Trading me agar loss ho jaye to traders ko acha feel nahi hota aur ye loss traders ko pain zaror deta hay, loss se agar ham account ko bacha lety hey to ye pain be ham feel nahi kar sakty, trading me painful feeling se bachny key ley traders ko learning karny par hi focus karna chaye aur expert ban kar traders ko trading karny ki koshish karni chaye.
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Loss traders key ley painful ho sakta hay -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Hum Yeh Baat bilkul theek hai ki last trader ke liye pennyful ho sakta hai Kyunki Agar trader core loss Ho Jaaye to Hua careful ho jata hai isliye Hamesha hi ke pahle se Kiya full Rahe Ta ki last se bicycle aur ek acche trader Ban Sakte -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Loss sey agar account ko bacha liya jay kam loss lya jay then ye pain feel bhi nahi hoga aor loss ka pain kam hoga islye koch small loss pe faisla ker lena chaye ziada loss nahi kerna chaye hamesha tabhi ap ko faida ho sakta ha small loss len wohi best ha -
#4 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
g han bilkul new treder k liuy loss bht ziada painfull ho sakta hy .q keh aik new treder k liuy loss ko face krna bht hi mushki.l ho jata hy wo pora month mhnat aur lagan k sath kaam kerta hy jis ki wjaa sey ussko acha bonus miltaa hy .lekin jub iss per tredeing kert hy unfortunateluy due to impact of knowledge and treding experince uss ko loss ho jata hy jis sey usska bonus aur time donu hi waste ho jaty hein .jis sey ussko bht preshani hoti hy woo mayoosi ka shikar ho jata hy. -
#5 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
G meray bhai apnay bilkul drust kaha hai oar main apki baat say mukammal itefaq karta hon ke loss bhot zyada taklif deh hota hai oar bardasht karna mushkil ho jata hai ap jub apni mehnat ke natijay main nuqsan dekhtay hain tou hmmat har bethtay hain iss leye mera mashwra yeahi hai ke risk free trading karen oar stop loss k aistemal karen zyada ka lalach na maren oar over trading say bachen -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Ye bat theek hay k hum jab trade karte Hain aur us main agar humain loss go jay tou humain kuch pain tou hota hay lekin humain usay zada serious nai Lena chaiay balke loss ko accept karna cahiay aur apni mehnat ko barhana chaiay take hum apne loss ko bhi recover Kar sake aur next loss se Bach sake -
#7 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Aslam O Alaikum Dear friends apne baat to.sahi kahe hai but jo experts traders hote hen wo loss ko bhi profit me convert kardete hen isliye ziada tar traders loss ko bhi dobara moka nahi dete or hamesha profit he profit earn karte hen traders hamesha khud ko motivated rakhte hen hum bhi ache experts traders bansakte hen INSHA ALLAH banege bhi bas yakeen hai khud par or apne ALLAH PAK par -
#8 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein loss trader k liye pain full ho sakta hai es liye es mein ehtiyat Karen or sabar kren jaldbazi bilkul na kren or loss ko recover Karen or kabhi bhi loss ki waja se ap forex ko na choren kiun k loss recover Kiya ja sakta hai -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
jab mehnat ki kamai dobty hai to bhoot takleef hoti hai is main traders apna hosla na harin bul keh mazeed mehnat krin or apni skills ko mazeed improve krin ta keh wo apny app ko sambhal sakin ghaltyoon say seekh sakn -
#10 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيےTrading me agar loss ho jaye to traders ko acha feel nahi hota aur ye loss traders ko pain zaror deta hay, loss se agar ham account ko bacha lety hey to ye pain be ham feel nahi kar sakty, trading me painful feeling se bachny key ley traders ko learning karny par hi focus karna chaye aur expert ban kar traders ko trading karny ki koshish karni chaye. -
#11 Collapse
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
اصل پيغام ارسال کردہ از: mali53 پيغام ديکھيےAssalamu Alaikum loss Ek Aisi cheez hai ki woh Kitne Bhi Bade Insaan Yeh Kitne Bhi Pareshan se wale trader ko hota hai to use Ek Bar bol Jarur Pareshan karta hai isliye hamein chahiye ki hamm Forex trading Mein Full focus hokar kaam Karen aur Market Ke Acche entry point par hi apni trade ko open Karen -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Loss traders key ley painful ho sakta hay
Asslam o Alaikum, dear respected members bhai nay bohat achi bat kahi k forex ma loss traders k liye painful saabit hota hai, loss hamen usi field ma hi hota hai jis ma hum profit ki taraf barrh rahy hotay hain, forex aik bhat achi bat hai k members ko loss recover karny ka option b day rakha hai agr ap thori c mehnat kar k market ko analyzie kar layn to ap ka loss profit ma badal sakta hai.Asslam-0-Alikum, dear respected members -
InstaForex -
#13 Collapse
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:55 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим