analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?
    forex aik international business hain is main analysis ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy market ko achy sy samaj kar analysis ko use karty howy is main hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurabt ko kathme kar sakty hain is main hamara koi be techer yai boss nahi hain yai aik king job hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

    Analysis ki tou he ehmiyat ha agr trader analysis nahi krtey then wo kabhi b best trader nahi ho saktey hain islye achey mehnat keren proper analysis kerk he trades keren werna ap ki mehnat bilkul zaya jay gi ap agar analysis nahi kertay then sure ap ko loss hota ha
    • #3 Collapse

      Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

      G bilkul ap.ki bat theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex business main humare liay analysis ki boht zada ehmiat hay tab hi hum achi trade Kar sakte Hain kiu k forex market main koi bhi trade open karne se pehly humain analysis zaror karne chaiay take hum acha profit gain Kar sake aur market trend ko achi tarha samjh sake
      • #4 Collapse

        Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

        Dear all forex members asalam u alaikum dear men ap ki bat se bilkul agree nhi karti hun forex trading business men analysis ki bhoht ahmiyat rakhta hai Analysis pe mehnat karengy to profit huga analysis ko ignore kar ky ham sirf loss hi ka samna kar sakengy
        • #5 Collapse

          Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

          analysis forex mai bohat ahemyat ky hamil hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy analysis ko weekend py learn karna chahey forex aik bohat bara business hain
          • #6 Collapse

            Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

            forex main ham market ko achy sy samaj kar achy apny experience ky mutabiq analysis ko use kar ky is main amount invest karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain or acha bonus earn akr sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

              hamy analyses ko kabe be egnor nahe karna chahey hamy loss ho jay ga hum forex main full time kam kar sakty hain or hum is ko part time ky liey be join kar sakty hain hum is main kam kar ky pasa kam kar apny eqrajat ko pura kar sakty hain yai east or west main bohat taze sy pahl raha hain poor main is main kam kar ky apne gurbat ko kam kar sakta hain
              • #8 Collapse

                Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

                han g apnuy bht hi achi baat ki hy .keh hamin trading mein analyse ko ignore nhi kerma chahiy ,ager ham trading mein analyse ko ignore krein gy to ham loss krein gy .ager ham loss krein gy to usski main wjaa yhi hy keh ham analyse ko terjeeh nhi kerty hein.analyse treding mein bht zaroori hy .jub tading mein kamiyabi hasil kerni hy to market ko analyse kernuy ka ziada sey ziada time dein gy.
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

                  agar hum loss ko kud invite karna chatey hain to hamy analysis ko ignore karna ho ga forex aik wasee business hain is mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy inhy learn karna ho ga hamy inhy use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run saky gy or hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

                    hamy mahnet karne ho ge pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis ko ignore kar ky ham loss sy bach sakty hain ?

                      forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X