Trading ke doran mostly kaafi traders ese hote hain jinho for example market ki analysis ki hai and unhone buy ka order lagaya hua hai and market slowly grow kar rahi hai favour side mein and achanak kuch seconds ke liye again other side move karti hai to kaafi log us waqt bina kisi proper analysis ke sell ke order laga dete hain aur baad main market waapis apni real growth karke up chali jaati hai jis se buy wale to profit mein agaaye ab sell wale loss mein chale gaye kayi dafa esa hota hai agar market up jaati hai to down waapis hafto maheeno tak nahi aati iss liye jaldbaazi mein bhi decision nahi lena chaye trader ko.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим