loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    well yeh question koi pta nai unlimited times pocha ja chuka ha aur har thread per main yahi jawab deta ho k loss apk 2 he waja say hota ha aik to yeh k aap forex trdading baray main koi khaas information nahi rakhty ya phir ap mistakes bohot zaida karty ho is say bachany k liye apko chahiye k ap demo per kaam kar lo pehly.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear agr loss hota hay to us me humawri apni ghalti hoti hay jis ki waja sy humy loss hota hay isl, iye humt apni practice aur lerarning ko mzabbot ko kerna hay profit bhy tab hota hayu jab trader ko bleive ho apne ability per jab tak acha experince na ho zara si bhy mistake forex me nuqsan dy saqti hay isl iyehumy chaye k hum achi experince k baad he trading karein aur loss k chances kum karein
      • #63 Collapse

        dear forex is usually a risky corporation iss mai loss bhi hai as well as profit bhi lose or maybe profit will be the area of corporation jub tak ap loss nai karo gay os waqt tak ap understand nai ker sakty as well as learning kay sath earning hai
        • #64 Collapse

          ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
          he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
          thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
          • #65 Collapse

            G bhai forex trading main loss bhi hota ha kyunka kay forex ak business ha or business main profit or loss lazmii hota ha...
            Lkin yeh trader par bhii bohat depend kartay ha,,,,,,,
            • #66 Collapse

              he or she power regarding patience is something that most completely new traders don't understand and it can be played additional in terminology on long lasting goals and also technical evaluation. We must understand that the employees that patience is the greatest friend of the trader. if we'd like quick gaining and ignore knowledge experience and training so we can go to loss method.
              • #67 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tabi85 پيغام ديکھيے
                if we get bonus in instaforex and during trading we face loss and account washed next month we again get bonus and get profit i want to ask when we can withdraw ? if we increase our monthly bonus or when our total amount become more than total bonus including previous month which was washed
                Forex is so much popular business in the world and that is why we all the trader should to make the Forex trading very well and also we all the trader should to learn the Forex trading very well and...
                • #68 Collapse

                  agar koi trader ko bonus milta hai aur uska pura bonus loss hota hai to koi baat nahi hai wo har month posting karte jaye aur bonus lete jaye aur trading karte jaye jis bhi month me aap loss hote hai to koi problem nahi.
                  • #69 Collapse

                    je han dosto forex trading may hamay loss bhi hota hay lakin loss say bachnay kay liye hamay stop loss lagana chahiye takay hamay loss kam say kam hosaky or profit zada asy zada hosakay
                    • #70 Collapse

                      Loss to her business ka aik factor hota hai.isi tarah forex me loss hona bhi normal hai.bus loss ke baad hame ye realize kerna chahiye ke jis ghalti se loss hua hai wo dobara na dohraai jae.normal losses aik kisam ke teacher bhi hote hai jo traders ko sikhate rehte hain.ager ye losses na hon ge to traders kuch bhi nahi seekhen ge.
                      • #71 Collapse

                        hanji jnb humain loss tou trading mai hta he hai casue business mai loss profit tou chalty he hain is liay humain chahiye kai hum forex mai achi leanring kar kai apne expereince ko barhayen or is mai loss kai bajaye is mai utna he profit gain karain
                        • #72 Collapse

                          forex trading main loss or profit dono ko mange karna zroori hota hai islye ap ko forex ye nahi ky profit hony par to khus hon lakin loss hony par ap forex sa hate kar jaen forex sa kabi hate na hon.
                          • #73 Collapse

                            Forex aik online business hna jis men hamen posting krni hoti han or yah amen Pakistani forum pay poting krny ky le ya dia jata hn jisy ham bonus bnaty han or us bonus sy hamen ache earning kry han Pakistani forum best han online men
                            • #74 Collapse

                              forex trading main loss bhi hota ha kyunka kay forex ak business ha or business main profit or loss lazmii hota ha...
                              Lkin yeh trader par bhii bohat depend kartay ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhut acha sawal iya apne dear friend mai iss bare mai yeh kahun ga kay loss humain hmesha apni hi ghaltiun ki waja se hota hay jaise kay humain stop loss ka na pata ho or humain koi acha teacher na mila ho parhanay kay liay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X