Himmat nahi haarni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himmat nahi haarni chahye
    Jab hamain loss hota hay to us waqt hamara sub say bara nuqsaan yeh hota hay k hum himmat haar jaty hain hamain himmat nahi harni chahye aor focus karty rehna chahye. jitna zada hum focus karen gay hamary liay aor hamary trading career k liay utna hi zada acha ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himmat nahi haarni chahye

    G belkul app sahe keh rahai hain hamai kabi be himmat nahe harni chaye agar ham say trading sahe nahe ho rahe aur ham loss pe loss kar rahai hain tk aisay sorate hal mai hamai market ko samajna chaye aur seekna chaye na ke ham trading chor dai.
    • #3 Collapse

      Re: Himmat nahi haarni chahye

      ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Agar Ham Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain To Hamen Himmat bilkul bhi nahin Harni chahie Hamen ismein Jitna ho sake Apna focus Rakhna Hoga aur apne mind ko Har Waqt refresh Karke kam karna hoga FIR ham ismein jaldi kamyabi Hasil kar Payenge thanks
      • #4 Collapse

        Re: Himmat nahi haarni chahye

        Mere Pyare bhai bilkul theek kaha ki Forex Mein Himmat Nahin Harni chahie Kyunki Jo Banda Himmat Har Jata Hai loss ho jata hai Forex Mein Himmat Nahin Harni chahie Chahe lost hi Kyon Na Ho Fir Bhi Ham Apne kam per focus karna chahie Apne kam ko tavajjo se a Sanjana Dena chahie Ham Ek Bar karna so bhi Jata Hai To usmein Koi Fark Nahen Parta Kyunki yah business hai ismein loss hota hai Kabhi fayda Ho Jata Hai Kabhi Las ho jata hai yah lazmi To Nahin Hai Ki Loss Na Ho just feda Ho
        • #5 Collapse

          Re: Himmat nahi haarni chahye

          dear ka koi sa bi kitna hi mushkil kiyo na ho or kitan asan hi kiyo na ho ager tu hm log us main himat har jaty hy tu main samjhat hun ky bahut hi jalsdi hm log us main kamayb nahi ho sakty hy balky asani ky sath hm log us main bahut hi acha khasa profit hasil ker sakty hy laiiikn forex ky liy aap ko lazmi himat ko zarorat hoti hy tu hi asani ky sath ap is main kamayb bi ho sakty hy or sabitqadam bi reh sakty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Himmat nahi haarni chahye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Akberan پيغام ديکھيے
            ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Agar Ham Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain To Hamen Himmat bilkul bhi nahin Harni chahie Hamen ismein Jitna ho sake Apna focus Rakhna Hoga aur apne mind ko Har Waqt refresh Karke kam karna hoga FIR ham ismein jaldi kamyabi Hasil kar Payenge thanks
            G ha ap ny tk bt ki h sky hm sb ko himt rakhi Chaya q ky himt sy he hm km kr Sakty ha or ager loss his be ha to ous my be kbi kbi faida hota ha or hm ko Jo be mushkil nazer aati ho oun sb ko face krna Chaya dana ni Chaya to he kmyab hoty ha hm
            • #7 Collapse

              Re: Himmat nahi haarni chahye

              forex aik business y jiss mein jitni bhi ziada mhnat kreingy utna hi acha ham isss mein acha profit hasil krein gy .ager kbhi hamin apny business mein loss ho bhi jaiuy to hamin iss sey himaat nhi harni chahiuy belkeh apnuy hi kaam ko contnu rakhna chahiuy .jub ham apni mhnat ko hmesha contniued rakhin gy to ham iss mein zaoor kamiyabi hasil krein gy.
              • #8 Collapse

                Re: Himmat nahi haarni chahye

                hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai main ismein isliye Aisa Kahta hun Kyunki Main is Forex trading Mein Kamyab Hona chahta hun and Hamen chahie ki Ham is Samay experience Hasil Karen aur experience Hasil karne se hi Hamara Hai fayda Hai Kyunki Ham ismein expert Ban sakte hain expert Banna Chahte Hain To Hamen iske sath knowledge bhi Aasan karna hoga Kyunki knowledge Hamare liye ek bahut hi acchi chij hai knowledge ki vajah se Ham Achcha banaa sakte hain aur experience ki vajah se Ham Acha earning karte hain
                PAK ARMY ZINDA ABAD
                • #9 Collapse

                  Re: Himmat nahi haarni chahye

                  Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                  umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                  yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker himmat nahi harna hota hai agar hum as mien aa ker himmat harty hien tu hum as mien aa kr success hasil ni ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker umeed karna hota hai or earning bee karna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Himmat nahi haarni chahye

                    Aslam O Alaikum dear friends apne sahi kaha forex ek aisa business hai jiss me succes ki shart hardwork hai or hardwork karte waqt hum traders ko himat nahi haarni chahye hume har nakami ke baad succes he milta hai or kabhi bhi naakami me himat nahi haarni chhaye hamesha apni himat se he nakami ko kamyabi me covert karna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Himmat nahi haarni chahye

                      Dear main Bada aapki baat bilkul sahi hai agar Hamen trading Mein loss bhi ho raha hai To Hamen Himmat bilkul bhi nahin Harni chahie Kyunki lost to Sabko hi hota hai Pakistan Forex Mein Vahi trader Kamyab hota hai jo Apne loss ko recover Karke Achcha profit kam Aata Hai Vahi Ek Kamyab trader kahlata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Himmat nahi haarni chahye

                        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum hamaisha hoslay sy kaam karain Orr hamain kbhi bhi himmat nahi haarni chahiye agar ham himmat haar jatay Hain tou hamain loss ho jata hai Orr hamara account bhi wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha sabar Orr hoslay sy kaam karain Orr kbhi bhi himmat na harain issi mein hamari kaamyaabi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Himmat nahi haarni chahye

                          Thek kaha ap ne himat kabhi nahi harny chahiye jo forex me himat haar de ga wo forex me kamiyab nahi ho sake ga forex me bohat dafa loss ho jata ha kiu ke ye aik business ha aur bohat se log loss hone ki wajah se himat har dete ha agar ap me himat nahi to ap forex me kamiyab nahi ho sako ge agar ap forex me successful hona chahte ho to apne andar himat paida karo
                          • #14 Collapse

                            Re: Himmat nahi haarni chahye

                            g ham logo ko chahye ka ham log is ma himaat na hara jab bi ham logo ko is ma loss ho jay aur ham logo ko chaheye ka ham log is ma soch samaj ka aur achi tara kam kara ta ka ham logo ko is ma kam loss ho aur ham logo ko loss hona ka baad ham logo ko is ma himaat sa kam lana chahye aur is ka saath saath ham logo ko is ma achi tara focus karna chhaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Himmat nahi haarni chahye

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Adil981 پيغام ديکھيے
                              Jab hamain loss hota hay to us waqt hamara sub say bara nuqsaan yeh hota hay k hum himmat haar jaty hain hamain himmat nahi harni chahye aor focus karty rehna chahye. jitna zada hum focus karen gay hamary liay aor hamary trading career k liay utna hi zada acha ho ga.
                              Assam Alaikum Forex trading business bahut hi Achcha business hai agar ismein Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen mayus Nahin Hona chahie balke use reason ko Talash karna chahie Jiski vajah se Hamen loss hua hai aur uski correction karne ke bad Dobara forex market Mein entry Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X