Money management trading me kesy ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management trading me kesy ki jaye
    New traders ko money manage karny me asani nahi hoti agar ye tips follow key jaye to traders money management karny me kamyab ho sakty hey,

    1. Every trade me stop loss lagana zarori hay
    2. Emotions ko avoid karna zarori hay, emotional ho kar trading karny se money manage karna asaan nahi hota
    3. traders ko risk reward ration ko trading me determine karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management trading me kesy ki jaye

    g ha my dear frind money management hi apka sara ka sara karobar hota h ager apki monye management achi nhe h to apko loss ka smana karna par sakata h is k laye humien lots size kam sy kam rakhna chaye aur stop loss aur take profit bhi thek thek lganny chaye tb hm ko profit mil sakta h
    • #3 Collapse

      Re: Money management trading me kesy ki jaye

      G bilkul ap ki bat theek hay k agar hum apni trades main in Chand baton k khyal rakh lain k jab bhi trade Kare money management ka khass khyal rakhain zada risk kabhi nai lain aur is k sath sath jab bhi koi trade open Kare analysis zaror Kare tab hi ap achi aur profitable trade Kar sakte Hain is liay agar ap successful tarder banna cahte Hain tou ap ko in tamam baton ka khass khyal zaror rakhna chaiay
      • #4 Collapse

        Re: Money management trading me kesy ki jaye

        Forex main kamaib ho e k liay zarori hay k hum ap e emotions par control rakhain hamesha money management ka khyal rakhain aur save tarding Kare take hum achi trade Kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Money management trading me kesy ki jaye

          hamy expert ban ky money management kar ky forex mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex kabe be katem na hony wala busines hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            Re: Money management trading me kesy ki jaye

            forex main hamy apny lalachor emotion ko qaboo main rakh kar market ko achy sy learn kar ky stop lss ko laga kar is main money mangement kar ky is main confidence ky sath trade lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain yai online ki dunya main priensce business hain
            • #7 Collapse

              Re: Money management trading me kesy ki jaye

              forex main hamy achi learning hasil kar ky is main kam karna ho ga hamy market ko achy sy samaj kar money management kar ky is main trading karni ho gi ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti yai aik real job hain
              • #8 Collapse

                Re: Money management trading me kesy ki jaye

                forex ke karobar mein hum money mangement trading market mein kerna zarori he is waj ase hum apny account ko safe rahkh hein forex aik online karobar he jis mein jo kabi khatam nae ho sakta he forex aik aam karobar ke nisbat acha or successful karobar he jis mein hum profit gain kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum passon se hum needs ko pura kerty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Money management trading me kesy ki jaye

                  forex aik acha business hain hum is mai agar kamyabe hasial karna chatey hain to hamy phly acha experience hasial karna ho ga hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management trading me kesy ki jaye

                    hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik wasee busiens hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management trading me kesy ki jaye

                      hamy market ko achy sy learn kar kyu money management kar ky is main kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky pout off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam business ki nisbat bohat hi acha business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management trading me kesy ki jaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        New traders ko money manage karny me asani nahi hoti agar ye tips follow key jaye to traders money management karny me kamyab ho sakty hey,

                        1. Every trade me stop loss lagana zarori hay
                        2. Emotions ko avoid karna zarori hay, emotional ho kar trading karny se money manage karna asaan nahi hota
                        3. traders ko risk reward ration ko trading me determine karna chaye.
                        Assam Alaikum agar aap apne trading business Mein money management karna chahte hain to iska simple Tarika yah hai ki Hamesha Apne lot size ko Chhota rakhen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X