Technical indicators ki ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical indicators ki ahmiyat
    Assalam o alaikum dear friends g aaj myn apny iss thread myn technical indicators kay bary myn aap ko agha karon ga. G technical indicatotors mathematical formulas sy banty hyn jo ya to price sy bnty hyn ya volume sy. Or asal myn yh hmyn market trends kay bary myn maloomat dyty hyn yani iss sy hmyn maloom hota hy kay market ka trend kya hy. Technical indicators kai qism kay hoty hyn jaisy lagging indicators, leading indicators waghera waghera.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical indicators ki ahmiyat

    walikum salam daer ap ki bat theek hy ager hm log indicator ko use kerty hy tu mai samjhat hu ky lazmi hm logo ko pehly us ko demo per practice kerna bahut hi zarori hota hy wesy forex ki bat ki jay tu main samjhat hun ky bahut hi mushkil kam ho jay ga ky hm log is forex ko asani ky sath samjh saky gy tu hm log lazmi analysis kiya tabhi hm log ik achi trade hasil ker sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Technical indicators ki ahmiyat

      Bahi i agree with u ap na bohot acchi information shair ki hai is lia forex mai technical indicator ko lazmi use karian lazmi in ka knolwedge hasil karian technical indicator ko ap jub use karta hain tu ap ko forex mai ak accha profit hasil ho sakta hai jis ki waja s ap acchi earning kr sakta hain technical indicator ko lazmi forex mai use karian or is ka experince bi hasil karian
      • #4 Collapse

        Re: Technical indicators ki ahmiyat

        Je apki bat sahe hai dear technical indicator ki market trend maloom karny ma bhot ehmeyat hai kiu k en k pechy bhot zayada calulations hoti hai or ye hamy market trend janany ma help karty hai es lae hamy kese na kese indicator ko lazmi use karna chahe kiu k enko use karna or sekhna hamary lae bhot faida mand hota hai or hamara brain ye calculation ni kar sakta jo en indicators ma hoti hai hope u like my comment
        • #5 Collapse

          Re: Technical indicators ki ahmiyat

          indicators ko use karna zarore hain pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar technical indicaotors ko ignore kar ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Technical indicators ki ahmiyat

            Dear member Agar Hamen technical indicator ke bare mein maloomat chahie To Hamen pahle Apne knowledge or experience Ko Badhana Hoga Kyunki bagair knowledge or experience kam kabhi bhi ismein technical indicator ke bare mein maloomat Hasil nahin kar Payenge aur bagare knowledge or experience ke trade Lagate Rahenge is Hamen aur Jyada loss bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Technical indicators ki ahmiyat

              hamy best experience or knowledge hasil kar ky technical indicator ko use kar ky is main kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Technical indicators ki ahmiyat

                forex main technical analysis ki bohat hi zada ehmiyat hamy is ko follow kar ky market ky up hony par is main trade lagani chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Technical indicators ki ahmiyat

                  forex ke karobar mein hum technical analysis ko istemal ker ke acha trade place ker ke hum acha profit gain ker sakty hein forex aik world war karobar he jis mein hum apny experience ko or trading skills ko increas kerty jaty hein forex aik useful karoabr he jis ke waja se hum earning or learning ko trading market mein use kerty hoy achy patience ke sath acha or successfull karoabr kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Technical indicators ki ahmiyat

                    forex aik acha business hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum muanfa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik world wide business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Technical indicators ki ahmiyat

                      hamy technical analysis ko use kar ky kam karny mai he kamyabe mily ge forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar musalsal mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik legal business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Technical indicators ki ahmiyat

                        Asslam O Aliekum dear friends , technical indicator yani lumhe k eshare ap ko btate hen k ye rujhan kitna mazbot hai or ye bhee bata sakta hai k ulta waqia hone wala hai wo qeemton men sab se aoper aor neche ki chezen mofeed sabat ho sakte hen , lumhe k eshare men reshta dar taqat index r s i astastek , aost dasha tamak esharia , aor achemko ,kenko baio , shamil hen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X