hmari post delete hone ki Bari wajah??.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

    agar koi member be tuki posts karen ge to woh post bhi dete ho jain gi our us pe jo likes mile hon ge woh bhi dalete ho jain ge is lye achi our informative posts karen ta k ap ka nuqsan na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

      forex ma hamari post delete hone ki weja hum hud hen jab hum achi quality ki posting nhi krte fazool baten kerte hen to un ka koi meqsad nhi hota is liye wo post delete ho jati hen is liye hume forex ma knowledge gain kerna chahye kyun ke knowledge acha ho ga to posting bi achi ho gi or delete hone chances kum ho ge is liye dayan se soch samej ker post keren taake delete na ho
      • #18 Collapse

        Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

        Aslam O Alaikum Dear Friends humari posts delete hone ki khas wajah ye hoti hai ke hum ya to threads par posts par karte hen ya aise hreads jo forum ke rule ke khilaf ho ya betukay jin threads ka koi maksad na ho friends forum ke rules ke hisaab se agar hum nahi posts karege tab bhi humari posts delete kardi jaati hen isliye jitna hosake accha quality work karna chahye takay humari posts delete na ho
        • #19 Collapse

          Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

          g bilkul humari posts delete hony k bari waja ye hai k humari posts k informative na hona aur ghair mayari posts k hona aur dusra hum jo fazool threads pay reply karty hain un threads ki waaja se b humari posts delete ho ajti hain hume kosish karni cahhye k hum asi threads pay posts karain jo k informative ho aur jin pay zada posts ki gi hun asi threads delete nahi hoti hain.
          • #20 Collapse

            Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

            Assalamualaikum dear friends humari post ziada tar is liy delete ho jati hain k wo up to the mark ni hoti ya phir not relevant to topic or forex. Is lit hm ko ye baat jaan leni chahy k post Hamesha relvent to the topic honi chahy.
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #21 Collapse

              Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

              Posstsa delete hony ki sub syy bari waja yahe hai kyy thread repeated yaa short thread par replyy karnaa jbb thread delete hotii hai ouss par jitni bi postss hoti hai wo sub bi delete ho jati hai aisei thread par replyy krrnn jo detail main informtivee huo our hud ka replyy bi axhaa huo..
              • #22 Collapse

                Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                Dear friend main aap se Yeh Kehna Chahta Hoon ke Hamari post isiliye delete Kiye Jate Hain Kyunki Hum Unmai spelling ki mistake Karte Hain aur mistakes ko recover Nahin karte
                • #23 Collapse

                  Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                  Jab posts achi nahi hongi threads gair zaroori hongi jab wo delete honi hain saath he hamari posts bhi delete hongi esliye kaha jata hay hamesha jo achi threads hon unpe nazra rakhain achi threads ka he reply karain aap ki posts delete na hon yahi bahtreen maswhra hay sabi members ko achi threads deakha karo.
                  • #24 Collapse

                    Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                    hello Sar Ham is Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham is Samay acche se post Karen Kyunki Hamare post Agar acche Honge to delete Nahin Honge Agar Hamare post acche Nahin Hote aur UN Mein Koi Galti Nahin Hoti aur ismein Jyada Se Jyada status hote hain uski vajah Se Hi Hamare post delete hote hain isliye Hamen chahie ki Ham acche se post Karen Mein quality data ke Hamare post ko koi delete na Karen aur ham Unki vajah Se Jyada bonus Hasil kar sakte hain Jo Hamare acche acche post Honge
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #25 Collapse

                      Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz Katti Khel پيغام ديکھيے
                      Bhai hmari post delete hoti h yeh q delete hoti hai.
                      Forum per post delete hone ka sabse main reason yah hai ki form per Bar Bar same Threads ko repeat Kiya jata hai aur Aisi tha retread se delete kar di Jaati Hain aur usmein maujud boss se bhi delete Ho Jaati Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                        forex par hamry post us waqt hi delete hoti ha jab ham log na jis thread k answer kiya hota ha wo thread ki delete ho jaya to is sa ham logo ki post wagra delte ho jati ha ya is waja sa be hoti ha jab ham log ik dusra ki post ko copy paste karta ha to is sa hamary post ka delete hona ka chances be zada hota ha is liya hamay is tyra na karna chayia ku ka is sa hamary time be waste hota ha
                        • #27 Collapse

                          Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                          Sir humeri post delete hona k sub sy bari waja yeh hoti hain k hum iss main apni working achi nahi rakta or hum agr iss main posting k wording achi kar be laa phir be hum iss main apni post k quality ko acha nahi rakta jin waja sy humeri post zada tar delete ho jati hain humain chaiye k hum iss main mehnaat karna kah socha tabhi iss main humain kamiyaabi mil sagti hain
                          • #28 Collapse

                            Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                            Jab faltoo threads delete hongi sath he onpe ki gai post bhi delete hojati hain meray hesab mey fazool threads karni he nahi chaye hamasha best threads karen proper knowledge wali takey wo delete he na ho taky posts delete honay wala issue he na baney so achi threads pe posts karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: hmari post delete hone ki Bari wajah??.

                              Sb members ki koshish hti hay k wo achi or informative posts share krain or ye boht achi baat hay lkin kuch members ki posts rules k mutabiq nai hti or phir ye bhi hta hay k posts ki quality achi nai hti isi wja sy delete ho jati hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X