ham kesy apni mazil paa sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham kesy apni mazil paa sakty hain?
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein kamyab hone k liy chy keh ham zyda say zyda mehnat krein ham apni manzil us waqt payein gay jab ham kuch krein gay to he ham kamyab ho sakein gay friends hamein lalch sy har bar bachna chy lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai hamein aik acha experience our acha knolwede hasil kerna chy...............
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum zayada sy zayada mehnat karain taa k hum hamaisha kaamyaab ho sakain Orr acha profit gain Kar sakain Orr hamaisha seniors ko follow karain issi trha ham kaamyaab ho saktay Hain Orr acha profit gain Kar sakatay Hain
    • #3 Collapse

      Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

      Dear member Manjil pane ka sirf Ek Hi Raasta Hai vah hi Bahana Tu Kyon Ke mehnat ke Prakar Ham Kabhi Bhi Ek Kamyab Trigger Nahin bante agar aap mehnat Nahin Karoge aur aise hi trade Lagate Rahoge To isase aapko Jyada loss hota Rahega aur aap kabhi bhi profit Nahin, paoge isliye Apne knowledge or experience ko Behtar Karen Taki aap apni Manzil Tak pahunch Jaaye
      • #4 Collapse

        Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

        hamy forex main mazil ko hasil karny ky liey mahent knowledge or experience ke zarorat hote hain forex main hum kam kar ky amount kamaty hain or apne needs ko pura karty hain forex student or house wife ky liey bohat ache job hain agar hum poor hain to forex main kam kar ky apne life sy gurbat ko katem kar sakty hain or apne life ko bahtar bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

          Forex traders ki manzil,
          Forex trading main traders ki manzil kia hoti hay. kuch kay liye profit earn kerna aur kuch kay liye achi trading seekh ker profit hasil kerna hoti hay. wo log jo trading seekh ker us kay bad profit hasil kertay hain wo hamesha kamyab rehtay hain. jab kay sirf profit kay pechay bhagnay walay kuch time kay liye may be kamyab hon lakin end per wo nuksan uthatay hain. que kay un ko forex kay knowledge us level ka nahi hota jo aik mayab trader ka hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

            hamy learning ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kak time table bana kar kam kar sakty hain is mai talib ilam be kam kar sakty hain hamy expert ban ky kam karna ho ga forex kabe be band na hony wala unique business hain
            • #7 Collapse

              Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

              forex main manzil ko pany ky 3 tareky hain is main mahent knowledge or experience hamy in ky bagar manzil nahe mil sakte hamy hamy knowledge or experience demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad hasil hota hain hamy market ky bary main full information hasil kar ky he is main enter hony ka risk lyna chahey
              • #8 Collapse

                Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                g hum apni manzil paa sakte hen lakin us ke liye hume boht mehnat kerna ho gi boht zyada koshish kerne ke bad kahin insan apni manzil hasil kerta ha kyun ke mehnat ke bagair to kamyab hona boht mushkil ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma bi ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni jaldi ap kamyabi hasil ker len ge
                • #9 Collapse

                  Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                  Dear friend apnay bht acha sawal kiya hy k ham apni manzal ko kaisy achive kar sakty kaisy hasil kar sakty han. Hamen apni manzil pany k liay kafi mahmat say kam karna hoga hamen forex ko rules ko pora pora samjhna hoga kiun k jab ham mahnat kar k forex k rules ko samjh letay han to hamry liay earning asaan ho jati hay
                  • #10 Collapse

                    Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                    Dear agar ap FOrex mein apni manzil pana chahte Hain to apko ismien mehnat karna hoga mehnat se hy ap ismien kamyab hopaoge yani k apni manzil take puhunch paoge.
                    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                    • #11 Collapse

                      Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                      Jaisa aapane bilkul theek hai ki Hamen Apne Mandal Kaise Pa sakte hain To Ham acche post Karenge tabhi jakar Ham Apne Manjil per pahunchenge Jab aap apne post Na Karenge To Ham apni Manzil Par Na pahunchenge To Hamen chahie ki Ham acche se acche post Karen Taki Ham Apne trade Mein sales can't Jab Humne trade mein se le liya To Hamen bahut jyada profit mil sakta hai aur use taraf se Ham Apne Khwaja pure kar sakte hain Shukriya Milte Hain agly Sawal mein
                      • #12 Collapse

                        Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                        business hey keh jo koi bhi is business ko aik dafa join kar leta hey aur is busines ko achi trha se learn karne main kamiyab ho jata hey to phir woh is business ko kabhi bhi nahin chor sakta hey aur always is business main hi enter rehta hey
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: ham kesy apni mazil paa sakty hain?

                          manzil ko hasil krna hy tu us kilye utna mehnat bhe kryn yani jis maksad kilye ap strugle kr rhe han ya kise ache makam ko hasil krna han tu dosto us kilye khud ready bhe kr lein mehanta kryn expert logo ko folow kryn dunia ka kio bhe kam insan kr skta hy agr wo himat na haren to

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X