Little amount is perfect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    little amount say bhi earning ho jay gi aur forex aik lifetime business hay aap forex say achi earning kar saktay hay log forex say daily good pips make kartay hay mein nay isi liye forex ko ziyada say ziyada learn kiya tha takay mein forex say achi earning kar sakon mein forex ko bahot pasand karta hon aur mein apany friends ko bhi teach karta hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Agar ap aik new trader hain or apney trading ko small investment say starty karna chhatayhain to ya zayada bahter ha is kay leya ap smal volume main trade lagain or is say apnay knowledge or experience ko b arhain or is kay sath sath trading say earninb b karain .
      • #78 Collapse

        forex main little amonut bhi thek hoti hai mgr agar ap ki amount zada hogi to ye bht acha hai q ky ek bari amount ap k account ko sport krta hai or ap ko market main stand rakhta hai q k risky market hai kab up ho kab down ko pta ni chalta
        • #79 Collapse

          dear agar app little amount say es business ka start ly ty hai tu app ko kafe soch samaj ker trade ker na hoga aur agar app proper trend ko samaj ker trade karan tu umed hia kafe acha fida hasel ho jay ga.
          • #80 Collapse

            Little amount is not perfect for me is se ap ka account bohat hi jaldi washout ho jaye ga agar ap 10 ya 20 dollar se kam kare ge to humhe kam se kam $500 se yeh kam karna chaiye yeh aik decent amount hoti hai forex trading ke liye other wise ap ko loss hi hoga.
            • #81 Collapse

              hhmmm its depend on trader if not trust on urself that he is not still good in forex then he should start forex with mini account...in this risk factor is also small
              • #82 Collapse

                dear user jee han bilkul forex trading ek risky business hai is liy new commers ko chahiye k wo apni practice complete kr k kam start krain or apni amount ko mehdod rakh k or cent mai invest kraiin jissy un ka risk kam o jata hai.
                • #83 Collapse

                  yeah! brother agar ap forex ko new join karty hain or ap trading sekhna chahty hain tw apk liye little amount ki koi ehmiate nahi hai but forex trading k liye agar ap k pas zyda amount hain tw ap trading ma successful ho sakty hain or ya best business hai
                  • #84 Collapse

                    well , i am new awbi mujhe itnaw time nahin hoa ke mein esa kuch ap logon se share kar sakon , bas i'll try my best , mein knowledge bhi le rahin ho bas experiecne ho jaye tuhraw tu sab samjh jaun gein :)
                    • #85 Collapse

                      little amount se hi start ki ja sakti hai little amount se koi risk ni hota balkay traders bohat sa knowledge and experiance hasil kar kay phir profit ho jata hai is liye trading little amount se hi best ha
                      • #86 Collapse

                        g han trading ko start karny kay laye new traders ko chaye kay wo just 20$ invest karian takay loss ho bhe jaye to zyada affect na kary ap ko phir jub ap ka tjarba acha ho jaye aur ap ko trading ki achi tarah samaj a jaye tub invest increase kar sakty hain
                        • #87 Collapse

                          agar aap ek hard worker hain or forex trading business mein aap ko experience hasil hai tu aap little amount se bi acha khasa earn kar sakte hian. agar aap expert nahi hain tu ap kay paas jitna bi capital hai sub bekaar hai.
                          • #88 Collapse

                            little amount is perfect mey mey yahi kahuu gaa key aap ko is kaam mey little nahi blkey apa ko is kaam mey jitna bi balance hoga aap us ka faida uta saktey hey or aap ko kaam karna hoga hto us ka khayal bi rakna hoga..
                            • #89 Collapse

                              aslamu alaikum: dear little ammount is best par itni little amount bhi best nahi hai ke ap koe trade hi na kar sako kam az kam 100 doller se to ap ko trading karni chahia.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g han bilkul thek kaha apne qun kay starting main humen trading kay baray main zyada knowledge nhen hoti or starting main humesha loss ka samna hota hai is liye trading ki beginning kay liye small amount hi better hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X