Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???
    G dear friends asslam alkum dear friwnds mai ye khaina chat hun kay jub hum aik pair pay trade ko open kartye hain tu usye lose mai daikh kay jaldi mai band kar daitye hain hala kay humain aisa ni karna chye humain hamesha trade mai waite karna chye kiyu kay jitna zayda hum traee mai waite kartye hain humain utna he zayda es mai faida bhi hota hai ye azmai howi bat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

    Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai agar Ham trading karte hue Sabar Karenge aur kabhi bhi jaldbaji nahin Karenge To Ham trading karte hue Achcha profit bhi Kama sakte hain Kyunki trading ki movement ko samajhne ke liye Hamen analyses ki jarurat hoti hai jo Hamen ek hi hi Taron Se Mil sakti hai Jab Ham Yahan Dil lagakar kam Karenge aur aur Sabar ke sath trading Karenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

      Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma ham wait karty han to hamara apna he faida hota ha q ka sabar ka phal metha hota ha or or hamy sabar ka sath Allah ka shukar b ada karna chary aghar hamy loss hota ha tab b or aghar profit hota ha tab b Allah Hafiz.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

        G han bilkul agar market ki movement ko watch kia jaye aur bahot zeyda wait kia jaye to traders ko es ka bahot acha result mil sakta hay, trades open karny me jaldi kesi be condition me be nahi karni chaye, market price ki movement key ley bahot zeyda intezar karna bahot zarori hota hay, agar trading me jaldi ki jaye to market ki movement ko traders kabi be nahi samaj sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

          Mera experience bhi yeh kehta hai k order place krny mein jaldi nahi krni chahiye kionkeh jo order hum jald baazi mein place krty hein tu market up ya down move kr jati hai phr usko wapis any mein waqt lgta hai us waqt hum sochty hein agr thora sa aur wait kr lety tu ab tk trade profit mein running krti.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

            Ji han dear aapane bilkul theek kaha hai trading karne mein vate karna chahie Soch Samajh Ke entry Lagane chahie Jab order place kar dete Hain To Sabar karna chahie Agar trend Mein trade open ke market profit Mein aati hai aur munasib profit Mein Apni market ko close kar de...
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

              Forex trading mai jitna ziada sabar or sakoon say kaam kia jaey utna ziada faida hota hai. jald baazi or bey sabri hamesha nuqsaan daiti hai. Traders ko kisi trade ko open kernay say pehlay ye baat daikh laini chaiye kay uss ka account kitnay lot size ki trade ko long time mai support ker sakta hai iss tarah trade open kernay kay baad loss ki move mai bhi pareshani nahi hoti or araam say baith kay market ki waapsi ka wait kia jaa sakta hai. Trade open kernay kay baad kabhi usay close kernay ki jaldi nahi karain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h
                agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien
                as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

                  forex aik acha business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum pairs mai or currecny mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
                    G dear friends asslam alkum dear friwnds mai ye khaina chat hun kay jub hum aik pair pay trade ko open kartye hain tu usye lose mai daikh kay jaldi mai band kar daitye hain hala kay humain aisa ni karna chye humain hamesha trade mai waite karna chye kiyu kay jitna zayda hum traee mai waite kartye hain humain utna he zayda es mai faida bhi hota hai ye azmai howi bat hai
                    Acchi trading karne ke liye my trading karne ke liye knowledge or experience ke sath sath Subah Se Kam karna bhi zaroori hai agar aap Subah Se Kam karen to aap difficult time ko avoid kar sakte hain aur acchi trading kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai waite karnye ka bhut faida hai???

                      hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bahtern business hain is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain forex paksitan mai legal or famous ban cuka hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X