Use of Time Frames in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of Time Frames in Forex Trading
    Dear members, forex markete k chart mein mukhtalif time frame majood hote hain , zyada tar trader kisi aik time frame ko use karte hain trading k liye, lakin aik basic mistake jo ham aksar trader karte hain, k jab markete ka analysis karna ho to sirf aik hi time frame ko focus karte hain, aisa nahi karna chahye , trading beshak aik hi time frame k mutabiq karaian lakin , analysis k duran , jis pair ka analysis karna ha us k sab time frame ko zaroor daikhain , is se hamain us pair k technical analysis karne mein bohat asaani aur hamara analysis b bilkul theek ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Use of Time Frames in Forex Trading

    Wese to kafi sare time frame hote hain so ap koi sa bi time frame use kar sakte hain so ap ko chahiye k ap forex me ek acha sa time frame use kare ta k ap achi tarah se forex me kam kar sake so ap ko chahiye k ap forex me dil laga kar kam kare or khoob mehnat kare or forex ko achi tarah se learn kare ta k ap ko acha profit earn ho sake or ap loss se bach sake.
    • #3 Collapse

      Re: Use of Time Frames in Forex Trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
      Dear members, forex markete k chart mein mukhtalif time frame majood hote hain , zyada tar trader kisi aik time frame ko use karte hain trading k liye, lakin aik basic mistake jo ham aksar trader karte hain, k jab markete ka analysis karna ho to sirf aik hi time frame ko focus karte hain, aisa nahi karna chahye , trading beshak aik hi time frame k mutabiq karaian lakin , analysis k duran , jis pair ka analysis karna ha us k sab time frame ko zaroor daikhain , is se hamain us pair k technical analysis karne mein bohat asaani aur hamara analysis b bilkul theek ho ga.
      apki baat thek hay bhai time frame ko analysis krna bohat hi important factor hay forex mei , jo log aik hi time frame ko follow krty hain unhen chhaiye k time frame jo b hotay hain sab ka hi analysis zrur kiya karain es say unhen market ko samjny mei madad mily ge
      • #4 Collapse

        Re: Use of Time Frames in Forex Trading

        Chart me different time key frame available hey aur traders ko ye facility de gai hey key wo different time frame use kar key market ka overall jaiza le sakty hey, ye different time frame es ley terminal me banaye gey hey key market key overall analysis karny me traders ko asani ho, agar 1 hi time frame chart ko read karny aur market ko analysis karny me use kia jaye to ye traders ka hi mistake hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Use of Time Frames in Forex Trading

          forex aik international business hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain is main hamy time frames ko kabe be ignore nahi karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain yai usa or china or new yourk main tezi sy phelta howa aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: Use of Time Frames in Forex Trading

            forex aik esa karobar he jis mein hum time frame ko use kerty hoy tade ko lagaty hoy profit hein forex aik online karoba rhe jis mein hum patince ke sath trade ko place kerty hoy apni earning kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum apni life ke needs ko pura kerty hoy earning kerty hein forex se expert traders confidence ke sath earning kerty hein or profit hasil kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Use of Time Frames in Forex Trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
              Dear members, forex markete k chart mein mukhtalif time frame majood hote hain , zyada tar trader kisi aik time frame ko use karte hain trading k liye, lakin aik basic mistake jo ham aksar trader karte hain, k jab markete ka analysis karna ho to sirf aik hi time frame ko focus karte hain, aisa nahi karna chahye , trading beshak aik hi time frame k mutabiq karaian lakin , analysis k duran , jis pair ka analysis karna ha us k sab time frame ko zaroor daikhain , is se hamain us pair k technical analysis karne mein bohat asaani aur hamara analysis b bilkul theek ho ga.
              Assalamu Alaikum forex market ke chart Mein vastvik timeframe maujud Hote Hain jyadatar trade Kisi Ek timeframe Ko use karte hain trading ke liye lekin ek basic mistake Jo Ham Aksar trader Karte Hain Ki Jab market ka analysis karna ho to sirf ek time frame ko focus Karte Hain Aisa nahin karna chahie trading beshak ek hi time frame ke mutabik lekin analysis ke dauran Jis per analysis karne Hain Uske Sar timeframe Ko Jarur Dekhen isase Hamen use pair ke a technical analysis karne mein main bahut aasani hoti hai aur Hamara analyses bhi bilkul theek Hoga Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Use of Time Frames in Forex Trading

                dear friend kuch log time frame ki madad say hin trading karty hain yeh bhi ak acha analeses hy as main agar hum sekhen aur profet leny main kameyab ho sakty hain as leye her ak strastgy ko sekho
                • #9 Collapse

                  Re: Use of Time Frames in Forex Trading

                  main mostly four hours chart ko use karta hon aur aisay experts ko hi study karta hon jo 4 hours chart kay accordingly analysis kartay hain kyun kay 4 hour chart ka analysis mere khayal main strong hota hai baki kafi traders 1 hour chart aur 3o minute charts ko bhi follow kartay hain kyun kay sab ka apna trading style hota hai .
                  • #10 Collapse

                    Re: Use of Time Frames in Forex Trading

                    hamy learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex jasa koi or business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai ful time be trading kar sakty hain forex business pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Use of Time Frames in Forex Trading

                      ham is main live or sada urdu main live karty hain hamy time farmes ko use kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain is main hamra koi boss nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Use of Time Frames in Forex Trading

                        Use if time frame in forex is not waste of time.
                        Balky AP agar forex ma time lagayr gn to ye apko bohat faida day ga is ma koi loss nii..forex market 1 business ha Jo pori dunya ma chal Raha ha is ma all world k log Kam KR rahy hn or earning KR rahy hn ye 1 na khatam hony Wala business ha ..
                        Forex ma time lagayr or experience banaye Oris SA bohat si earning kry orr faida uthaye or professional bany

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X