eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein
    forex aik esa platforum he jis mein hum eid waly din mein be kam ker sakty hein or earning ker sakty hein forex aik full confidence deny wala karobar he is mein hum puri dunyan ko apny sath trading mein involve kerty hein or profit gain kerty hein forex aik world wide karoabr he jis mein hum kamaty be khud hein or tajarba senior se hasil kerty hein or apny trading ke tajarby se faeda utaty hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

    us ko chahiye k wo mehnat bhi ziada krain kiun k mehnat k bagair profit earn kerna bht mushkil hy ager app mehnat nai kertay to app ko prpfit bhi earn nai ho ga profit her koi chahta hy lekin mehnat us k lie shart hy app mehnat ziada krain krain gay to hi acha profit lain gay hoti hai profit haseel krna koi asan nahi hai is leye hamy chahiye k hm profit haseel karen aur agy barhein profit mehnat hi sy hm haseel kr sakty hein is leye khub mehnat karen mehnat main azmat hai mehnati admi har jagha kanyab hai is keye mehnat sy kam len aur agy barhein mehnat main zyada mihnat kare hgee tu ham ko as main zyad profit ho gaa yani ham as main ache se trrading kar sake gee aor earning kare gee aor ahgr ham as main mihnat nahi karte gee tu kabi bi kamyab nahi
    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
    • #3 Collapse

      Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

      Forum posting main tou koi chuti bhi nehi hoti jesy forex market main ham weekend per trade nehi ker sakty lekin forum main aesi koi restriction nehi hai ky ham kisi din posts na ker sakain sirf jab hamari limit exceed Ho rehi ho tou usi waqat ham posts nehi ker sakty baqi ham forum main kisi bhi din posts ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

        ji haan mere Bhai bilkul yah baat sahi hai ki Pakistan form ke andar marji chahe kam kar sakte hain kyunki yah 24 7 days aur 30 days aur 1 year ke hisab se open hi rahti hai ismein kabhi bhi holiday nahin aata lekin Pakistan form yahi baat achi hai ismein se hamen jitna bhi bola milta hai use Ham trading karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

          ji mere Bhai ne bahut hi acchi baat ki hai aur yah hamare liye ek bahut hi acchi chij hai kyunki Jo log Pakistan form per post nahin kar paate ek din ke liye tune next day ki bhi vaise hi post milati hai matlab uski limit mein Koi kami nahin aati hai uske liye main padhaai nahin jaati to yah bahut hi acchi baat hamare liye
          • #6 Collapse

            Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

            Dear friend forex business akk ase jag Haa jahan kam karna kaa koi time tabel nhn app jess waqat chain kam kar sakta han Eid wala din bhi Q nahn hoo app din mn 24h 7d kam kar sakta han forex business kaa yahee too faida kaa app har waqat kam kar sakta han
            • #7 Collapse

              Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

              Assalamualaikum my dear friend mujhe aapka friend bahut hi pasand aaya kyunki bahut se aise log hote Hain Jo bahana bana lete Hain yaar ji jaise ki Eid aayi hai ya Independence day aaya hai 14 August to isliye Ham Kam nahin Kar paye lekin mere Bhai kam to Kam hota hai main to use din bhi kam kiya hai aur hamen kam karna bhi chahie
              • #8 Collapse

                Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

                Dear sir aap bilkul theek kah Rahe Hain ki koi bhi difference nahin hota difference Ham khud create karte hain agar Ham kisi din kam na karen to difference create ho jata hai lekin daily routine work Kam Karne se Teri main bhi profit hota hai aur market ko analysis karke wash karne mein bhi aasani rahti hai aur daily perform per kam karne se bhi achcha bolate Mil jata Hai
                • #9 Collapse

                  Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

                  ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai ki Eid Wale Din kahan Mein Fark nahin karna chahie Kyunki forex Achcha business hai jo 24 ghante pahle hota hai aur Sal mein se koi bhi chhutti nahin hota hai isiliye Hamen Eid Wale Din posting Karni chahie Fark Nahin Rakhna chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: eid waly din ka farak nae hum jab chahen kam ker sakty hein

                    Good Morning Forum Members.....
                    Ham jab is main eid wale din farigh hote hain tio ham ko is main zaror posting karna chahye aor ham eid wale din aram se posting kar skate hain aor ham ko is main kamybi mil skata hain aor eid wala din to khushi ka hota hain ham ko is main apne khushi se hi posting karna chahhye jis se apko faida mil skarta hain ap is mein ache earning bhi kar skate hain....

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X