Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?
    Pak forex forum pay aksar members apna loss to kertay he hain saath saath dusray members ka bhi bohat loss ker daitay hain jin ka unhain undaza bhi nahi hota hai. Pak forex forum kay aam forex ki guftagu kay section mai posting or threads bananay kay rules wazih likhay huay hain. Members ko chaiye bonus ki fikar kernay say pehlay unhain zaroor parhain takay unki posts or threads delete nahi ho or unki posts or threads delete honay ki wajah say dusray members ki posts or thanks bhi delete nahi ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

    Je bhot sy log apny sath dosro ka b nuksan karty bai apki bat sahe hai dear k jb ham forex k rule k khelaf thread lagatyn hai or bhot sary friend es py comment karty hai to unk post or thank b forex delete kar dyta hai kiu k thread jo kese ny lagaya hai wo ya to duplicate hai ya forex k rule k khilaf hai es lae forex k rule follow karyn gy to hamara b faida hai or dosro ka b hope u like my comment
    • #3 Collapse

      Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

      G ap ki ye bat theek hay k is forum par Kam kafi members mojod hain jo k threads lgate Hain tou unhe chaiay k hamesha forum rules ko follow karte huwe threads lgain take achi aur informative threads lag sake aur acha bo 7s hasil Kar sake aksar members aese Hain Jo dosron ko copy karte rehte Hain aur aik hi jesi threads lgate Hain jis wajja se wo threads delete Kar di jati Hain aur is tarha un hi aur dosre members ki sari mehnat west ho jati hay is liay ap ko chaiay k forum rules ka khyal rakhai take ap ki mehnat west na ho
      • #4 Collapse

        Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

        G haan jab threads delete hoti hain then sure bohat sey members ki posts bhi delete hoti hain so members ko koshish karni chahye bohat care sey kaam keren threads dehan se karen care sey karen takey kisi ki post delete na ho thread delete honay se post hogi delete ye care kerni chaye ap ko takey kisi ka loss na he ho
        • #5 Collapse

          Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

          Dear brother forum pe jo members repeated aur bey tukki threads kartay hen aur review men jab unn ki threads delete ho jati hen tu iss k sath logon ki reply posts bhi delete ho jati hen iss liay sub ka nuksan hota hey aur time zaiya hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

            G bilkul aisa hi hota hai kuch members aisay bhi hotay hain jo apnay sath sath dosro ko bhi loss karwatay hain wo unko ghalt mashwara detay hain jis ki waja se dosre logo ko bhi loss ho jata hai to es mein apko khayal karna chahiye or dosro k ghalt mashwaray na len han agar koi acha mashwara de to usay zarur Lena chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

              Yes rules ko follow krna chahye aur I think sb read KR skte Hain yeh aur krna chahye phir he sahi posting KR sken ge na apni delete krwayen aur doosron ki rules follow kren sb yeh he sahi hai I think
              • #8 Collapse

                Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                G ap ki bat theek hay k humain forum.rules malum hone k bawajod unhe follow nai karte aur bar bar aik hi jesi thread lgate rehte Hain aur rules se hat Kar 4 se zada threads lgate hain jis waja se wo delete me di jati Hain aur hum apne sath sath dosron ka bhi loss karte Hain is Liu kindly forum rules ka khass khyal rakhain take loss se bach sake
                • #9 Collapse

                  Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                  g bilkul sahi keh rahy hain hume is baat k anadaza tak nahi hota hai k hum apny loss k sath sath dusrun k b loss karty hain jab hum forum pay threads karty hain aur agr wo informative na hun to wo threads delete ho ajty hain aur un threads k sath sath jitni un pay posts hoti hain wo b delete ho ajti hain aur dusrun ki mehnat zaya ho jati hai is liye kosish kaarin k asa na kaarain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                    Je haan forum mei rules wazih likhay hain kis kisam ki threads lagani hain aur posts kasi karni hain elsiye phr sab ko chahiye threads bohat achi karain takay aap ki threads ki wajah sey sab ki posts bhi save rahain so bohat important hay kay achi si threads pe he kaam keya jay jo best threads hain unpe he kaam karna better hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                      forum par boht sara trader aisa ha jo ka zada bonus earn karna ka chakar ma zada sa zada threads kar data ha jis ki waja sa us par boht sara log reply wagra be kar data ha aur bad m,a jab ya thread delte hoti ha to sath hi boht sara traders wagra ka replies be delete ho jata ha is liya wo trader apna sath sath boht hi sara aur trader ka be loss karwta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Pak forex forum pay aksar members apna loss to kertay he hain saath saath dusray members ka bhi bohat loss ker daitay hain jin ka unhain undaza bhi nahi hota hai. Pak forex forum kay aam forex ki guftagu kay section mai posting or threads bananay kay rules wazih likhay huay hain. Members ko chaiye bonus ki fikar kernay say pehlay unhain zaroor parhain takay unki posts or threads delete nahi ho or unki posts or threads delete honay ki wajah say dusray members ki posts or thanks bhi delete nahi ho.
                        Assalamu Alaikum jyadatar member forum bharane Hai unko Forex ka knowledge nahin hai vah apne Faizul thread create kar dete Hain Jo form administrator ki taraf se delete kar Diye Jaate Hain aur ham usmein Jo replies karte hain vah bhi delete Ho Jaati Hai Is vajah Se vah Apna aur Hamara nuksan Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                          G han sir jab be hum iss main mehnaat karta hain tahbi hum iss main kamiyaab ho sagta hain humain chaiye k hum iss main jab jab be kam kariye toh saat saat apna juniors ko guid karta rahye jis sy un kah be knowledge or experince increase hota rahye humain kabi be apna juniors ko galat guid nahi karna chaiye iss sy woh he nahi balky humain be loss ho sagta hain humain mehnaat karni chaiye thky humain iss main or be acha knowledge or experince mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                            Ya baat theek ha agr members achi threads nahi lagatay yakeenan baki members ka bhi time waste he hota ha onko koi benefit nahi hota ha so hamasha ap try karen threads achey karen takey members ki achey posts hon members ki posts bhi zaya na ho time bhi zaya na ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum mai members apnay saath saath dusray members ka loss kaisay kertay hain?

                              Boss aap ki baat belkul durast hai aur seniors ko her cheez ka pata hota h aur un k pass acha tajrba hota h agar ham un sy touch mien rehte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h
                              aur ham ko as mien her bar dakh bhal ker as mien kaam karna hota h jab ham as mien seniors sy pochte hien tu ham ache waqt per acha trade ker sakte hien aur ham as mien her bar kamaee ker sakte hien
                              as lyee as mien hamain her bar un k sath baat kerna hota h aur ham ko mashwara karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee behtreen kaam karna hota h aur ham ko apne aap ko loss say bachana hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X