Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai
    Forex trading main jab tak apko loss nai hota hai ap us waqt tak achy trader nahi ban sakty or na he ap wo trading mistakes cover kar sakty hain so apko chiye kay jab bhi loss ho pershan mat hon balky apni choti choti ghaltiyon say sekhyn or unhaye recover karyn isi main apki ki behteri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

    Ji bilkul loss ka hona hamary liye aik challenge hota hai or kabhi kabhi loss hamari trading mistakes ko recover karnay k liye zaruri hota hai es se humen khud ka Pata chalta hai k hum kitnay pani mein hain or kiya kar saktay hain es liye loss ki waja se pareshan na Hon bal k es ko challenge samjh k pora karen
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss hamen bahut sikha deta hey aur jo log loss se seekhtay nhi unn ko bar bar loss hota hey aur forex trading men loss jab bhi hota hey hamari mistakes ki waja se hota hey aur agar hum apni mistakes pe kabu pa len aur pahlay se ziyada mehnat karen tu loss ko kam kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

        G han some time agar ham ghalti se aur andazy se koi trade open kar be lety hey to ye hamary loss ko recover karny me kamyab ho jati hay magar every time ham es tarha ki blind trading karny se profit earn nahi kar sakty aur na hi es tarha ki trading ko achi trading samji jati hay, trading esi karni chaye key trading ko 100% yakeen ho key wo kam loss key base par zeyda profit earn kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

          hota hai or kabhi kabhi loss hamari trading mistakes ko recover karnay k liye zaruri hota hai es se humen khud ka Pata chalta hai k hum kitnay pani mein hain or kiya kar saktay hain es liye loss ki waja se pareshan na
          trading men loss hamen bahut sikha deta hey aur jo log loss se seekhtay nhi unn ko bar bar loss hota hey aur forex trading men loss jab bhi hota hey hamari mistakes ki waja se hota hey aur agar hum apni mistakes pe kabu pa len aur pahlay se koi trade open kar be lety hey to ye hamary loss ko recover karny me kamyab ho jati hay magar every time ham es tarha ki blind trading karny se profit earn nahi kar sakty aur na hi es tarha ki trading ko achi trading samji jati hay, trading esi karni chaye key trading ko
           
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

            Gee Mary Bhai aap ki baat droost hay ky Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zaroori hota hay iss liay ager aap ko kabhi kabhi toora say loss ho bhi jata hay too aap iss say perishan na houn balky aapni mistake ko daroost kerny ki koshash zaroor kerain.
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

              hota hai or kabhi kabhi loss hamari trading mistakes ko recover karnay k liye zaruri hota hai es se humen khud ka Pata chalta hai k hum kitnay pani mein hain or kiya kar saktay hain es liye loss ki waja se pareshan na
              trading men loss hamen bahut sikha deta hey aur jo log loss se seekhtay nhi unn ko bar bar loss hota hey aur forex trading men loss jab bhi hota hey hamari mistakes ki waja se hota hey aur agar hum apni mistakes pe kabu pa len aur pahlay se koi trade open kar be lety hey to ye hamary loss ko recover karny me kamyab ho jati hay magar every time ham es tarha ki blind trading karny se profit earn nahi kar sakty aur na hi es tarha ki trading ko achi trading samji jati hay, trading esi karni chaye key trading ko
               
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

                G ap ke bat theak a mistakes se hum boht khuch seekhty hain jb koi mistake hoti a to humy khuch na khuch lesson dy kr jati a galti hr kisi se hoti a lekan galti ko repeat ni karna chiey ,ap se agr koi galti hoti a jis se ap ko loss hota a to us ko lazmi note kary aur next time us se carefull rhy apni galteeo pr qaboo pa kr apni trading ko improve kia ja skta a
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

                  Aapne Sahi kaha hai ki kabhi-kabhi loss Humari trading loss ko recover karne ke liye achha hota hai kabhi kabhi Hamein ho jaan Bujh kar loss karwana parta hai aur yeh Hamare liye accha Hota Hai aisi Surat mein aap risk Lene aap trade Laga De aapko profit Ho Gaya to bahut hi accha hai aur Agar nuksan Ho Gaya to tab bhi aapke liye achha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

                    hum mistakes ko avoid kar ky jab kam karty hain to hum paiasa kama lety hain forex aik online or kabe be katem na hony wala busines hain hum is mai mistakes ko jab avoid kar ky kam karty hain to hum paisa kma lety hain forex aik wasee busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi kabhi loss apki trading mistake ko recover karny kay liye zarori hai

                      hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai kabhi kabhi Lo Assamese Main Ne mistake ki vajah se bhi hota hai isliye Hamen chahie kya Hamen is Forex trading main trail open karne se pahle 10 bar soche bad Mein Main trade open Karen Taki Ham Se Koi mistake Na Ho Aur Hamen is mein kamyabi se profit Aaram kar le ismein Hamen Himmat kabhi bhi nahin harna chahie mehnat Karte Rahana chahie
                      PAK ARMY ZINDA ABAD

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X