Confusion me kbi b trade open na kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confusion me kbi b trade open na kary
    Agr koi muj se question kary k trading m sub se mushkil kam kia a to mera answer o ga trade ka open karna ye wo step a jo sub se crtical a lekan is ko normal kesa karna a ye asal point a to brothers ap ne jb be koi study ke ya technical anylsis se ap ko lgy k abi markeet is side pr gy ge aur jb trend b us side pr bn gy to phir confusion paida na kary aur munsib sl aur tp lga kr trade lga dy jitna ap confusion ka shkar hoo gy utna he ap loss kary gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confusion me kbi b trade open na kary

    g bilkul ap ki bat theek hy waqi ager hm logo ny ik achi or kamayb trade lagani hy tu us ka jo sab sy best tareka hy wo yi ky ap ko lazmi sab sy pehly us pair jis per ap trade lagana chah rahy hy us ki fundamenat ko chek kray ky koi news tu nahi hy ager hy tu phr ap ko intezar kerna best rahy ga or ager ap ny daikha nahi hytu phr ap analysis ker ky technical tareky ky sath ap ko lazmi trade dhondni hogi taky asani ky sath ap ko ik kamayb trade mill saky or ap ko achha khasa profit bi hasil ho jay ag.
    • #3 Collapse

      Re: Confusion me kbi b trade open na kary

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
      Agr koi muj se question kary k trading m sub se mushkil kam kia a to mera answer o ga trade ka open karna ye wo step a jo sub se crtical a lekan is ko normal kesa karna a ye asal point a to brothers ap ne jb be koi study ke ya technical anylsis se ap ko lgy k abi markeet is side pr gy ge aur jb trend b us side pr bn gy to phir confusion paida na kary aur munsib sl aur tp lga kr trade lga dy jitna ap confusion ka shkar hoo gy utna he ap loss kary gy
      Confused mind ke sath trading karna traders ke liye kabhi bhi acha Nahin hota agar aap confused mind ke saath trading Karte Hain To bahut jyada chances Hote Hain Ki aapne Joh trading ki planning Ki Hai vah wrong ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Confusion me kbi b trade open na kary

        Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai confusing Mein Kabhi Bhi trade open nahi karni chahiye Forex trading risky business market Main Chhoti Se mistake Bhi Ho Jaaye Tu Bada loss Ho Jata Hai Soch Samajh Kar Aaram Se Jab Mukammal market ki samajh aa rahi ho tab trade open Karen..
        • #5 Collapse

          Re: Confusion me kbi b trade open na kary

          agar hamy kise qisam ke confusion hain to hamy trade palce nahi karne chahey forex aik international business hain hum is mai paisa invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain
          • #6 Collapse

            Re: Confusion me kbi b trade open na kary

            Ji haan my dear Forex friend aap ne Sahi kaha hai ki Hamein Main Jab Bhi confusion Ho Tu Hamein trade nahi Lagani chahi Kyunki jaldbazi Mein Humse galat trade Lag sakti hai aur Iske Badle Mein Hamein big loss ho sakta hai isliye Hamein big loss se bachna Hai To jald paazi na Karen
            • #7 Collapse

              Re: Confusion me kbi b trade open na kary

              Yes agr confuse ho jayen to trade na lgayen pehle jub confirm lge apni trf se keh profit mein he Jaye gi to he trade lgayen because apni trf se analysis confirm KR ke he kaam krna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Confusion me kbi b trade open na kary

                g bilkul darust baat kahi hay ap nay confuse mind k sath kabhi bhi trade open nahi karni chahye q k jitna mind confuse ho ga hamary liay utna hi zada nuqsaan ho ga. so hamain patience say kaam lena chahye aor kabhi bhi confusion ko dil main nahi lana chahye yahi hamari sub say bari kamyabi hay. aor aik acha trader calm mind say trade karta hay aor kamyaab hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Confusion me kbi b trade open na kary

                  hello Sar aapane bilkul sahi farmaya hai Hamen is Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen chahie kya ham ismeinkabhi bhi confusion Mein is trade open na Karen confusion Matrix open Karte Hain To bol Oscar dekhte hain isliye Hamen chahie ki Ham ismein confusion Mein trade open na Karen aur Hamesha mind ko purn karke ismein trade open Karen Agar Ham mind ko relax Karke ismein Tera open Karenge To Hamen profit Hoga Ham jaldbaji Mein trade open Karenge To Hamen Nawaz Hoga isliye Hamen chahie ki Ham apne aap ko process Hasil karne per majbur kar den yah Ham Ishwar trading Mein Apne mind ko call Karke ismein trade open karen to Vahi Hamen profit Hasil ho sakta hai
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: Confusion me kbi b trade open na kary

                    Asslam o Alikum, dear respcted members bhai ki bat bohat achi ore sahi kahi hai k kabhi bhi confusion ma ap trade open na karen warna ap ko loss ki taraf jana parta hai, hamisha foresx trading ma ap ko chahye k poray confidence say trade open karen mgr trading say pehly ap ko market knodwldge ka hona bhat zarori hai jis say ap ko loss kum or profit ziada haasil ho sakta hai.
                    Asslam-0-Alikum, dear respected members
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Confusion me kbi b trade open na kary

                      Assalamu Alaikum dear correct number bhai aapki baat bilkul sahi hai lekin main sirf Itna Kahana Chahunga ki agar aap trade Lagate Hain To confusion Mein Kabhi Bhi trade Nahin lagaen agar aap confusion Matrix Jaenge to aapko loss Hoga Kyunki aap planning ke sath state lagao aur bahut hi market, licence Karke lagao to aapko Inshallah bahut hi jyada profit Hoga thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X