Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.
    Dear Members..

    Bohot sarey aisey dost hein jinko yeh pata nahin hota keh market kahan se retrace hogi aur kis target par jayegii..

    Iske liye bohot sarey expert Market ko Fibnacci Retracement ke Zariye Analyze kartey hein jo Keh mene apko Nichey Di gai Pic mein bohot hi achi trha se samjha diya hey... Fibonacci Ka Tools Apko apne MT4 mein bhi easily mil jata hey kahin se apko download karne ki zarurat nahin hoti hey..

    Fibonacci ki 3 Following Levels hein..

    1st: 23.6
    2nd: 38.2
    3rd: 61.8

    Click image for larger version

Name:	Fibonnaci retracement.png
Views:	2
Size:	52.3 کلوبائٹ
ID:	12462854
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

    dear main ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi forex ky ander agr ak ko tiools ka use sahi kerna ata hy tu asani ky sath ap ik achi trade hasil ker sakty hy laikn ager ap ky pas is ko use kerna nahi ata hy tu ap ko yi nahi pata chalta hy ky kis time per or kis point per sy market move kary gi lehaza is bat ki koshsi kary ky is market ko samjhny ky liya asani ky sath ap ky pas ik acha khasa moka hy jis per ap kam ker sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

      forex main pair ke movement up or down hote he rahte hain hamy is ke movement ko dakt kar kam karna chahey hum is main full time be kam karty hain or hum is main part time be kam karty hain agar hum new hain to hamy currincey main trading karne chahey kue ky is main loss ky chance km hoty hain hamy market ky har rules ko follow kar ky kam karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

        forex main fibonacci retracement ky 3 level hoty hain hamy is ky bary main full information hasil karne chahey forex main hum currency or pairs par trading karty hain hamy trading karny ky liey knowledge experience or mahent ke zarorat hote hain forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum garbat kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote
        • #5 Collapse

          Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

          hamy market ke movemnt ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar laalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is ma market ka balm nahi htoa forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
            Dear Members..

            Bohot sarey aisey dost hein jinko yeh pata nahin hota keh market kahan se retrace hogi aur kis target par jayegii..

            Iske liye bohot sarey expert Market ko Fibnacci Retracement ke Zariye Analyze kartey hein jo Keh mene apko Nichey Di gai Pic mein bohot hi achi trha se samjha diya hey... Fibonacci Ka Tools Apko apne MT4 mein bhi easily mil jata hey kahin se apko download karne ki zarurat nahin hoti hey..

            Fibonacci ki 3 Following Levels hein..

            1st: 23.6
            2nd: 38.2
            3rd: 61.8

            [ATTACH=CONFIG]8470[/ATTACH]
            Assalamualaikum Ji Bhajan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Sabhi retracement Kele was ko acche tarike Se Hi understand kar lete hain to yah Kafi Jyada help kar sakte hain Hamare trade ko successful karne ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

              agar hum forex mai new hain to hamy fibinacci ky leveles ko dahkna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kam saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex east wast mai boaht taze sy fmaous hony wala real or unique busienss hain
              • #8 Collapse

                Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

                g han bahi jan agr hum treading krty hn to humy ismy fibonacci ko b use krna ana chahey q k ye ik bohet he important indicator hy.or ye humary bohet he kam ata hy.ye indicator humy market me hony waly next movement k bary my guide krta hy.jo is my expert hy ye un k liay bohet he mufeed hy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Fibonacci Retracement ki 3 Levels hoti hein, Picture ko Newbies Zaroor Dekhe.

                  forex aik international business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy verification ky 3 level ko clear karna ho ga hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X