Newbies, Start mein Small Time frame use karen..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies, Start mein Small Time frame use karen..
    Tamam New Members se request hey keh wo start mn jab forex join kartry hn to unhen chahiye keh wo small time frame k sath work karen q keh small time frame se market ka trend bar bar badalta rehta he aur iska yeh faida hota he keh newbies ko market ka trend seekhne mn jaldi samajh ajati hey q keh small time frame par har 5 ya 10 mnt bad trend change hota hey..
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

    Mai app ke iss bat say thora mutafiq nahe hon mai samajta hon ke nee traders ko hamesha market mai barai time frame say trading start karni chaye long term tradung karni chaye kiun short term mai risk zyada involve hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

      new members starts Mein small term time is small Kari aapane Sahi kaha hai aisa hi karna chahie Jo new members Hai is business Mein new members ko chahie keva senior Se poochh Kar Apna Kam Karen aur aise hi Apna Kam na Karen senior se Puch puch ke Shuru Shuru Mein wo Apna Kam Karen tar ke unko profit ho aur nuksan Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

        agar hum forex mai new hain to hamy km risk lena ho ga hamy small tiem frame use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar skat hain forex aik wasee business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

          forex aik online business hain hamy knowledge or experience hasil kar ky long time frame use karna chahey agar hum new hain to hamy short time frame use karna ho chahey agar hum bagar experience sy long time frame use kary gy to hamy loss ho jay ga forex aik word wide business hain hamy market ky rukes ko kabe be ignore nahe karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

            forex aik powerful business he jo apny employ ko achi job opportunity deta he is ley is mein new traders ko bena loss ke achi learning or earning hasil kerny ke ley hard work ker ke small time frame ko istemal kerna ho ga tak new traders kam waqat mein bi achi planing ker ke profit ko hasil ker saken forex aik life ko new mor deny wala karobar he jo job ke bary mowaky deta he
            • #7 Collapse

              Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

              Asalamu Alaikum . Gee nahi ye ek wrong suggestion hain i think . Kiyo k small time frame ki movement bht jaldi jaldi hoti hain jo k may be new trader ko itni jaldi na samhj aye small time frame may bar bar check kar kar banda stress m hojata hai k khae loss hojaye jis ki waja say wo apni trade close kar dyty hain or sometime asa hota hain wo he trade un k favor m janay wali hoti hain unhay chaia wo d1 frame m work kary taky market ki movement slow ho to samhjny k asani ho relax hokar samhj lay . Ye mera experience hain is liay share kiya
              • #8 Collapse

                Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

                hello dear friends bahut hi achcha sawal Kiya aapane new members ke liye unko starting mein kam volume ke sath date karni chahie Main khud bhi new member hun aur main bhi yahi karna chahta Hoon ke jab bhi bonus Mile to Kam volume ke sath state karke khud ko improve Karen aur FIR acchi trading kar saken.....
                • #9 Collapse

                  Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

                  forex trding ma new any walay member's ko hum wellcom kerty ha or unhy yahi kahy gay k bhi forex ma kamyab hona ha to is ka liy ap ko saber say kam layna ho ga lulcah ni kerna kabi b or dill laga ker kam kery ga jes or strat ma trade per kam say kam lot size use kery or kam say kam time frane us kaery is ma ap ko loss b kam ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

                    agar hum forex mai new hain to hamy h1 ko use kar ky kam karna ho ga forex aik acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy markeit ke movment ko watch kar ky kam karna ho ga forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

                      new taders ko kabhi bhi small time fram mai trades nhi krna chiye who bhat zada confuse hoty hi isslye unko chiye ke who big time fram mai jarkr trading kre unko opportunaty bhi kum milyga lekn big time fram ka sucess ratio choty time fram mai zada hi or risk reward bhi zada hai isslye unko big time fram use krna chiye haan lihaza just movment market micro sturucure ko dekhne ke lye small time fram use krskty hi taky who jald learn kre.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Newbies, Start mein Small Time frame use karen..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                        Tamam New Members se request hey keh wo start mn jab forex join kartry hn to unhen chahiye keh wo small time frame k sath work karen q keh small time frame se market ka trend bar bar badalta rehta he aur iska yeh faida hota he keh newbies ko market ka trend seekhne mn jaldi samajh ajati hey q keh small time frame par har 5 ya 10 mnt bad trend change hota hey..
                        Aapane 80 Kahan Ke new traders ko short term trading Karni chahie aur Sambhal timeframe use karna chahie Aur Main sath mein yah bhi kahunga ke new traders, lot size bhi Sambhal rakhkar kam karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X