purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain
    g dosto mai ny dekha hay k threads mei bohat hi purani posts ko log ziada comments ar thanks dy rahay hotay hain ar ye nahi dekhty k posts kitni purani hain , asa bhi hota hay wo members forum bhi chor chuky hoty hain , to ess say behter hay k jo log es month ya es week mei posts karty hain unki posts ko parhen , comment dain , ta k active logo ka bonus acha ban sakay ..

    aun k yaahan hr bndy ko trading k liay achy bonus ki hi zrurat hoti hay jo ham nahi bana patay hain ..
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

    Je apki bat sahe hai dear bahaz okat hamy pata ni hota or ham purany thread ko reply or promote karty rehty hai es lae hamy chahe k apny forex k page ki setting asy karyn k bottom ma ham thread start time ka option use karyn es sy hamy new thread jaldi or pehle nazar ayn gy or phr ik sequence sy old ki taraf page barhta jae ga es lae hamy apny page k setting py zarue dehan dena chahe hope ham asy new threads ko reply kar sakyn gy
    • #3 Collapse

      Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

      G han forum members ko new posts ko hi promote karna chaye, old posts ko knowledge hasil karny key ley read zaror karna chaye es ko ignore karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye, knowledge old posts me be hota hay, magar reply esy posts par hi karna behtar hay jo key new hoty hey agar ham new threads aur posts ko promote karen gey to zeyda members hi es ko read karen gey aur un ko knowledge be zeyda mil sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
        Je apki bat sahe hai dear bahaz okat hamy pata ni hota or ham purany thread ko reply or promote karty rehty hai es lae hamy chahe k apny forex k page ki setting asy karyn k bottom ma ham thread start time ka option use karyn es sy hamy new thread jaldi or pehle nazar ayn gy or phr ik sequence sy old ki taraf page barhta jae ga es lae hamy apny page k setting py zarue dehan dena chahe hope ham asy new threads ko reply kar sakyn gy
        apki sugesstion bohat achi hay hamain posts ki setting hi asi rakhni chhaiye k new posts pehly aagy aen ta k un logo ko faida ho jo aj kal forum py mehnat kar rahay hain es say un ka bonu bhi acha bany ga ar posts bhi promote hon ge , sb members k liay ye zruri hay
           
        • #5 Collapse

          Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          G han forum members ko new posts ko hi promote karna chaye, old posts ko knowledge hasil karny key ley read zaror karna chaye es ko ignore karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye, knowledge old posts me be hota hay, magar reply esy posts par hi karna behtar hay jo key new hoty hey agar ham new threads aur posts ko promote karen gey to zeyda members hi es ko read karen gey aur un ko knowledge be zeyda mil sakta hay.
          apki bat thek hay old posts ko hamain es liay read krna chaiye k un mei bhi knowledge hota hay lekin reply hamain new posts ko hi krna ciaye kuch log bs comments krty jaty hain ye nahi dekhty k kon c post hay ar kab ki hay bs wo 50 posts ka target pura krty hain
           
          • #6 Collapse

            Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

            forex aik risky business hain ham is main posts or threads reply karty hain hamy is main achi or alla qualities ki posts reply karni chahey hamy is main aik jesi posts reply karny sy guraze karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real or legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

              hamy mayare posts ko promote karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial naho ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                hamy kam ke qaulity ko dahk kar posts py thanks milty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                  hello guys aap sab theek thaak Honge doston bilkul aap theek kah Rahe Hain ki purani post Ko ahmiyat Nahin Hoti Kyunki Jo purani post Hoti Hai vah Kai Dinon Se purani hoti hai use per koi bhi answer Nahin deta Jab Ham purani post per post per Apna answer Dete Hain To pata hai kya hota hai uska koi fayda nahin Hota Jab Ke Jo new hoti hain UN per Jab Ham Apna Hans Dete Hain To unse Jab Koi Aur aata hai uska answer dene ke liye Hamari post ko read karta hai agar acchi Lagti Hai To thanks jata hai isliye purani post se baat kar rahe hain new post per Ans Den Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ewish713 پيغام ديکھيے
                    g dosto mai ny dekha hay k threads mei bohat hi purani posts ko log ziada comments ar thanks dy rahay hotay hain ar ye nahi dekhty k posts kitni purani hain , asa bhi hota hay wo members forum bhi chor chuky hoty hain , to ess say behter hay k jo log es month ya es week mei posts karty hain unki posts ko parhen , comment dain , ta k active logo ka bonus acha ban sakay ..

                    aun k yaahan hr bndy ko trading k liay achy bonus ki hi zrurat hoti hay jo ham nahi bana patay hain ..
                    Assalamu Alaikum bilkul sahi baat ki bhai aapane Hamen purani post Ka bar bar jawab Dene Se pata hai ki nahin post ko jawab den Nahin post ko promote Karen Taki Hamare knowledge mein izafa ho ilm Jafar ho sake aur post Hamare profit hone Mein madad Karen Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein acchi posting karna chahte hain To Hamen purani post ko read karna hoga Kyunki purani post jo bhi Hoti Hai vah knowledge se bharpur posting ki Gai hoti hai agar Ham bhi acchi posting Karenge to hamen bhi Pakistan Forex mein bahut Achcha bonus mil sakta hai thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                        Dost ap ny bilkul thek kaha hy or men apki baat say ittefaq karta hun kafi sary log is baat ka kheal ni karty k unko kin posts pay thank karna hy or kin ko read karna hy wo bus posting ki limit pori karty hyn mery kheal men esa ni karna chahey bal k new or fresh posts ko zada promote karna chahey ta k jo members forum pay active hyn unko acha bonus mil saky
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: purani posts k muqablay mei new posts ko ziada promote karain

                          Dear app ny sahi kha hamy sirf new post par thanks milny par he zaida bonus milta hai ku ky jo post porani ho jati hain ya jin ka post ka bonus mil chuka hota hai us par thanks milny ka koi faida nhi ho es liy koshish karin ky new post ko zaida thanks dain our new thread par he reply krain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X