profit will make more greed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bhai jaan profit say humay much greeds to hoti hai per humay is mai greeds nhe karni chaiye loss ka samna he rahe ga agr humne aisa kia to
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jab ap ko profit hota hai tab ap confident ho jate hain lekin jab ap ko zyada profit ho jata hai tab ap overconfident ho jate hain jis se ap forex main wrong decision lete hain jis se ap ko forex mai loss ho jata hai
      • #33 Collapse

        Dear jab ap acha kam karo... greedy mai boht se log loss kar jate hain es liye ap ko boht acha earn karne k liye faida hasil karne es liye ap ko acha faida earn karo... es liye ap ko faida boht earn kar skte ho hain,..
        • #34 Collapse

          A profit earn karty ha market sy to hamy greed pakar lyti ha or hamara dil karta ha again trade kary or or mazid profit earn kary jis ki waja sy ham loss b kar lyty ha again trade py es lia greed bohat bara enemy ha trader.so............
          • #35 Collapse

            g han hum ko zayida profit greed karta hai par humera zarrorat bhi zayida se zayida profit earn karne se pori hoti hai so normal profit par rahna chaiye
            • #36 Collapse

              aksar log jin ko forex main shuru shuru main profit milta hay unk dil main greed aa jata hay aur aisa almost sub kay sath he hota hay lekin hamain chahiye ham apney emotions pey control rakhain nahi to hamain loss hoga
              • #37 Collapse

                g bilkul g hgm ko ziada profit ki lalaach ni karni chayia kiun ky hm ko agar hm ziada lalach kary gy to hm ko loss hi ho ga is lia mn smjta hun ky hm ko sabar ka damn ni charna chahyia tb ja kar hi hm kamyab ho skty hain
                • #38 Collapse

                  I am not agree with you because those are greedy they never earn the profit in this market.
                  They are face the losses in the Forex market.
                  We are fpnot follow the greedy.
                  • #39 Collapse

                    forex aik acha business hay aur is mein ap ko greed bilkul nahi hona chayie ager ap lalach karay gayn tu ap ko loss ho sakta hay aur ap is ko full time bhi trading kar saktay hay aur emotional ho kar trade bilkul na karay is tarha loss ho sakta hy is liye avoid kiya karay .
                    • #40 Collapse

                      forex trading mi ya baseball bat zarur haya okay jab pig profit gain karty haya market place sy to hamy hpye pakar lyti haya or maybe hamara dil karta haya yet again deal kary or maybe or maybe mazid profit gain kary jis ki waja sy pig decline b kar lyty haya yet again deal py es lia hpye bohat bara enemy haya speculator ka es sy bachna chaheya.
                      • #41 Collapse

                        han kabhi kabhi aap profit ke chakkar me greedy ban he jate hain lekin aesa bhi hota hai ke aap mehnat ke sath kam karte jayen or aap ka account 1000 dollars tak pohanch jae mere khayal se greedy hone se he bande ko loss hota hai is business me warna tahamul ke sath kam kara jaye to kamyabi mukin ho sakti hai .
                        • #42 Collapse

                          salam, bhi mera khyal hai k hmain greed se bachna chahey or thorey profit per he rehna chahey jab tak k hum forex k master nahi ho jatey , essa risk nahi leyna chahey jis se aap ka sara capital he zaya ho jaey
                          • #43 Collapse

                            yes..those who are greedy, when they get profit they want to earn more,but those who are not so passionate always trade wisely. Dont think that you must trade everyday.always do when you are sure about it.
                            • #44 Collapse

                              its true that profit make us more greedy therefore my advice to all traders that do not become greedy in this business because if you will become a greedy trader then you cannot earn money from this business.I dont like greed in forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                greed tu trading mein ata he lakin trader ku trading ke doran greed nhe krna he aur agr trader greed hu kr trading krta he tu woh trading mein kamayb nhe ho skta he aur woh trader apne trading mein kamaybi se success pata he jb woh greed ku chor data he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X