Need more and more work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ap jitna work karty ho utna hi ap ko seekhny ko milta hai or work mein bhi improvement ati rehti hai or work mein improvement ati bhi zada se zada work karne se hai ye work lazmi nahi ap reall account mein hi kare bal kay ap demo account mein bhi forex ka work kar kay practice kar sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee bhai theek kaha ap ny hmesh achi eaning k liy zad sy zada kaam ke zroort hoti hy .... bhai jaan hmen kamyabi k liy zada sy zada time is forum pa guzarna chahiy taa k hm ke kamyabi k chances hmari learning k chances zada hun ...
      • #93 Collapse

        jee han is mein koi shak nahi hai ke forex mein hard work karna parta hai or otherwis koi slution nahi hai apke pas agar forex se ziada se ziada earn karna chahte ho to
        • #94 Collapse

          haan bhai jaan main aap ka hum khayal hoon forex aek esa business hay jis mein har roze hi work karna hota hay aur jitna ziada aap es mein trade kartay ho utna hi aap ko business ka tjarba ziada hota hay aur aap forex mein kamyab trader ban jatay ho.
          • #95 Collapse

            bilkul theek kah rahy ho app forex mai boht mehnat chahiye hoti hai insan ko magar insan jitni mehnat forex mai kary ga otna he os ko profit ho ga or os ko success mily ge forex mai insan ko chahiye keh sirf mehnat kary or koi shortcut raasta na ikhtaiyar kary iss liye forex sirf un ke liye successfull bussiness hai jo mehnat karty hain.
            • #96 Collapse

              Yes, there are learning and will be the end of the learning process a trader, but he tried to stop the process of her income end. so this is the reason why traders to continue the learning process.
              • #97 Collapse

                assalam o alaikuim g bhai jan humen forex me hard work krna chahiye or isi se hum sucessfull trader ban sakte hain or is k liye humare pass knowledge ka hona buhat importint hai
                • #98 Collapse

                  In the entire life of an individual, he keeps on learning and learning. That man is at a loss whose tomorrow is not better than today. Forex trading is a vast and at the same time a very difficult trading. One may keep on trading throughout his life but the learning will not be over. An alert trader will be earning more and and more with the experience.
                   
                  • #99 Collapse

                    Forex trading aik business he jo humin buhat sari umeedin aur tawaqat dilata he es min kafi bari earning bhi karne ka moqa humin milta he hum agar soch samjh kar es business min kaam karte hin yani karobar karte hin to hum kafi bari earning bhi kar leite hn es lei ziyada work matlab ziyada earning he.
                    • #100 Collapse

                      bahioo aik baat note kar lain agar aap kay pas capital ziada ho ga aap utmi bari short khail saktay hain means maximum profit hasil kar saktay hain....
                       
                      • #101 Collapse

                        forex aap sey aap ke mehnat mang raha hai or badlay amin aap ko profit daita hai agar aap is par time ziada spend karain gay or is par mehnat ziada karain gay to forex aaaap ko ziada profit day sakta hai....
                           
                        • #102 Collapse

                          forex har lehaz sey aik suit able business hai kkeo kay yeh aap kay har khawab ko pora kar sakta hai agar aap is ko dil sey karain gay or mind ko trading kay doran haziar rakhain gay...
                             
                          • #103 Collapse

                            business koe be kar mehnat to har business mangta hai agar business par mehant or hard working dono dil se ke jae to wo business bohat jad parwan char jae ga....
                               
                            • #104 Collapse

                              forex aik aisa busienss hai jis par jo be kaam karta hai wo is sey profit zaror hasil kar pata hai lakin forex main mehnat zaror karni parti hai agar first time aaap ko loss be hota hai to forex main gabrahain mat balkay mehnat kartay rehain.....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Learning kis bhi business main kabhi end nah hoti hai. hamesha market main kuch na kuch naya hota rehta hai aur new experience hotay rehtay hain. isi tarah hamari learning bhi chalti rehti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X