Apna account voice Karva Dete Hain isliye Hamen money management kya Sahi tarike se istemal karna chahie aur money management ke sath lot size lagakar trade Karni market ko analyse Kiye baghir koi trading Nahin Karni chahie Karva

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X