jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?
    dear maine iss baat ka zaati tour pay experience hasil kia hay k jub markeet ki moovment slow hoty hay to wo trend k against q chalna start krty hay kia is main aisa kuch hota hay k iski khud moove ko runniing krn stop kia jata hay ya koi aur reasons bantay hain is ki tafseel say wazahat kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

    Dear us ki waja ye hoti ha k jb market trend mein move krti ha tu kuch waqat us ki strong movement ka time hota ha laikn market ko aik point pe ruk a perhta ha q k market step by step move krti ha es liye wo lagatar aik side pe bht ziada movement ni krti.
    • #3 Collapse

      Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

      market me movement slow ka matlab bhai jan side way hota hai jab market range kare gi or trend ke bajaye side way me chale gi us me aap ko chahiye ke trade na karen jab tak market kisi support ya resistance per ja kar apni proper trend me na chal pare tab tak aap ko chahiye ke trade na karen or wait karen achy trend ka .
      • #4 Collapse

        Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

        forex aik international business hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar is main trade lagani chahey jab market slow move kar rahi ho to hamy is main trade lagny ka risk nahi chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

          i think market always trend par hi chalti hey but ham usey achi trha se analyze nahin kar par rahey hotey hein aur jesa keh is mein different time frames use hotey hein is wjha se market kisi na kisi time frame ke trend par zaroor chal rahi hoti hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

            forex main ham live or sada urdu main baat karty hain hamy expert ho kar market ko movement ko samaj kar is main trade lagani chahey agr is movement slow ho to hamy trade lagany sy prhez karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

              bhai jan forex market main ayse ups and down hoty rahty hain esi liye ayes sort e hal ko smjh kar he trading karny se afida hota hai es liye aghr tu forex main acha or miyari kam krna chahty hain tu market ko smjhny or osko apny liye profitable bnana hai tu osko achi trha smjh kar k trading karni hogi ayse apko loss nahi hota hai ap acha or kiyari kam kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                agar market ahesta ahsta move kar rahe hain to hamy is mai kam nahi karna chahey q ky agar yai down ho jy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                  Dear aik bat yad rakhen jab marke trend main move kerti hay to market boht fast hoti hay aur long long move kerti hay. aur jesay hi market us long move ki correction kerti hay to market boht slow ho jati hay aur choti choti move kerti hay. is liye jo bhi bari correction ho gi wo trend kay against hi ho gi. choti correction trend kay mtuabiq ho sakti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                    Hi Dear main tu yahi khon ga ky jab markeet ke moment slow hiti hai to us waqat us pair main koi halchal hony wali hoti hai jis ky againt markeet main moment sahi nhi chal rahi hoti markeet wait karti hai ky new data kia any wala hai phir us data ky against markeet ny apni moment bnani hoti hai es liy us waqat wait karna he acha hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay ager aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko achi earning bhi ho sakhti hay jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay slow movement main market ka analysis kerna mushkil hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear maine iss baat ka zaati tour pay experience hasil kia hay k jub markeet ki moovment slow hoty hay to wo trend k against q chalna start krty hay kia is main aisa kuch hota hay k iski khud moove ko runniing krn stop kia jata hay ya koi aur reasons bantay hain is ki tafseel say wazahat kr dain?
                        Assam Alaikum market kabhi bhi Trend ke aage Nahin Jaati Hai thodi der ke liye apni movement change karti hai Ham Aisa Hi lagta hai ki market Trend ke aage ja rahi hai aur ham apni trade co again shopper karte hain lekin market Kuchh hi der Mein Trend ke sath karna Shuru Ho Jaati Hai Aaj Se Jyada ho jata hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jub moovement slow hoty hay to markeet trend k against q chalty hay?

                          yes dear slow slow move b hoti hain merket mian and humhain chaiye k hum slwo move main kabi b trader na kare qk merket ka kcuh pata nhe hota hain k merket kaha move karti hain slow slow mekret ka move hona bhot risk hain or risk say banche k liye kabi b slow meket main trade na kare jaab entry point miel and aapko pata chle k aaab ye confrim entry hain tu taab humhain trade lena chahiey ...............

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X