Knowledge experience vs greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge experience vs greed
    Kia ham apny knowledge aur experience se greed ka mukabla kar sakty hai aur kia ham ye mukabla jeet sakty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge experience vs greed

    Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma he kia aghar kisi b shoba ma aghar hamary pas knowledge or experience ho gha to hamy lalach ni karni chaiy q ka lalach buri bala ha.
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge experience vs greed

      اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
      Kia ham apny knowledge aur experience se greed ka mukabla kar sakty hai aur kia ham ye mukabla jeet sakty hai
      Forex trading business business hai ki agar ismein Ham Ek percent Bhi lalach Karte Hain To bahut jald Hamara account watch ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham Forex trading Mein knowledge or experience ki base per kam Karen Agar Ham is profit Hasil karna chahte hain to
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge experience vs greed

        Ji han dear aapane bilkul theek hai Agar aapke pass Achcha experience aur knowledge hoga to aap kabhi bhi greed Se Kam Nahin Lenge aap proper management se a kam Karenge members ko chahie ke Jyada Se Jyada mehnat Karen aur accha Sa experience aur knowledge banaen...
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge experience vs greed

          ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Hamare Paas bahut accha knowledge or experience hota hai aur ham Jab Bhi trading Karte Hain To Hamen profit ho raha Hota Hai To Ham Aage lalach karte hain aur ham yah sochte Hain Ki Hamara knowledge Hamare kam aaega aur Hamen is se bhi achcha profit Milega lekin Hamen Vahi trade bahut bada nuksan De jata hai thanks
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge experience vs greed

            Dear sir aap bilkul theek kah rahe hain knowledge or experience ke mutabik a great karni chahie agar Ham jyadagreed karne se account bhi wash ho sakta hai koshish karni chahie hamen thodi knowledge ke sath thoda thoda profit game karna chahie aur kamyabi hasil karni chahie jitni jyada mehnat ke sath hamare analysis honge aur mehnat karke quality acchi ki jayegi utna hi achcha bonus aur trading
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge experience vs greed

              Dosto knowledge +experience =success but knowledge and experience + greed = big loss
              Kio k greed hamen kbi b kisi b business men kamyabi ni dila sakta is lye hamen is say jitna ho saky avoid karna chahey agar hum really kamyabi hasil karna chahty hyn to
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge experience vs greed

                ji han Sar aapane bilkul right kahan hai gram section for restaurant Mein Kaam Kar Rahe Hain To Hamen chahie kya Ham knowledge experiment Karte Rahen aur uske sath sath experience bahut jyada mehnat karna chahie tha kya
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge experience vs greed

                  Hy dear forex friend I hope Kay AP sab the he ho gaya g Haan forex friend agher hum logo Kay pass acha knowledge or acha erperance ho ga to hum logo ko he is ka faida ho ga kue k hum say mistake Kim ho gi or acha profit earn ho ga agher hum logo Kay pass acha experience or acha knowledge he na ho ga to hum ko loss he ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge experience vs greed

                    Knowledge experience say agar hum trade karte hain tu humhan ziyda loss neh hota hain or agar hum lalach kar k forex trading main trade karte hain tu pher humhan had say ziyda loss hota hain or haad say ziyda loss lalach ki waja say hota hain agar hum Knowledge experience sya trade lete hain tu hamare chacnes bhot he kaaam ho jate hain loss k lalach ki waja say hum big lot use karte hain jis say big loss hota hain or asi tara wash ho jata hain account
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge experience vs greed

                      is me thora bhe lazy hona hmare lye kam barha dyti hai q k is me hmen hard working karna hota hai agar hm ak bhe din kam ko chorty hai to hm per burden hojata hai aur is sy hmen aur lazyness hojati hai jb zara kam barh jata hai lekin agar hm regularly kam karty rahy to hmen itna feel nahe hota kam ka aur hm roz apna kam time per kar lyty hai is sy hmari earning achi hojati hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge experience vs greed

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur tajerba aik aisa cheez h jo hamain her mor per kaam ata h aur as ki madad sy ham apne lyee aik acha mustaqbil hasil ker lete hien agar ham as mien acha mustaqbil hasil karna chhate hien
                        tu hamain as mien kaam karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee behter sy behtreen kaam karna ho ga
                        aur as mien kamaee karna ho ga agar ham as mien kamyab ho jate hien tu ham kamaee per kamaee ker sakte hien aur ham ko as mien her bar mehnat karna hota h.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X