humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien
    My dear forex friends mery khiyal s humy loss jald bazi, stop-loss ka na lagana, big-lots size ki trade lagana and mind ko fresh na kr k trade lagana mery experience k mutabik to yahi main reasons hy agr ap ko mind m koi or hy to please meri islah karein shukiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

    Hamein loss kaen vajohat ki wsjha se hota hai Forex mein lose hone ki vajah se emotional ho jana aur sabar se kaam na lena knowledge wali post aur threads Na karna aur trade lagaane se pahle market ko analyzi Na karna in Saba wajhaath ki vajah se Hamein loss hota hai Forex aik risky business hai isliye soch samajh Kar kaam karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair852 پيغام ديکھيے
      My dear forex friends mery khiyal s humy loss jald bazi, stop-loss ka na lagana, big-lots size ki trade lagana and mind ko fresh na kr k trade lagana mery experience k mutabik to yahi main reasons hy agr ap ko mind m koi or hy to please meri islah karein shukiya
      Loss hone ka sabse main reason to ya Hota Hai K traders Bina knowledge or experience ke Forex trading Mein kaam karne lag Jate Hain traders ke launch hone ka sabse main reason kya hai Iske ilava lalach V traders ki ek loss Ki Mehndi design hai
      • #4 Collapse

        Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

        loss hum apne he waja sy karty hain forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain
        • #5 Collapse

          Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

          forex main jab hum kam kay duran koi galti kar dy to hamy loss ho jata hai ager hum loss sy bachna chahty hain to hamy apne mistake ko kabe be egnor nahe karna chahey ager hum mistake ko durst nahe kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi kasur nahe hotaloss ky zemadar hum kud he hoty hain forex hamy experience data hain
          • #6 Collapse

            Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

            forex main ham trading karty hain jab ham lalch or emotional ho kar is main kam karty hain to hamy loss ho jata hain agr ham apni galtio ko improve kiye bager hi is main kam karty rahy gy to hamara account be wash ho sakta hain hamy tense hony ki bajye sabar sy apni mistake ko improve kar ky is main meahnt sy kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

              forex ke karobar mein humen loss ke wajohat jo sab se bari hein wo mehnat na kerna he or apni galtion ko ignor kerty hein or apni zindigi ke sath sath apny knowledge ko test kerty hein or us bina kper apni galtio ko controlkerty jaty hein or apny emotion ko bi over come kerty hein forex long time sath deny walal karobar he jis mein apni mehant ko jari rakhty hein
              • #8 Collapse

                Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

                To aapko chahie Yahan per kisi ki sabka Alka information Koi Yahan per share na Karen Jitna aap log Achcha kam Karenge aapko Yahan per running karne ka time waste karne ka mauka Nahin Milega Achcha kam aapko acche level Tak pahuncha sakta hai strong business management planning ke sath aap market se Kafi Jyada Kuchh generate kar sakte hain aur Kafi information Bhi Ek dusre ke sath share kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair852 پيغام ديکھيے
                  My dear forex friends mery khiyal s humy loss jald bazi, stop-loss ka na lagana, big-lots size ki trade lagana and mind ko fresh na kr k trade lagana mery experience k mutabik to yahi main reasons hy agr ap ko mind m koi or hy to please meri islah karein shukiya
                  exactly you say right pont .if we follow this rules i think no can fail in forex business .evey member follow thes rules for safe trading then he get more and more profit from forex business..
                  • #10 Collapse

                    Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

                    farming Karte Hamen yah dekh lena chahie definitely Aate Hain Jab Ham Log Yahan per capital some amount limit economy investment Karte Hain To Hamen Yahan per running Kyon kam hoti hai iska jawab kam Hogi isliye Hamen chahie ka Jitna ho sake Apne per Najar rakhte Hue isko increase chahie aur confidence
                    • #11 Collapse

                      Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

                      Hamen loss jaldbazi Se Hota Hai Hamari Sabse Badi mistake loss Aane Ki jaldbazi hi hoti hai aap Jante Hain jaldbaji se Kyon last Hota Hai dekhiae jaldbazi Mein Aag market ko analysis Nahin karte jaldbazi mein aap Achcha entry-point Nahin Le Sakte jaldbazi main aapko Nahin Pata Hota ki meri trade kahan per open ho rahi hai aur kahan tak Jayegi Iske alava Sahi Sabse Badi mistake hai jaldbazi ab Uske bad Dekha Jaaye a ke aapko kahan per aur kaise loss hota hai lahsun ki aur bhi bahut sari vah Jo Hath Hain Jaisa ke experience Ka Na Hona knowledge Ka Na hona learning Ka Na hona ab learning to hamare Upar depend karti hai ki Ham knowledge or experience ke liye Kitni learning Karte Hain lekin Agar hamare pass learning experience or knowledge Achcha bhi ho aur tab bhi trade loss Mein Ja sakti hai agar Ham jaldbazi Mein trade lagaen to
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: humy loss kin wajohat per hota hy on ki kon kon s reason haien

                        Assalamualaikum.
                        Dear forex members. Ap ny bahut Acha thread post Kiya hy k Forex mein hamein kin wajoohat ki koshish sy loss hota hy ap k threads par har koi apna personal experience share Kar Sakta hy aur Achi information share ho sakti hy. Forex mein loss ki general wajoohat yeh hein k agar ap market ki movement ko Achi Tarah analyse Nahi karty ya analyse karny mein Galti karty hein Tu ap ko loss hota hy is k ilawa agar ap lach karty hein Tu ap overtrading Kar jaty hein jis ki wajah sy bhe ap ko loss hota hy is k ilawa practice na Karna loss ki sab sy badi wajah hy is k ilawa bhe bahut si wajoohat ho sakti hein magar yeh general wajoohat hein.
                        Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X