Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

    Aapane Sahi kaha hai ki kabhi kabhi trade Nahin Karni chahie market to 24 hours open recipe Hai per trade Ham 24 hours Mein Jab Bhi Lagana Chahte Hain Laga sakte hain per Hamen profit hi ho yah zaruri Nahin is vajah se Hamen Intezar Karna chahie market ki movement ka ke market acche se Munh Karen aur koi Ishara De to use Waqt Ham trade lagaen aise hi Hamen trade Nahin Lagani chahie balki acche Waqt Ka Intezar Karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

      Ham ko is main tarde karna chahye is mein tarde kar te hain to ham ko is mein market ko bar bar nahi dekhna chaiye is mein ham ko agar loss hora hain to ha ko is mein sabar se kam karna chaiye is mein jald bazi mein aa kar tarde close nahi karana chaiye agar ap is mein market ko analysis kye baghir is mein trade kar te hain rto apka tarde loss mein jae gaa is liy ham ko is mein market ko achi tarah analysis kar k hi is mein tarde karna chaiye aur is ein ham ko anlysis k abghir tarde bilkul nahi karna chauiye
      • #18 Collapse

        Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

        Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Experience ko increase krney key leye zarori hy keh aap ziada sey ziada trading krain. Demo account main practice sey bhi experience main izafa hota hy aur new traders ko chaheye keh woh demo account main ziada sey ziada practice krey takeh un ka experience barh sakay aur trading perfect ho sakay.
        • #19 Collapse

          Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

          forex ki market par ham logo ko us waqt tak tarde nai karna chayia jab tak market ko acha move nai laiya hamay chayia k ham log trade open karna sa pehla market ko achi tyra sa analysis kar laiya aur us ka bad hamay chayia k ham log trdae open karya aur agr hamay kabhi be market ki movemnet samaj ma nai aya rahi ha to hamay chayia k ham us waqt trade bilkul be open nai karya
          • #20 Collapse

            Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

            Jee Bilkul aap ko kabhi kabhi trade nahi karni chahiay kiu kay Trading market per depend karti hay jis ko analysis kar kay he aap trade kay bary main soch sakty hain , kiu kay ek good trader hamesha usi waqt trade karta hay jab risk kam hota hay or profit kay chances zyada hoty hain , so isi wja say ham continuously trade nahi kar sakty.
            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
            • #21 Collapse

              Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

              forex ki market boht hi confusing move kar rahi ha aur ham logo ko koi be entering point nai mil rahay ha to hamay chayia k ham log is waqt trade open nai karya ku ka is waqt market bojht hi risky hoti ha aur ham log bgr socha samajha trade us waqt open kar ka boht hi zada risk laghta ha jis ki waja sa hamay loss hona ka dar hota ha is liya hamay is waqt trade nai karna chayia
              • #22 Collapse

                Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                Ji aapane theek kaha hai ki kabhi kabhi train nahin karna chahie kyun ki market aisi situation mein hoti hai ki Hamen train nahin lagani chahie forex aik rezki business hai ismein Hamen soch samajh kar kam karna chahie Ham demo account ky zariye bhi acchi trading Sikh sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham demo account pe practice Karen
                • #23 Collapse

                  Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                  Bhai jan humko is mein soch kar is mein kam karte rahna chahye aur is mein humko chahiye k hum is mein ache se kam karte rahna chahiye aur is mein hum kabhi bhi trade nahi lagana chahiye aur is mein humko sabar se kam karte rahna chahe
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                    Assalamualaikum dear Forex number aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen kabhi kabhi trade co open nahin karna chahie aur yah Usi Surat Mein Mumkin Hai Jab Hamen market ka Kuchh Bhi Pata Na Ho Yahan Tak ke 1 direction bhi Maloom Na Ho tab Hamen trade co open nahin karna chahie
                    Visit My Profile
                    • #25 Collapse

                      Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                      Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum
                      umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
                      yes sir hum ko as mien aa ker kabhi kabhi trade ni karna hota hai agar hum ko market ki samjh ni ati hai tu hamain as mien aa kr apni trade open ni karna hota hai or hamain as mien aa ker wait karna hota hai jab hum as mie aa ker wait erty hien tu hum as mien aa kr her bar earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or earning kana hota hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                        G han sir bilkul humain trading usy soraat main karni chaiye jis soraat main humain market mokaa da hum tabhi iss main kam kar sagta hain or be acha profit tabhi earn kar sagta hain humain iss main acha sy point dak kar market ko acha sy dak kar trading karni chaiye joh humain iss main kamiyaab or successfull trader bana sakiye humain mehnaat ko kabi be nahi chorna chaiye iss main
                        • #27 Collapse

                          Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                          dear har time hamre liye trading ka nai hota ha kuch time esa be ata ha k hume kuch samj nai lagti hai os time hume wait kr lena chaiye lose se acha hai k hum market main wait kr lein hume is main daily market ko dekhna hota ha daily hardwork krna chaiye hume ye hamre liye important ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Kabhi kabhi trade nahi krni chaheye

                            g han kabi kabi trade na karna bi acha hota hai ku k kabi kabi market ki samaj nahi a rahi hoti jis ki waja se trading se avoid karna hi behter hota hai so ap ko chahiye k ap us time tak trade mat karo jub tak ap ko forex market k trend ki samaj na a jay ku k jub tak ap market ka trend follow nahi karo gey tub tak ap profit earn nahi kar sako gey.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X