Balance aur equity men farq......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance aur equity men farq......
    Dosto AJ main apko balance aur equity men farq btata hun. Balance wo hota hai jo ap apnay account men deposit kartay hain ya jo bonus apko forum se milta hai. Jab ap trade open kartay hain to agar apki trade profit men ho to wo profit balance men add Kar k jitna banay ga wo equity hai aur agar trade loss men ho to utna loss balance men se minus Kar k jo total ho ga wo equity hai..

    Equity = Balance +/_ profit/loss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance aur equity men farq......

    Balance hamari investment hoti hai ya hamara bonus kab forex trading account main transfer hota hai tou woh as a balance hamary trading account main show hota hai lekin equity hamara current balance hota hai jo trade open kerny per increase decrease Ho raha hota hai ky agar loss ho raha ho tou equity decrease Ho rehi hoti hai aur profit ho raha ho tou increase ky jab tak ham koi trade close nehi kerty hamara balance same rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: Balance aur equity men farq......

      G belkul aisa he hai balance to wahe hai jo hamarai pass mojood hota hai agar ham uss balance pe aik trade lagatai hai to aur jotnay lots size say lagatai hai hamari equity usse hisab say plus minus hote rehte hai iss ka matlab agar equity kam.hoge ya minus mai hoge to ham agla trade nahe laga sakaingay.
      • #4 Collapse

        Re: Balance aur equity men farq......

        forex main hamy mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or loss sy bach sakty hain or acha bonus haisl kar sakty hamy is main achi or alla qualities ki posts or threads reply karny chahye pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Balance aur equity men farq......

          forex aik online buisness hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hamra koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Balance aur equity men farq......

            forex aik king business hain hamy is main market ke movement ko dakty howy is main pasa invest karna chahey per he hum acha profit hasil kar sakty hain hum forex main balance depost karty hain hamy forex main meyare kam karna chahey forex hamy learning be data hain hum is main kam kar ky apne gurbat ko kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Balance aur equity men farq......

              balance to hum kud invest karty hain or hamy analysis ko use kar ky ache qaulity ka kam karna ho ga forex aik wasee business hain hm is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning kky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Balance aur equity men farq......

                اصل پيغام ارسال کردہ از: jmqadri580 پيغام ديکھيے
                Dosto AJ main apko balance aur equity men farq btata hun. Balance wo hota hai jo ap apnay account men deposit kartay hain ya jo bonus apko forum se milta hai. Jab ap trade open kartay hain to agar apki trade profit men ho to wo profit balance men add Kar k jitna banay ga wo equity hai aur agar trade loss men ho to utna loss balance men se minus Kar k jo total ho ga wo equity hai..

                Equity = Balance +/_ profit/loss
                Salam Walekum ji bhaijaan Mein Forex trading main Abhi new ho mujhe Itna Jyada understanding Nahin Hai Baki members ki post ko delete karne ke bad Mujhe is Baat ke bare mein pata chal gaya hai
                • #9 Collapse

                  Re: Balance aur equity men farq......

                  balace amount py hum kam karty hain hum kam kar ky pasia kama sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kr sakty hain is mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai asnae sy kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance aur equity men farq......

                    forex aik wasee business hain is mai balance or equality ky bary mai samjna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex mai hamy apny experience ky mutabik balance invest karna ho ga forex mai agar hum ache quality ka kam kary gy to hamy ache earning mily ge forex aik international or kabe be katem na hony wala busienss hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance aur equity men farq......

                      baalnce py hum kam karty hain hum kam kar ky hum paisa kaam sakty hain forex aik wasee business hain hm is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai poor mans be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X