stop loss ka istamal or success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka istamal or success
    agar hum forex mai kamyab hona chatey hain ti hamy stop loss ko use kar ky trading karne chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik am busines ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote agar hum forex mai stop loss ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ka istamal or success

    stop loss trading kartey waqt zaroor set karna chahye jis se humein yeh pata hota hai k agar market zyada manipulate hai aur humarey favour main nahi hai tau humara account wash nahi hoga balkey humarey set kiye gay stop loss ko market hit karjaegi aur humara account wash honey se bach jaega aur hum next trade main apney is loss ko recover bhi kar saktey hain aur acha profit gain kar saktey hain so professional baney aur apney trading main stop loss ko zaroor lagaen.
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ka istamal or success

      Stop loss ka istemal hamesha hamain bary loss sy bacha Leta hai aur jo hamain thora bahot loss hota hai usko ham bahot jald recover bhi ker lety hain ky agar ham apni trading main stop loss ko use nehi kerty tou aesa mumkin hota hai ky hamara Sara balance aik hi trade open kerny per wash ho jaey lekin stop loss lagany ky aesa nehi hota
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ka istamal or success

        Dear aapne bahut acchi baat ki hai aisa hi hai stop loss Ek bahut hi acchi cheez Hai stop loss Ka istemal Karke Hum Apni trading ko loss se mehfooz Rakh sakte hain aur acchi earning kar sakte hain Jo log stoploss ko ignore karte hain unko phir Achcha nuksan dekhna parta hai aur Aksar logo ka is account bhi wash Ho Jata Hai Hamein stop-loss ka istemal zarur karna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ka istamal or success

          Sami doston sab mere tu Meri gal mein forex trading mein agar Ham stop loss nahin lagate to Ham kabhi bhi ek acche trader nahin Ban sakte kyunki rules and regulation ke khilaf jana acchi trader Kiya professional ki nishani nahin hoti professional red area chapter driver nahin hota hai jo rules and regulation ko follow Karen
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ka istamal or success

            dear friend stop loss aik aisa tool ha jisko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn keun k forex trading aik risky business ha is mn account wash k chance ziada hotay hn aur agr ap stop loss ko trading mn use krtay hn to apka account wash honay sa bach skta ha
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ka istamal or success

              Stop loss ko bahut importance Di Jaati Hai Forex trading mein agar Ham stop loss istemal karte hain to hamare liye Apne account ko safe Rakhna Aasan ho jata hai isliye Hamen chahie ki Jab Bhi trading Karen To Apne account ko safe rakhne ke liye stop loss ka istemal mast Karen Taki Hamara account bhi safe Rahe aur ham successful trading Karke acchi earning ko bhi Hasil kar saken.
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ka istamal or success

                stop loss assembly forex trading rules and regulation mein aata hai aur jitne bhi professional letter Hain wohi baat karte hain par aap logo ko stop loss lagana chahie aapko yaad kar raha tha hai christopoulos lagane se hamara loss ho jata hai lekin mere Bhai thoda lo Sona beta hai pura account was karwane se
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka istamal or success

                  Sarji stop loss is important of forex trading in your path forex trading may Allah hame apne account ko bachana hai to uske liye hamein forex trading mein Star plus ka istemal karna hoga kyonki stop loss hamare account kiski hoti hoti hai Star plus ki vajah se Hi hamara kaam pura boss nahin hota
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka istamal or success

                    g han sir aap na bhoot achey baat sher ke hy jo loog sotop loss ka sahara laty hain os ko bhoot bhoot use main laty hain vho zaror kamyab hon jaty hain our bhoot acha profit bhe hasal kar laty hain..........
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ka istamal or success

                      Aslam O Alaikum dear friends apne bilkul sahi kaha koi bhi trade lagate waqt stop loss zaroor use karen stop loss he loss ke doraan apke account ko save karta hai stop loss se succes nahi hoti sirf account wash se bach jaataa hai isliye traders ko chahye stop loss zaroor use karen takay loss ke dooran humara account wash hone se bach jaye
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ka istamal or success

                        Beautiful mere Bhai stop sister secret of success of key Pakistan for a major hum kaam karte hain to hamein yeh baat pata chalti hai k hamesha applause ki kya ehmiyat hi stop loss hamari note ki safety ke liye hota hai kidhar hamara kanpur awas hone par aata hai tu sabse pahle stop loss eat ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss ka istamal or success

                          Forex main agar hm zyada risk lain gay to us say hmaien loss bhi zyada ho ga is liyay mehnat say kam karain to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay zyada risk tab hi lain jab hmara experience zyada ho to hi hmaien forex say achi earning hasil ho sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss ka istamal or success

                            stop loss ko trading me use krna must hota he jis ke waja ye hote he ky agr market me koe crash a jy ya koe be masla ban jy to stop loss het ho jy aor baqi ap ke amount bach jy es leye must hota he es ko use krna jo be expert trader ho ga wo es ko lazmi use kry ga or se ky aik tara ke safety hote he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss ka istamal or success

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Batoolpk پيغام ديکھيے
                              agar hum forex mai kamyab hona chatey hain ti hamy stop loss ko use kar ky trading karne chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik am busines ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote agar hum forex mai stop loss ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga
                              Assam Alaikum forest reading Ek bahut hi Mushkil business hai aur is mein bahut jyada risk involved hota hai is risk ko kam karne ke liye Hame stop loss aur take profit ko use karna bahut Zaroori Hota Hai Kyunki Agar Hama Inko use nahi karenge To Hamara account safe nahi rahega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X