Success in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success in Forex Trading
    Mera 4 years experience hai. jo mai ny result nikala hai os k mutabiq loss ki main wajohat yi hain
    ( Low knowlege, lalach aor fear)
    Aor iss ka Haal ( Copy trading with successful trader) or
    gain complete knowlege of technical movment and fundamental movment than make a trading robot according your best strategy then test on cent account for 6 month after satisfaction start real trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Success in Forex Trading

    I totally disagree apki 4 years ka experience to door door tak nahi dikh i suggest you to start len aap basics se zaroori nahi hai 6 month ke baad hi hum real account mein trading kar sakte hain wo aapke self learning pe depend karta hai ke aap ne kis approach se trading ko seekha hai samjha hai and rahi baat loss ki to hum logo ko main cheez hai robot usko kabhi bhi use nahi karna chaye iss se humara trading account block hota hai shayad aap ne rules nahi parhen as a senior aapko chaye ke aap proper knowledge share karen dusre forum ke members se.
    • #3 Collapse

      Re: Success in Forex Trading

      success in Forex trading agar humne is business Mein success Hasil karni hai To Hamen bahut hi kam hikmate Amli ke sath Chalna parega mehnat aur Himmat Amli ke sath chalenge to tab hi Ham is business Mein Kamyab Ho Payenge mehnat to karni parati hai per is business Mein mehnat ke sath Hamen hikmate amli ko bhi apna Na Hoga
      • #4 Collapse

        Re: Success in Forex Trading

        bhai aapki baat sahi hai main sirf Itna kahunga Agar Forex Mein Kisi Ko success Pana Hai To vah mehnat aur learning Ke Siva kam Yad Nahin Ho Sakta Hai Pahle wala running per focus Karen aur Aane Ki Taraf Bhagya koi hota hai to vah pahle profit ki taraf bhagata Hai FIR bad Mein learning ko dekhta hai
        • #5 Collapse

          Re: Success in Forex Trading

          Mein success Hasil karni hai To Hamen bahut hi kam hikmate Amli ke sath Chalna parega mehnat aur Himmat Amli ke sath chalenge to tab hi Ham is business Mein Kamyab Ho Payenge mehnat to karni Agar Forex Mein Kisi Ko success Pana Hai To vah mehnat aur learning Ke Siva kam Yad Nahin Ho Sakta Hai Pahle wala running per focus Karen aur Aane Ki Taraf Bhagya koi hota hai to vah pahle profit ki hum real account mein trading kar sakte hain wo aapke self learning pe depend karta hai ke aap ne kis approach se trading ko seekha hai samjha hai and rahi baat loss ki to hum logo ko main cheez hai robo
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Success in Forex Trading

            forex main agr ham successful hona chahty hain to hamy achi learning hasil kar ky apni galtio ko improve kar ky market ky rules ko follow kar ky is main hard work or sabar sy kam kary gy to ham acha profit hasil kar sakty hain or loss sy bach sakty hain ham is main agr tukky laga kar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain
            • #7 Collapse

              Re: Success in Forex Trading

              forex trading main succdess un tradors ko milti hai jo loss hny waly sub he factors ko janty hain or khud ko un se dour rakhty hain forex man do he kam hoty hain yah faida hota hai r yah nuksan hota hai jub k nuksan ko kam se kam jo trador face kary kamyb wohi hota hai es liye mahant karen q k yah sub mahant se possible hota hai es liye loss ko kam karny ki taraf zyda dehan zarori hai
              • #8 Collapse

                Re: Success in Forex Trading

                Dear friend main aapse yah Kahana chahta hun ki agar Hamen Forex trading Mein Kamyab hona hai To Hamen bahut jyada mehnat karni padegi
                • #9 Collapse

                  Re: Success in Forex Trading

                  agar hum forex mai success gain karna chatey hain to hamy pahly experience gain karna ho ga hamy aik time table bana kar daily kam karna ho ga hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama sky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Success in Forex Trading

                    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apny kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Success in Forex Trading

                      hamy learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha nisbat acha busienss hain hum is mai agar succes gain karna chatye hain to hamy analysis ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Success in Forex Trading

                        dear forex members hazraat me forex me to new hon lekin muje lagta hai k forex ak bohut acha bussenis hai aur is se fyada hasil kia ja sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Success in Forex Trading

                          ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Forex trading Mein Hamen chahie kya Hamen is mein bahut hi jyada acche se kam Karte Rahenaur Hamen bahut hi acche se kam karna chahie Tu Hi Hamen ismein se aur nahin kar Payenge aur Hamen chahie ki Hamen ismein Dil Laga kar de kam Karen Taki Hamen ismein Har Na Mane aur jaldi se earning Kar Paye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Success in Forex Trading

                            g haan bhai jaan ap ne sahi bat ki hai mehnat hamary kamyabi hai as liy ham sab ko as main har bar as main mehnat karte rihna chahye hai agar ham as main mehnat karte rahe ge tu ham as main jaldi kamyab ho sakte hain and hamein chahye hai ke ham as main soch samjh kar bhi kam karen ta ke ham jaldi kamyab ho jay and hamein har wakat as ko learn bhi karna ho ga success full banne ke liy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X