Confidence level loss nahi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence level loss nahi hona chaye
    Trading me confidence level kabi be low nahi hona chaye agar loss be ho jaye to bahot hi carefully trading techniques key through loss ki recovery karni chaye, agar loss be ho jaye aur traders ka confidence level be low ho jaye to traders key ley survive karna bahot mushkil ho jata hay, long time tak market me survive karny ki koshish me confidence level 1st trade se last trade tak maintain rakna bahot zeyda zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence level loss nahi hona chaye

    Haa forex friend khoob kaha hy confidence loses ni krnaa chaheye agr ap ko lhod par hee etmaad ni hy to ap kaissy pher opar ko pachonch sakty hain taraki kar sakty hain dear aagy jana hy to ap a confidence barkaraar rakhin takeh har kadam kameyaabi he kameyaabi melti jay
    • #3 Collapse

      Re: Confidence level loss nahi hona chaye

      G ha bhai jan aap ki baat bilkul theek hamara confidence leve loss nahi hona chay ghamara confidence level loss ho ga to ham kabhin kamyab nhai ho sakte hain aur ham ko loss he hoga ha klo chaye k ager ham ko loss ho jae to ham ko confidece rakhna chaye ager hamare pass acha confidence hoga to he ham kamyab ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Confidence level loss nahi hona chaye

        Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma aghar hamara confidence loss ho gha to ham achi post or thread ko creat or replay ni kar saky ghy is lia ap ka confidence level high hona chaoy shukria.
        • #5 Collapse

          Re: Confidence level loss nahi hona chaye

          Asalam u alaikum dear all members dear friend ap bilkul thik kaha hai forex trading business men confidence ki bhoht zyda importance hai Trading me confidence level kabi be low nahi hona jahan confidence low Huwa samjhen loss key chances increase hugae hain
          • #6 Collapse

            Re: Confidence level loss nahi hona chaye

            forex aik online karobar he jis mein hum fresh mind ke sath kam ker ke apny ley passy kamaty hein forex aik aam karoabar ke nesbat acha or behtreen karoabr he jis mein hum earning or learning dono kerty hein forex aik puri dunyan mein kea jany wala karoabr he jis mein hum earning or learning dono kerty hein forex mein ager hum mehnat kerty hein to he kamyabi milti he
            • #7 Collapse

              Re: Confidence level loss nahi hona chaye

              forex ke karobar mein full confidence ke sath trade lgana chahiy agar hum he confidence kho bethen gy to pareshani mein aa ke trade ko jaldi close kas den gy jis ki waja se humen loss ho sakta he forex mein loss humen hamari galtion ki waja se hota he humen apni mistakes ko overcome karna chahiy forex aik legal karobar he jo pakistan mein bhi legal he forex aik international business he
              • #8 Collapse

                Re: Confidence level loss nahi hona chaye

                Dear friend forex trading main confidanse ka hona lazmi hy kuch log trading dar dar k karty hain aur thory say loss par woh trade ko closs kar dety hain as leye forex mqin khud ko ak acha power wala banain ta k ap loss ko bardasht kar saken aur osi trade say profet bhi lain
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence level loss nahi hona chaye

                  Aslam O Alaikum dear friends bilkul apne sahi kaha confidence level kabhi bhi low nahi hona chahye jitna hosake active rahen trade ke doraan agar hum apna confidence level low kardege to bina samjhe loss kardege isliye loss se bachne ke liye hume chahye hum pehli trade se lekar aakhri trade tak confidence evel barkar rakhna he apki succes hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence level loss nahi hona chaye

                    hamy confidence ko high level py rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex mai dunya ky bary bary mumaik sahml hain hum is mai agar bager earning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence level loss nahi hona chaye

                      Trader ka confidence hai wo cheez hoti hay jis say trader ko trading kernay ki himmat milti hay. is say trader jahan per loss kerta hay wahan trader ko fida bhi hota hay. aur ager confidence level break ho jaye to trader market main kabi bhi trading nahi keray ga. que kay us kay ander loss honay ka khouf beth jaye ga jo su ko trading say door hi rakhay ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X