jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    loss krain ya profit Karina dono mai Ammamaria feeling change ni honi chahiya forex mai emotions control karna lazmi ba hai loss pe kis ko gussa ni ata mujhey bi ata hai lekin us time kch samajh ni ata k ghussa kis pe Nikaniki jae kyon k kahen na kahen hum he ghalat
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      Yaar loss hota hai to gussa to nahi aata magar thora sa ajeeb sa feel hota hai kiyo ke hamari saari mehnat zaaya ho jaati hai is liye thora ajeeb sa feel hota hai......
         
      • #873 Collapse

        good question dear g ha agar aap ko forex me trading karte waqt loss hota hai to aap ko bhut hi pfsos hota hai or aap mayos ho jate hai is liye hume mayose nai hona chaiye balke apni mistakes se sekh kar is per qabo karna chaiye or himmat nai harna chaiye kyu ke profit or loss to business ka hissa hota hai
        • #874 Collapse

          forex trading no doubt ek risky business hai jismey profit kay sath sath loss bhi hai. Loss ki soorat main wesay tou aap ko kabhi bhi himat nahi haarni chaiye aur zada try karna chiaye aur main loss ki soorat main gussa tou hota hoon but aur mehnat bhi karta hoon.
          • #875 Collapse

            mene abhi tak bohat losses face kiye hain lekin me himmat nahi harta hun or mehnat se is ko seekhny ki koshish me laga rehta hun or try karta hun ke kese loss se bach kar kaam karun and ainda mistakes na karun jin se mujhko loss hua hai .
            • #876 Collapse

              bhai jan loss hony par kon shakhs ho ga jo kay khush hota ho dekh tw sab ko hi hota hy lekin agar banda es situation maien apny ap ko sabr py kain rakhy tw es kay liay hi better hy kiun kay agr loss hony ki surat maien banda himat har jay tw wo sach maien fail hi ho jata hy bandy ko chahiay kay wo agay barhata rahy
              • #877 Collapse

                dear agar apko loss hota hai to app coll mind se sabar se trade kare trade market ko achi se analysis karke hi trade kare loss hone k bad app apki emotion ko control karke trade kare to app kamyb ho sakte ha
                • #878 Collapse

                  Jab bhi hamay loss hota hay to hum sub new traders buhat ziyada khof zada ho jatay hain. aur phir apnay loss ko foran recover kernay ke liye dobara sochay samjhay baghair trading shoro ker detay hain aur phir mazeed loss kertay hain. Yahi hamari sub say bari gulti hay. hamay apney emotion aur greediness ko control kerna chahiye aur loss ke baad itminaan ke saath dobara market ko achi terhaan samajh ker trade kerni chahiye aur phir thora thora profit kama ker apna loss recover kerna chahiye. Best of Luck.
                  • #879 Collapse

                    bahi jan loss to treading ma hota rahta ha but jab hamy loss hota ha to hamy gosa to ata ha q kay ham na itni mahnit ki hoti ha but hamay kouch fida bi mail jata ha as say hami gati bi dor ho jati ha or pir dobra wo galti ni katy
                    • #880 Collapse

                      jab muja loss hota hai to aminn maius nahi hota hai ku ki maius hona se app ko or bhi loss hoga so app ko loss hona ki bad himmat na har ke app ko forex main trade karn achyea hai jab tak app ko profit na ho jai tab tak app ko kosis katna hoga.
                      • #881 Collapse

                        jab humain loss hu tab humain pareshan nahi hona chahiye aur demo trading account main practice karni chahiye aur ziada se ziada learning karni chahiye hai phr hi hum achay trader ban saktay hai.
                        • #882 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mjunaid01 پيغام ديکھيے
                          loss or profit dono is trade mai hai agr hum loss krain ya profit karain dono mai hamari feeling change ni honi chahiya forex mai emotions control karna lazmi bat hai
                          Sahi kaha bhai ap ne loss aur profit dono forex ke saath saath hain hume jab bhi forex me loss ho to hume emotions me nahi aana chayye hume sabar karna chayye.........
                             
                          • #883 Collapse

                            nai asa nai ha jab mujy loss hota ha to ma apna emotion ko control ma rakhta ho kyo ma insan josh ma apna hosh ko kho data ha ma pher loss ko usi time cover karna ki koshish karta ha or is ma kamyab b ho jata ho sab trader ko chaya ka jab un ko loss ho wo tansion na la balka dobara new stratege sa trading kar ka us ko cover karna ki koshish kara.
                            • #884 Collapse

                              ya tho kafi interasting question hai jab kisi ensan ko lose hotha hai to emotional zaror hojathy hai liye kin koch log apny es lose sy fayeda ottathy hai or koch hamysha kliye kam ko khatham karthy hai mojy jab lose hotha hai to mai boht ziyatha odas hojathi hun.naya kam karny ko dil nahi chahtha hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                dear ya bhi koye puchne wali bath hai kiya apko agar loss hoga to apko khudhi pata chal jayega k loss hone se kaisa lagta hai apko achi se trade market ko samaj kar trade karna chayee taki apko loss na ho balki profit ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X