loss honey per forex ko na chorin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss honey per forex ko na chorin.

    Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Humko loss Ho Jaaye to Humko chahie ki ham Forex ko chod Na De aapane Dekha Hoga ke Kuchh hota hai towo forex ko chore dete hain loss aur profit to forex k ek part hain ye loss aur profit sab ko hota hai loss ho jae to es ko cover karen mahnat ker k tab he ham kamayb ho sakte haon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss honey per forex ko na chorin.

      Pehli baat ye hai ke hum logo ko forex trading business chorna hi nahi chaye ye ek life changing business hai is ke through hum behtreen earning kar sakte hain hum logo ko chaye ke hum forex trading ko continue rakhen and agar loss hota hai ya trades favour main nahi bhi jaati to hum logo ko sabar se kaam lena chaye and proper analysis se next trade mein faida haasil karna chaye ye hi approach ki requirement hai forex trading mein andar agar aap beech mein hi chor denge to hum kabhi bhi seekh nahi sakenge jab loss hota hai jab hum galtiyan krte hain tab hi hum kuch seekhte hain to agar haar milne ke baad hum medaan chordenge to hum loser kehlaayege iss liye apni mistakes pe work karke next time hum behtar performance show karke profit gain karen.
      • #18 Collapse

        Re: loss honey per forex ko na chorin.

        Dear friend ap apna yeh mind bana lain k ao ko forex main kisi bhi halat mainbkameyab ho kar dekhana hy ao bones hasel karty rahen aur osay wash bhi karty rahen pher bhi forex ko mat choren ak din woh ay ga ap forex main ak achay trader sabet hongy ak achi earning k sath
        • #19 Collapse

          Re: loss honey per forex ko na chorin.

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends bhut say esay members esay hain jo keh loss hony per apna dil chota ker lety hain our forex ko chor jty hain friends is business main esa hota rehta hai hamein esy nai kerna chy balke hamein itna mehnat kerni chy keh hamara loss recover ho jay............
          • #20 Collapse

            Re: loss honey per forex ko na chorin.

            Ji han my dear Forex friend ap n bikl sahi kaha hy ka loss to businus ka hissa hai Kyunki agar aap koi bhi business karte hain to usmein loss bhi ho sakta hai isliye Hamen Jab Bhi Forex Mein loss hota hai To Hamen Dil Chhor Kar isase Piche Nahin Hatna chahie aur na hi Himmat harni chahie balke Achcha Soch kar Aage Barhana chahie Inshallah kamyabi Hamari Ho gi
            • #21 Collapse

              Re: loss honey per forex ko na chorin.

              G haan bilkul aapny theak kaha hai loss hony phr forex ko na choren bilkul hamain mehnat Kar ky Apny loss ko cover karna Chaya na ky is business ko choren is business ko chorny ka koi fida Nahi bilkul hum mehnat Karen tu is business sy hum profit Hasil kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: loss honey per forex ko na chorin.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                assalam o alikum my all friends .aaj mein apsey yeh khna chahtaa hun k aap mein sey jis member ko bhi loss hua hy wo forex ko na chorin .iss mein phli nakaami hi apki hi kamiyabi hy .ap apnuy loss sey bhi apni mistake ko recover ker sakty hein.ager ap mhnat key sath kaam krein to next time apko bht achi kamiyabi miluy gi .aur ye bhi to ho sakta hy keh ye loss ap apni mhnat ki badaoulat issko profit mein convert ker lein.but aapiss mein aap himmat kbhi bhi na harin
                Profit and loss Forex trading ka hissa hai agar aapko trading Karke loss Ho Jaaye to aap Forex trading Ko Na chhode Bal ke apni mistake se learn Karen Jab aap mistake se learn Karenge to yah aap pahuncha trailer banaa Lenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: loss honey per forex ko na chorin.

