Loss aajay to emotional na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aajay to emotional na hon
    Dear members mera apsy sawal hy keh agr loss aajay to keyaa krnaa chaheye keyaa ham emotional hoo jain keaa loss haar baar aata rahy gaa dear loss aany par keaa krnaa behtaar hy yeh apsy mony pochaa hy.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss aajay to emotional na hon

    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge hanji Baat bilkul theek hai ki Las Ho Jaaye to emotional Na Ho Kyunki lost Ho Pasand export hai isliye Hamesha ke hum Pareshan Forex Mein kaam karta hua Hum Ek Dil Lagi Aur dasvi ke saath kaam Karen Ta kya Kamyab ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Loss aajay to emotional na hon

      My dear brother of pakistanforexforum Salaam Walekum Umeed karta hun ke aap bilkul theek Honge aapki baat bilkul theek hai agar Humko loss Ho Jaye to Humko chahiye ki hum emotional Na Ho emotional trader Kabhi Kamyab nahi ho sakta emotion Mein Aakar Hum Koi oye trade Lagate Hain To Ya trade Hamari Ee last Mein Ja sakti hai is trade Ka Badla Humko account wash SEBI mil sakta hai Agar Humko Kamyab hone Hetu Humko chahi Hum emotional Chod de
      • #4 Collapse

        Re: Loss aajay to emotional na hon

        Ji aapne thik kaha hai agar loss ho jaaye to emotional nahin hona chahie emotional hone se Hamein bahut nuksan ho sakta hai agar Hamein loss ho raha hai tu Hamein sabar se kaam Lena chahiye aur Hamein apne loss ko recover karna chahie apne loss ko recover karke hi profit Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss aajay to emotional na hon

          اصل پيغام ارسال کردہ از: muzamilhusain پيغام ديکھيے
          Dear members mera apsy sawal hy keh agr loss aajay to keyaa krnaa chaheye keyaa ham emotional hoo jain keaa loss haar baar aata rahy gaa dear loss aany par keaa krnaa behtaar hy yeh apsy mony pochaa hy.....
          Emotional hokar trading karna traders ke liye achha nahi hota emotional traders ko Kabhi profit nahi de sakte lekin emotions trading co launch jaroor Karva sakte hain kabhi bhi trading karte hue emotional Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss aajay to emotional na hon

            Up and down is part of life ye to atay jaty rehty hain isi trha kbi loss or kbi profit aaey ga in sb bato sy ghbrana nai chahiye blkay open mind sy work krty jaain or achy result gain krty jaain
            • #7 Collapse

              Re: Loss aajay to emotional na hon

              Aslam O Alaikum Dear friends bilkul sahi ehem baat kahe apne loss me kabhi bhi emotional nahi hona chahye sabar karna chahye or us din trade close karke phir next din accha khudko motivate karne ke baad market ko acchi tarha analysis karne ke baad phir se trade lagani chahye hosake to smal lot size me lagaye profit kam hoga loss se mehfoz hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss aajay to emotional na hon

                Friends forex trading aik aisa business Hy jis main hum jab Tak experience nhi hasil kr laity tab Tak AP ko loss ho sakta Hy lakin agr loss ho b jay humy dilbardashta nhi hona chaea balky banda galtio say he seekhty Hy nay siry say kaam start kry or kosish kry k galti dobara na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Loss aajay to emotional na hon

                  ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex trading karte hain aur Hamen bahut bada nuksan aaya hai aur Hamara Hathon se wash ho chuka hai To Hamen mayus bilkul bhi nahin Hona chahie Hamen Aage mehnat karna chahie aur ismein Jyada Se Jyada kam karna chahie FIR Hamen Achcha bonus mil sakta hai thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss aajay to emotional na hon

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur aap ki baat theek h aur mien aap sy itfaq karta hun k forex aik bhoot hi acha kaam h aur ham ko as mien zaror kaam karna hota h agar ham as mien acha kaam karte hien
                    tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien forex ko acha samjh kar as mien acha kaam karna hota aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h aur ham ko emotional ni hona hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss aajay to emotional na hon

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muzamilhusain پيغام ديکھيے
                      Dear members mera apsy sawal hy keh agr loss aajay to keyaa krnaa chaheye keyaa ham emotional hoo jain keaa loss haar baar aata rahy gaa dear loss aany par keaa krnaa behtaar hy yeh apsy mony pochaa hy.....
                      Assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai loss is a part of job Agar Hamen loss ho jata hai to emotional hone ke Baje cool mind Rahana chahie aur Market to 12:00 se analyse karna chahie aur dekhna chahie ki Humne kahan per mistake Ki Hai mistake ko correct Karke Ham Dobara Achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss aajay to emotional na hon

                        G han dost ap ny ak bahot achi bat ki hy k jab hamen loss hojaye to hamen emotional ni hona chahey kio k kuch log jab loss face karty hyn to wo ghabra jaty hyn or ghabrahat men aa kar trading karna e chor dety hyn but mery kheyal men unko esa ni karna chahey Bal k loss ka moqabla patience say karna chahey or apny loses say learn karna chahey or next time apni mistakes ko kam krna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss aajay to emotional na hon

                          Loss ko well manage kero loss honay pe mayoos b na ho aor loss honay pe emotional na ho ky aik dam sey ap loss ko cover kro gey loss hamesha well planning se cover hota ha loss ko kam kea ja sakta ha agar ap ki trading mey achi improvement ajay tab
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aajay to emotional na hon

                            Hi friends how are you all? bilkul ap ne sahi kaha he ka agr loss aajae tu bilkul bhi nahi ghabrana chahye q k ye ak asa business he jis me ye saari batein honi hain, ap apne kam par tawaja deni inshah Allah mehnat ka phal zaroor milega, aur haan knowledge must he tab ap kamyab ban sakty hain, emotional hona ap k lye acha nahi he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss aajay to emotional na hon

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: muzamilhusain پيغام ديکھيے
                              Dear members mera apsy sawal hy keh agr loss aajay to keyaa krnaa chaheye keyaa ham emotional hoo jain keaa loss haar baar aata rahy gaa dear loss aany par keaa krnaa behtaar hy yeh apsy mony pochaa hy.....
                              Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek Kaha Duniya Ki Har Kisi Business mein loss or profit ek hi Sath Chalte Hain Agar Ham Achcha kam Karte Hain To Hamen profit hota hai aur agar koi mistake ho jaaye to loss bhi ho jata hai ISI Tarah Forex trading business mein bhi loss ho jata hai isliye Hamen emotions per control karte hue ismein kam karna chaheye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X