kya gold bahut risky hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya gold bahut risky hai
    Salam Dosto main bahut Sare members ko suna hai ki gold bahut jyada risky Hai Jahan per new traders ko trade Nahin Karni chahie kya Asal mein aisa hi hai gold mein bahut Sare log account was Karva Jaate Hain agar aisa hai to aap apna experience Bhi Mere Sath share Karen Jinke Sath Aisa hua hai ki Unka gold ki vajah se account wash Hua Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya gold bahut risky hai

    g han dost gold bhot hi riski trade hai hamian is par trading sambhal kar karni chahye agar ap market ko analyse nhi karen ya ap ko market ki movment ka experience nhi hai to ap gold ki trading na kren gold jahan ap ko bada profit de sakta hai isi tarhan ap ko loss de kar ap ka account bhi wash kar sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: kya gold bahut risky hai

      Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma trading ma gold sab sa riski ha aghar ap well experience trader ni ha to ap ko gold ma trading ni karni chaiy is ma ap ak he faida ha shukria.
      • #4 Collapse

        Re: kya gold bahut risky hai

        dear friends forex trading mn kuch pairs aisay hn jo bahot dangrous pairs hn jin mn gold ka pair bhi shamil ha gold k pairs mn trade krnay k liay aik to apkay pass achha account ballance hona chayay aur dosra apkay pass achha trading experience bhi hona chayay
        • #5 Collapse

          Re: kya gold bahut risky hai

          G nahi dear gold bilkul be risky nahi hay ham khud hi gold me trades ko risky bana dety hey, gold me over trading aur zeyda lot size key sath trades open karny ki waja se gold me lagay gaye har order ko hi ham etna heavy bana dety hey jes ki waja se hamy zeyda loss ho jata hay aur sath me koch gold market ki movement be etni zeyda hoti hay key account wash ho jata hay ya big loss ka samna ham kar lety hey.
          • #6 Collapse

            Re: kya gold bahut risky hai

            G han bhai jan gold bahut risky trade hai gold per ager ham trade lagayen to ham acha profit haisl ker sakte hain ya es ki waja se hamara account wash ho sakta hai account wash karwane k liye gold hai ham ko chaye kham gold per trade na lagayen ager kamyab hona hai to.
            • #7 Collapse

              Re: kya gold bahut risky hai

              Dear friend aapne bilkul theek hai Pakistan Forex Farah Mein Hum kaam karte hain To Hamen Jab bonus Milta Hai To Hum gold par hi trading karte hain Kyunki gold kam experience and knowledge hai lekin gold Bahut Ache risky par Hai Hamein is main bahut Itihas se aur Khyal se kam karna chahie market Kochi Tarah Anil Jaz Karke Phir kaam karna chahiye FIR Hum iss mein kamyabi ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: kya gold bahut risky hai

                AOA Friends! Dear member umeed hy kh ap theek hon gy bhai ap ny sawal kia hy kh gold bht riski trade hy qkh kuch log gold py trade kerty hovy lot size ziyada lga laty hn to un ka nuqsan bhi ziyada hota hy hamain chahiay kh aik pip ki lot lgain ta kh ager nuqsan ho to bht kam ho jitna lot size kum ho ga utna nuqsan ziyada ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: kya gold bahut risky hai

                  Dear gold main market movement dosrey currency pairs k muqabiley main zyada fluctuate karti hai aur loag jaldi profit earn karney k chakar main money management k baghair bari lot size ki trade open kar letey hai aur yehi nahi balkey sath hi sath stop loss nahi lagatey aur loss hota hai tau sochtey hain k market favour main ayegi jabkey mazid loss main chali jati hai trade aur account wash kar bethtey hain islye agar ap money management k sath kisi bhi pairs par chahye gold hi q na ho ap trade karengey tau loss kam hoga aur ap account wash honey se bach jaengey.
                  • #10 Collapse

                    Re: kya gold bahut risky hai

                    Trading basically khud hi aik kfi risky kaam hay lkin agr gold pay ki jaey to zyada riski ho jati hay safe side rkh kr krty jaain to mry khyal main koi bhi mushkil nai ho gi or jahan koi mushkil pesh aa rhi ho to help lay lena best hay
                    • #11 Collapse

                      Re: kya gold bahut risky hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                      Salam Dosto main bahut Sare members ko suna hai ki gold bahut jyada risky Hai Jahan per new traders ko trade Nahin Karni chahie kya Asal mein aisa hi hai gold mein bahut Sare log account was Karva Jaate Hain agar aisa hai to aap apna experience Bhi Mere Sath share Karen Jinke Sath Aisa hua hai ki Unka gold ki vajah se account wash Hua Hai
                      Walaikum assalam ji bhaijaan Forex trading Mein crude oil or Gold Dono hi bahut risky pair Hai Is par kaam karne se mein ne last 5 months se apne account Har month wash karvaye Hain isliye Main To new members ko Yahi kahunga keva is per trade na Karen jab tak achha knowledge or experience Haasil Na Ho Jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: kya gold bahut risky hai

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends g han gold waqi main aik risky pair hai iss lay jo new members hain unhein gold pe trading nai kerni chy unhein currency pair pe tradig kerni chy currency pair ki movement achi hoti hain iss lay hamein achy say market ko analyse ker k trading kerni chy..............
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kya gold bahut risky hai

                          Dear friend es men kui shak nhi hai forex trading business men gold aik risky pair hai but gold itna hi zyda profitable Pair bhi hai bas zarurat sirf es chiz ki hai key ham gold pe trading tab hi kren jab hamre pas acha capital ur acha experience hu

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X