jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    muj ko jab loss ho jata hay tu main is main kuch deer ke liye tension main a jata hoon aur is tension ko main kuch deer ke liye kisi ase kam ko karne ke bad is loss ko bhool jane ki try karta hoon jis se muj ko phir se kam karne ka jazba pada huta hay .aur main apne loss ko nafe main badal kar khush ho jata hoon .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      G ya b koi pochna wali bat ha loss pa gusa ata ha but kahi na kahi loss b ak lesson hota ha jo ap ko aga trading ma help data ha so dnt loss heart N keep hard working G
      • #1008 Collapse

        g han jo junior trade hotay hai un k lye lose kafi ahmiat rkhta hai q k jab wo starting me busniess karaty hai to wo profit ka mind set kar k rkhaty hai... aur jab unko lose hota hai. to wo first time hi is profession say mayos ho jata hai..
         
        • #1009 Collapse

          muj ko jab loss huta hay tu main kuch time ke liye ya phir is main is tarha ka mind ban jata hay ke muj ko koi bhi kam ko karna acha nahi lagta hay aur main kuch deer ke liye rest karta hoon aur ya phir is main koi bhi trade nahi karta hoon aur jab is main kuch time ho jye tu phir se is main trade ko kar ke is main nafa ane per khush ho jata hoon .
           
          • #1010 Collapse

            In such a situation the first thing that comes in mind, in such a case when you have your first trade, you think that why I have started this thing, but after some time you get used to it..
            • #1011 Collapse

              nai ghosa nai hota balky tjarba ho jat a apni ghalti ka pata chal jata hai k ainda aisa karny se loss ho sakta hai
               
              • #1012 Collapse

                business cheez hi aisi he jis me profit aur loss to chalta hi he pr wese ek baat he k loss hone pe gussa kafi ata he..
                • #1013 Collapse

                  When some time I faced the loss then I try to keep my mind relax and active and try to learn from my mistakes and loss, and then try to get the more and more knowledge and experience about it, then try to make the trading again to get the success.
                  • #1014 Collapse

                    g han loss par ghussa ana to fitri bat hy q k loss sy hamra pesa zaya hota hy tab ghussa to ata hi hy lekin me smjhta hoon ghussa karny sy koi faida ni hy loss wapis to ay ga ni ic liay hamen loss ko recover karny ki koshish karni chahiay loss sy dar kar trading ko leave ni karna chahiay
                    • #1015 Collapse

                      ay yar aese baat mat karo jb loss hota hy tb dil karta hy banda computer tor dy aur need urd jati hy lakan phr kar be kya sakty akhar moo dhela kar k beth jaty hy
                      • #1016 Collapse

                        Well forex is a type of work where you will face both the profit and loss. so you should be ready for both. if you do profit well and good and if you do loss so you shouldnt blame your self or forex or be so much dissapointed. you should control your emotions. in forex emotions should be controled.else you are gona do loss more and more. dont give up here if you do loss once it doesnt mean that you will do again loss . you can recover your loss here.
                        • #1017 Collapse

                          Jee jab bhi loss hota hay to khud par gusa to aat hay lekin humay gusay kay sath sath forex trading main wo galti jis say loss huwa usko note karna chahiey aur next time wesi galti nai karni chahiey.
                          • #1018 Collapse

                            yaar loss or profit to har business ka ek part hai agar ye donu na hoon to koi maza hi nahi aata or fores main bhi loss or profit donu hota hai is lye humain agar loss ho jaye to apne guse or emotions pe control karna chahiye.
                            • #1019 Collapse

                              Bilkul forex ma jab apko loss hota ha tu bht bura lagata ha aur kch dair k liye apka dishearted ho k kaam stop kar date hain magar apko pata ha k forex ma agar loss hota ha tu profit bhi utna hi zada ha ia liye aap phir se firex pa kaam karna start ho jate hain.loss s darba nahi chaiye ha ku k agar ap koi aur business karain gay tu loss tu uaame bhi ho sakhta ha is liye apni mistakes s learn karain aur phir s ache s trading karain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                Assalam O Alaikum han geeprofit or loss dono forex ka hissa hain is liye humain loss ho ya profit humara muu aik jaisa he hona chahye or apnay emotions ko contol rakhan chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X