jab app ko loss hota ha....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    mn ablast month sy forex forum ko join kya hy aur mn ny apna account insta sy b approve nhi kreaya but send kya hua hy. nmn next iss phase mn order hi lagaon ga. proftit and loss is a part of job and i will not take it to my heart if i loss at all. its a hope for new earning .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      jbb loss hota he tu gusa karna ni chaye qk hme bonuss bi tu milta hi hee na arr jbb loss ho tu dekhena chaye ke khn ghulti hoi hee arr khn hmm see mistake hoi hee
       
      • #1788 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: chmani192
        benefit or loss. done forex mein sath sath chalty hain. loss ziada tr hamari apni galti ki wnja sy he hota hai. thus loss ki surat mein jo bhi ho hm ko gusa pena hota hai or sbr krna hota hai. jb aap next time profit gain krty ho to ap ka gusa utr jata hai
        g bhai bulkul sahi kaha apne jab hm me se kisi ka bhi loss hota hai to buht gussa ata hai hume or hum kuch time k liye sad bhi ho jate hain but phir hum ye sochte hain k forex se hi hm ne loss paya hai forex hi hum earn kar k dega, forex ek risky and profitable business hai ye to sab ko pata hai
        • #1789 Collapse

          ye ti bht funny question he jb logon ko loss hota he to wo bht upset hote hein mein bhi un mein se aik hon jb mujhe bhi kisi kaam mein loss ho to bht ghusa ata he kbi kbi to ye ghusa kisi or ya kbi friends pe bhi nikl jata he lekin asa hona nhi chahiy ap ko pta ho k agr mein koi trading krne ja rha hon to is mein loss or success dono possibilities hein
          • #1790 Collapse

            jab humain is busiess main loss hota hay to humain boht dukh hota hay aur is business main loss hota hay to us main bhe hamri apni ghalti hoti hay agr hum kici kam ko soch samj kar karty ahy to humain us main loss nahi ho sakta aur humain dukh ka samna nahi karna parta is liay humian jo kam akrna chaiy soch samj kar karna chaiy ta k humain loss say bach kar acha profit hasil ho....................
               
            • #1791 Collapse

              yes my dear sir i am agree with you main manta hn k forex aik aesa karobar hy jis me agar apny lalach ki tu ap bhut nuqsan uthaogy lihaza sukoon aur aaram se trading karen aur baray meharbani lalach mat karen
              • #1792 Collapse

                g bhai jaan apne sawaal to bhot he accha kia hai and maine to yaha per kafi dafa loss he kia hai abhi tak mje profit nhe mila hai sahe maeno per mai samjta hu forex per trading karna itna asaan nhe hota hai jitna k hum yaha per samjte hai is waja say humay learning necessary hai trading karne say pehle
                • #1793 Collapse

                  Loss hota hy tb jab app galti kertey ho or galti per pachtawa to hota hy k ager na ki hoti to loss ki jagaprofit o jata
                   
                  • #1794 Collapse

                    I think as a forex trader we need to understand that loss is a part of this business and so we must learn to accept when it comes because at some point in time loss will definately comes but the most important thing is to make sure that our profit is more than our loss at all time
                    • #1795 Collapse

                      acha sawal hai ye jahan tak mera khayal hai sab ko apny loss py dukh hota hai loss hony py aksar log boht dishart ho jaty hain or dishart ho k trading chor dety hain to main ye kehna chahti ho k loss or kamyabi humari life ka hisa hain humain apna dil chota nahin karna chahiye or musalsal hard work karna chahiye
                      • #1796 Collapse

                        jb aap ko is business main loss hota ha to aap bht preshan ho jate han is liye aap ko is business main bht zaida dehan dena chaiye ta ke aap kamyabi hasi kr sken
                           
                        • #1797 Collapse

                          bhi ap nay thek kaha ha humay jab be loss ho to humsay apnay ap ko thek karna chaiya is say humay galtiyan thek ho jyan ge ni to humay aesay he loss kartay rahay gai is liya humay chaiya k humay ap galtiyan sudharay or koi kam aesa na karay
                          • #1798 Collapse

                            bhai jab mujhe loss hota hai to me is me thori der wait kr ke yeh pata lagata hon ke mene kahan galti ki hai jis se mujhe loss hua hai or me phir apni us mistake ko sahi karne ki koshish krta hon or loss cover karne me lag jata hon .
                            • #1799 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: danishimi
                              Asalam o alaikum... brother loss ki surat me to zahir hai sab he ko bura lagta hai.par hamen loss honay me apna dil chota nhe karna chahiye balkay apni mistakes se learn karke aur zyada strong hokay trading karni chahiye
                              bhai loss hota hai to kise acha feel ho ga loss se sabhi yahan dis heart hote hain or loss ko koi pasand nahi karta hai me agar loss uthaon ga is me to me more carefully kaam karon ga next time
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                g ha jab hamay loss hota hamay bohat dukh hota hy kiu k ham itni mehnat sa posting k zarie balance banatay or vo mintoo ma ud jata hy lakin hamay apni galtioo sa seakhn achahie then ham apnay loss ko0 recover kar saktay hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X