kamyab trader himmat se kam leta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader himmat se kam leta hae
    Assalamu Alaikum my dear friends forex aik esa busines hae jis main loss ke sath sath profit bhe hota hae lakin bahut he kam member hote hain jo loss ko bardashat kar pate hain to agar ap ko is main kamyab hona hae to is ke liye bahut se himmat ke zarorat hote hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

    A.salam friends forex aik aisa forum ha jis main humain profit ke sath sath loss bhi hota ha ask kamyab trader wo hota ha Jo loss ho bhi jaye to himat see kam leta ha apne hone wale nuksan ko berdasht kerta ha aur kis ko kum kerne ki bherpoor kosish kerta ha aur ainda kosish kerta ha ke is terha ki galti dobara na ho aur nuksan na uthana pare
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

      Walaikom Asalam dear frind m app loss or profit ki up down ke bath se motafiq h m be ye sub trader se Jo khas tor par new h un ko yahi mashwara donga ki loss hony per pareshan na hona or himath na hary
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

        G ap.ki bat theek hay k forex main wohi log kamiab ho sakte Hain Jo k himat se kam lete hain aur profit ho ya loss dono ko face karne ki himat rakhte him koi k forex aik aesa business hay jis main profit gain karna boht mushkil hay aur humain boht soch samjh Kar trading karni parti hy
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

          G han bilkul forex me kamiyab traders himat se kaam lete ha forex aik business ha aur business me loss ho jata loss business ka hissa hota ha aur loss ka samna karne ke liye himat ki zaroorat party ha forex me himat se kaam lazmi hota ha agar apke andar himat nahi to apko forex me bohat mushkil ho Jaye ge is liye apne andar himat paida Kare aur forex me mehnat Kare
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

            Ji Bhai Jaan aapne bilkul sahi kaha hai ke Kamyab trader Himachali Kama leta hai agar koi trader Himmat Se Kam Nahin lega Tu Hua kabhi bhi ismein, ab nahi ho payega Agar wo tension lega Tu wah ismein connect nahi ho payega beta mere liye Yahi hota hai ki Himmat se kaam Lo aur isme Kamyab ho jao thanks
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

              Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaamyab trader Kabhi Himmat nahi harta. Is liy AP ko chahy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k tarde krain take AP ek accha trade kr k ek accha profit Hasil kr sakain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                Good Afternoon All Forum user.........
                Ham jab is main himat se kam lete hain aor is main hard working karte hain aor ham is main himat nahi harna cahhye aor ham ko is main hosla ifzai se kam lena chahye aor jab ham is main achi mehnat karte hain aort is main loss k bad bhi is main ham ko mhimat se kam lete hain to ham is main kamyabi mil skata hain aor ham is maim earning kar skate hain
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                  hello Sir aapane bilkul sahi farmaya hai Ham is police training Mein kam Karte Hain To Hamen chahie ki ham ismeinar aapane bilkul sahi farmaya hai Ham is Forex trading Mein Kaam Karte Hain To Hamen chahie ki ham Ham ismein kam Karenaur Kamyab Teda wahi hai jo Forex trading Mein Himmat nahi aata aur is Forex trading main Hamesha hi mehnat Karte Jata Hai Karte jata hai wahi is Forex trading Mein Kamyab hota hai aur for trading Ek Aisa online business hai Jiska Muqabla koi online business nahin kar sakta isliye hamein chahiye ki Hamein is Forex trading ki Kadar Karen aur speed spect karna Hamara Farz Hai Kyunki Hum Agar Iske respect Nahin Karenge To Ham is kuch bhi Aasan Nahin kar denge isliye hamein chahiye ki hum is Mein Himmat Na Aaye machhar ke Taur par for example Agar Hum Forex trading Mein kaam karke Himmat Haar Jate Hain Tu Kisi Se Yaar Muslim se Hamari Ladai Ho Jati Hai Aur Hum Apna Himmat Haar Jate Hain Tu Ya Hamara Musalman hone ka koi fayda nahi hai isliye Hamesha hi Kya Hamesha main Himmat kabhi bhi Naha rahe hain aur is Forex trading Mein kaam karte jaen to hamesha main kamyabi Hasil kar lenge and hamein chahiye kya Hame kisi par kabhi bhi Sanjana Karen is Forex trading Kaya hi asool hai aur is for exchanging Main Wohi number Kamyab hota hai jo ismein Himmat Nahin Harsha isliye ya Hamara sabse bada Hathiyar Hai Himmat na harna isliye Hamesha hi kya Ham is main Kabhi Himmat na Hareand Jo log is Forex trading Mein Himmat Haath Jaate Hain wo Hamesha Hamesha ke liye loser Ban Jate Hain isliye hamein chahiye ki Hamesha Mein Himmat na Hare Hamesha hardworking Kaat Rahen aur is Forex trading mein jyada Se Jyada bonus Hasil karne ki koshish Karon Agar Hum Jyada bonus cancel kar gaye to is Forex trading Mein Hum Jyada Se Jyada earning bhi Karke Gaye Agar Hamare Paas experience Hoga Tu Agar experience Nahin Hai 22 Kaise Mein Koi profit Nahin ho sakta isliye hamein chahiye kya miss my experience on Origins Karen Soya mission Kamyab Ho Jaayenge
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                    aapane Sahi kaha hai ki Kamyab trader Himmat ke sath kam leta hai hamen bhi Himmat Aur Hosla ke sath kam karna hai agar Ham is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To hosle aur Himmat ke sath hi Hamen kam karna padega Kyunki yah risky business hai is mein nuksan zyada aur profit kam hoti hai isliye Hamen hosle ke sath Chalna parta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                      g han bilkul sahi baat ha kamyab trader himet se kaam leta ha or loss per preshan nhi hota bulke loss ka hosle se muqabla kerta ha kyun ke loss buisness ka hisa ha or forex ma ager shoro ma loss ho bi jai to himet rekhni chahye or sabar se kaam lena chahye kyun ke Allah humesha sabar kerne walo ke sath ha or sabar ka phal zaror milta ha is liye sabar se kaam keren or mehnat jari rekhen
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                        Bhai jan humko si emin kamyab trader is mein himmat se kam karte rahna chahye aur is mein humko mehnat se kam karna chahe aur is mein humko himmat nahi harni chahiye aur is mein apne trades par control rakhna chahe aur is mein humko sabar se kam karte rahna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
                          Bhai jan humko si emin kamyab trader is mein himmat se kam karte rahna chahye aur is mein humko mehnat se kam karna chahe aur is mein humko himmat nahi harni chahiye aur is mein apne trades par control rakhna chahe aur is mein humko sabar se kam karte rahna chahiye
                          Ap ny Tk bt ki ha sb ko asy he krna Chaya dear ap ny Jo be bta ha ager to sb member asy he km krty ha Na to profit acha Mily ga sb ko
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                            Ji han bilkul haqeeqat hai ki agar ham log 110 full trader banna chahte Hain tu pyare bhai hamen sabse pahle to sampark karna aana chahie kyunki jitne bhi trade Hain vah jab tak sabar nahin karte ho UN mein kamyab ho hi nahin sakte kyunki forex trading sabar ka hi naam hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader himmat se kam leta hae

                              G han bhai sahab app ny bilkul theek kahan us Forex trading market man jo bi kamyab trader han woh is man apni confidence or himmat sy kam leta han or woh is man kabhi bi lalch ya be sabar ho kr kam ni krta hu kyun k usy pta hota han agr woh aisa kary ga to us ko hi is man loss hoga or woh us k liye yeh achi bat bilkul ni han.
                              ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X