Fear of opening a trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Fear kisi had tak theek hai or hona b chahye k wrong trade open keri to loss hoga but ziada fear nai hona chahye ziada fear mein ap bohat se profits ko h miss kerte jao gey means trading mein fear ziada dangerous hai yeh aik big mistake hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Aap ko is business main dr se kam nh i lena chaiye aur aap is main bht mehnt karen aap o bht si eraning ho gi aur aap bht kmain gay
      • #18 Collapse

        my dear trading krte hoye fear se kosoon door rehna cahiye q k fear ap ka dushman hai agar ap trading k doraan darr ko apne paas rakh k trading kro gey to ap ko loss k sewa kuch hasil nahi ho sakta
        • #19 Collapse

          ap ko bilkul nahi darna chayie open trading krny say aur mera experience bahot acha hay mein aik good trader hon isi liye mein forex say achi earning kar leta hon agr aap kay pass knowledge nahi hay tu aap demo account par practice kar kay forex say achi earnign kar saktay hay aur good trader ban saktay hay .
          • #20 Collapse

            Mere sath last month aisa hi howa q k maine trade karte wakt bohat confusion ka muzahra kia or us k natije main meri forex k bussiness main pehli trade hi unsuccessful rahi or mera account wash ho gya.
            • #21 Collapse

              Bilkul aisa b hota hai k ki bar humaain pechlay experince ka dr b good trade nahi krnay deta jb past main humain loss hua hota hai to humain dr hota hai k againn na hojay and is wja say achi trade b ki bar nahi krtay
              • #22 Collapse

                forex trading business ma hamain khd par confident hona chaye. or sabar k sath market ka analysis kar k then trading order ko place karna cahye. mostly log order laganay sa darty hn k loss na ho jaye.asa is lye hota ha kyn k abhi un traders ka knowledge thora week hota ha or wo khd par confidence nhi rakhty hn.
                :):) i want to earn more money with forex :cool::cool:
                • #23 Collapse

                  Mairay sath to yah her tarde main hota hay kay main koi bhi tarde open kerta hoon to mujay fear hota hay kay kahin loss na ho jay kionkay forex kay business main iss ki her deal main always risk zroor hota hay kay kissi bhi time main koi bhi news market ko kahan say kahan lay jay.
                  • #24 Collapse

                    g bilkul g ap bilkul thk kh rhy ho kiun ky hm ko pta hona chayia ky hm ko is kam main hm ko aikplan ky mutabiq kam karna chayia jo ky hmary lia bhtar hai is lia hm ko is ko kartty rhna chayua
                    • #25 Collapse

                      agar hum bar bar loss hi kartay rahein to hamara trading confidence zero ho jata hai. iss wajah sey hum new trade open kartay huway bohat sochtay hain aur hamari trading bhi kharaab ho jati hai. humein chaiye ke aik din main 1 ya 2 trades sey zayada open na karein aur apna daily ka target set kar lein.
                      • #26 Collapse

                        trade open karty waqt har trader pareshan hota ha aisa trader jo k bhut bara trader ho or aisa trader bi jo k kal aya ho trading ma so trading k doran jab ap trade on karty ho to ap ko bhut ajeeb sa ho raha hota ha k ye wali on karo wo wali bs samj ni ati ha.
                        • #27 Collapse

                          Fear ki waja yehe hy k ye hmeray confidence ko lose krta hy,or jo past main loss kia hota hy us ki waja sy hameray andar fear peda ho jata hy,or hm new trade open krtay hoey our fear mehsos krtay hain.To acept litle profit.
                          • #28 Collapse

                            Mery bhai ahmen is Quation ky bryn men btyn hamen yahe aik option bhut tang kr rhe han keu ky ham jab bhe instaforex ka account attach krty han yahe aik option ajati han or hamen bonus ni mlta (You are no longer allowed to participate in the bonus program as there is cheating activity detected in your accounts.) mjhy ab yahe samjh ni ati ya forum valy ya krty keu ky agr mjhy is admin ka pta chal jit o men bhut Koch is ko kaho ga hamarami han ya sub.
                            • #29 Collapse

                              Dear Brother! main aap ki baat ko agree karta hun. Forex trading kay waqt hi darr lagta hai aur tension hoti hai. ab kiya ho ga market kis taraf jaye gi. humain trend dekh kar hi trade lagani chiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g han dost ap ki bt bhe theek hai q k forex main ap ko is bt ka boht darr hot ahai k ap ko kasy trade ko open krna hota hai ta k ap ko loss na ho sky ap ko is liya demo pr kam kr k experience hasil krna caheya or phir trading krni caheya.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X