lot size select karna sikhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size select karna sikhain
    Dear traders forex forum kay sath sath koshish karain gye demo account sy practice karain trade ki or lot size select karna sikhain bohat ziyda zarori hai hum sab traders ko lot size select karna ana chahye is tarha hum acha or profitable lot size select karty hain or profit gain kar sakty hain easily...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size select karna sikhain

    Asslam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma trading karty wakt hamy ys lazmi pata hona chaiy ka lot size kasy slect karty han ta ka ham logo ko trading ma koi mushkil na paish ay shukria.
    • #3 Collapse

      Re: lot size select karna sikhain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
      Dear traders forex forum kay sath sath koshish karain gye demo account sy practice karain trade ki or lot size select karna sikhain bohat ziyda zarori hai hum sab traders ko lot size select karna ana chahye is tarha hum acha or profitable lot size select karty hain or profit gain kar sakty hain easily...
      Trading karte hue lot size 1 or proper use aapke liye bahut jyada you Sunata hai agar aap reading karte hue Bada lot size use Karke trading Karte Hain To aapki trading Mai bahut Pareshan Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: lot size select karna sikhain

        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein trading karte hain aur Hamen lot Se Lagana Nahin Aata To Hamen chahie ki Hamen Pakistan form mein jyada Se Jyada lot size bilkul Bhi istemal Na Karen Agar Ham Jyada lot size istemal Karenge To Ham kabhi bhi ismein achcha profit Nahin Hasil Karenge Hamen bahut bada nuksan hoga
        • #5 Collapse

          Re: lot size select karna sikhain

          Aslam O Alaikum Dear friends bilkul apne acchi knowledge wali baat share ki hai lot size select karna demo account se seekhe or boht ziada practice karen lot size he se hum trade ko kam ziada kar sakte hen lot size trading ke doran boht ehem hai isliye jitni hosake lot size demo accoutn oar seekhen
          • #6 Collapse

            Re: lot size select karna sikhain

            As-Salaam-Alaikum my dear friend mere hisab se to forex trading mein kam karne ke liye hamen lot size ko sikhane ki jarurat nahin balki Ham money management karna Sikh jaaye to Ham lot size use hisab se nikal lenge lekin ek mein hona chahie jismein hamara account hosh Na Ho
            • #7 Collapse

              Re: lot size select karna sikhain

              Always be carefull aur kabhi bhi lot size bara nahin rakhna chahiye aur always hamen apne balance ko dekhte huwe hi apna lot size set karna chahiye aur yeh bohot hi acha he ham sab keliye agar hum barey lot size istamal kartey hein aur phir hamen loss ho jaye to hamara accnt wash hi ho jata hey.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: lot size select karna sikhain

                forex aik online or kabe be band na hony67 wala aik real business hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy samaj kar is main kam yai zada lot lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain ham is apni marzi sy time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: lot size select karna sikhain

                  forex ke karobar mein human lot size ko kam se kam rakhna chahy is mein traders ko profit hasil hota he forex aik full confidence deny wala karobar he zeada lot size lagany se new traders wo lot size cover nae ho pata he jis ke waja se loss ho jata he forex ke karobar mein hum earn or learn dono kerty hein or acha profit ko gain kernay ke ley mehnat ker ke trading market ke new idea or skills ko sekty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: lot size select karna sikhain

                    Lot size Hamesha Apne account ke balance ko Dekhte Hue select Karen Agar aapke account mein investment kam hai to aap lot speech Chhote size mein len iska fayda hi hoga ki agar aapki trade last mein bhi chale Jaaye to aapke Laut Ke kam size vajah se aapko last bhi kam hoga Chhote count per Badi lots se aapko bahut jaldi nuksan ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: lot size select karna sikhain

                      Ge friend lot saiz jaisa keh bhai faemaa rahy hain select krnaa sekhin dear lot ka b khafi forex m or hamry bonuce m aml dakhal hy lot kaisy select krni hy yeh har ksi ko sekhna chaheye takeh lot zeyada na laga bhaithin pher blpachtawy k sewa yon na ho k kvh na hasel ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size select karna sikhain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                        Dear traders forex forum kay sath sath koshish karain gye demo account sy practice karain trade ki or lot size select karna sikhain bohat ziyda zarori hai hum sab traders ko lot size select karna ana chahye is tarha hum acha or profitable lot size select karty hain or profit gain kar sakty hain easily...
                        Assalam walekum Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek hai Forex trading business Mein load file ko saaf karna bahut jyada important hota hai agar Ham Ek Achcha aur Sahi lot size baat kar lete hain To Ham Apne account ko wash se bacha sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X