                  Gee haan meray bhaaii aap nay bilkul darust kahaa aur main aap kii baat say mukammal taur parr itefaaq kartaa hun kay hamein loss kii surat mein hamein pareshaan nahin honaa chahiyee aur forex chir nahin dainaa chahiye meray bhaii forex aik online trading business hay jis mein kabhi nafaa to kabhii nuqsaan hotaa hay laikin yeh sab cheezen business ka part hain aur in say dil bardashtaa nahyn honaa chahiyee bul kay in say seekh kar apnay aap mein behtarii lany kii koshish karnii chahiye..
                  • #24 Collapse

                    Re: loss honey per forex ko na chorin.

                    Ap forex market mai trade open krtey ho tou ap ki planninfg strong nahi hoti tou ap ko loss hotey hai. likan hum ko chahey k hum phely es business ko under stand krey. Es kjy bad trade open krey. jis sey hum market mai loss ko easily control kr sakty hai ur humri strategy bhe successful ho gy.
                    • #25 Collapse

                      Re: loss honey per forex ko na chorin.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                      assalam o alikum my all friends .aaj mein apsey yeh khna chahtaa hun k aap mein sey jis member ko bhi loss hua hy wo forex ko na chorin .iss mein phli nakaami hi apki hi kamiyabi hy .ap apnuy loss sey bhi apni mistake ko recover ker sakty hein.ager ap mhnat key sath kaam krein to next time apko bht achi kamiyabi miluy gi .aur ye bhi to ho sakta hy keh ye loss ap apni mhnat ki badaoulat issko profit mein convert ker lein.but aapiss mein aap himmat kbhi bhi na harin
                      Loss business ka hessa he wo log jo loss k bad forex chor dete he wo raat o raat ameer bannay ka soch rahay hotay he
                      • #26 Collapse

                        Re: loss honey per forex ko na chorin.

                        Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex mein loss hone par Kuchh member Forex Ko Chhod Dete Hain Aisa nahin karna chahie loss or profit business ka hissa hai Hamen loss se sikhana chahie balki aur Ziada mehnat Karni chahie Jis mistake ki vajah se ham Hamen loss Hua Hai Ham Hua mistake Dobara na Karen Is Tarah main Achcha profit hoga Jab Hamen kamyabi milegi To Ham Forex ko chhodane Ka Soch Bhi Nahin Sakte
                        • #27 Collapse

                          Re: loss honey per forex ko na chorin.

                          Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien
                          as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h
                          aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h
                          aur ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien aur ham ko as ko nahi chonra hota h.
                          • #28 Collapse

                            Re: loss honey per forex ko na chorin.

                            hisa hota hy ager hm log is forex main kam kerty hy tu lazmi si bat hy ky hm logo ky liya bahut hi asan ho jta h y is main sy profit ko hasil kerna laikn yi tabhi hota hy jab ap is ky bary main ap ky pas jo bi knowledge hy us ko lazmi asani ky sath samjh ker is forex main istemal kary gy tu hi sahi rahy ga laikn jatay hen woh buzdil aur nakam log hotay hen warna loss tu business ka hissa hota hey iss liay loss se hamesha seekh kar trading karen aur pahlay se ziyada mehnat karen tu loss ko profit men badal forex ka hisa hai ye tu sath sath chaktye rhatin hain per jub hum tang a kay esye chor daitye hain tu nuqsan
                            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                            • #29 Collapse

                              Re: loss honey per forex ko na chorin.

                              Yes aik baar apni poori try poori koshish se mehnat se zroor kren takeh baad mein chhorne ka pachhtawa nai ho aur agr poori mehnat ke bawjood kamyab na hon to phir asp ki mrzi but practice demo PR kren mazeed loss na ho takeh
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: loss honey per forex ko na chorin.

                                Dosto forex per agar ap ko bar bar loss hota hai to ap ko mahnat karna hoge nake forex ko chordain forex ko chorna achy baat nahi hai aur nahi acha haal hai ke forex ko khairbad khadain forex ko chorne sy apka musla hal nahi hoga agar loss ka musla hai to mahnat sy he hal keya jasakta hai aur koi hal nahi so mahnat shoro kardain kamyabi hasil karhe lainge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X