Hafta Itwar bhi kam kryn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hafta Itwar bhi kam kryn
    ha ji dosto hafta itwar bhi kam kryn.. jab market bnd ho jati hai to aap ko chaye aap next week ky liye chart analysis start kryn. sary pair me chart analysis kryn. jis jis pair me apko sahi complete conframation milti hai aap us pair ko aleda set kr lyn. aur jesy hi monday ko market open ho aap us pair me entry lgayn.aap ko us me faida ho ga . ap kisi ko bhi follow nhi kryn hemsha apny experience ky sath kam kryn .
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

    Assalam o alikum bahi ap na bilkul theak kha ha hamy pak forex ma hafta or itvar ko b kam karna chaiy q ka in do dino ma hamary pass time zahida hota ha is lia jitna zahida kam kary gha utani economy zahida ho ghi.
    • #3 Collapse

      Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

      Dear friend aap ne bilkul theek hai kahan hai Hamein Forex mein chahiye ke Hafte mein aur Aatma ko bhi kaam karna Kyunki Agar chutti Ka Din Nahin Hota Forex main market to band hoti hai lekin posting ka din band kabhi nahi hota Main Har Din Ko posting 50 karne hote hain pura karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

        Assalamu alaikum dostojee bilkul mere pyare dost ne badi Hi acchi baat ki hai ab main yahan par new member Hoon lekin main do din se post ko read karta Raha Hoon yahan par log boss kaise karte hain aapne bilkul sahi kaha hai ki hamein bhi chutti nahin hoti isliye
        • #5 Collapse

          Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

          Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy Kamyab trader Kabhi Himmat nahi harta balke saber k sath kaam krta hy r apni learning ko improve krty howy weakened pr ziada sy ziada time posts pr tawajah deta Hy Dosto Forex trading Mein kamyabi Hasil karne k liy ziada sy ziada mehnat kr k ek accha profit Hasil karne ki koshish krain.
          • #6 Collapse

            Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

            Good noon all friends and my sweet members of pakistan forex forum
            umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay or
            yes sir hum ko as mien aa kr her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa kr as had tak hard work karna hota hai k hamain as mien aa kr behtreen earning mil jaye as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or her bar hum ko as mien aa kr active mind say kam karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hafta aur aitvaar ko market band hoti hai lekin Hamein phir bhi apna kaam Jari Rakhna chahie Hamein In Dino apni posting Karni chahi Hum jitni Ziada posting Karenge Hamein Itna hi Ziada fayda Hoga Hamare bonus Mein izafa hoga aur Hamein Munde Wale Din ke liye bhi Hafte Aur itwar ki planning Karni chahi Kis Tarah karni hai kis cheez trading par Lagani hai hi Is Tarah Hamara time Zaya Nahin hoga Aur Hum Kamyab Bhi Honge
              • #8 Collapse

                Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai aik trader ko jab bhi time milay achi trading krni chahaiy aur jo post wo kry achi aur informative hooo
                • #9 Collapse

                  Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                  Dear friend main aapse yar Kehna Chahta Hoon Ki Amay hotstar aur to Aur Bhi kaam karna chahi Kyunki Agar Hum hafta atwar kaam nahi karenge to hamare Android post kam ho jayenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien hamain mehnat kerna hota h
                    agar ham as kaam kerte hien tu ham as mien acha kaam ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hot h
                    aur dil laga ker as mien kaam kerna hota h agar ham as mien dil laga ker kaam kerte hien tu ham as mien kamaee zaror ker sakte hien as lyee mehnat kerna zarori h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                      hamy hafty oor atwar ko be kam karna chahey forex aik acha busiens hain hum is mai live kam karty hain hum is mai pasai be kama sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bahtern business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                        Haan g friend yaftaa etwaar b kam keyaa jay yeh markeet ke choti kaa din hy itnaa to mana mgr posting ke choti ka din ni hy yeh hamny rooz ke rooz krni hain iss m koi holday ni aata hotaa friend agr kes din ham posting ni kr paty to hamraa kafi saraa noksaan hojataa hy ham pechy hojaty hain to aisaa nikrnaa chaheye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hafta Itwar bhi kam kryn

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                          ha ji dosto hafta itwar bhi kam kryn.. jab market bnd ho jati hai to aap ko chaye aap next week ky liye chart analysis start kryn. sary pair me chart analysis kryn. jis jis pair me apko sahi complete conframation milti hai aap us pair ko aleda set kr lyn. aur jesy hi monday ko market open ho aap us pair me entry lgayn.aap ko us me faida ho ga . ap kisi ko bhi follow nhi kryn hemsha apny experience ky sath kam kryn .
                          Jaisa ke Ham Sab Ko Pata Hai Ki Aftab Aur itwar Ko Forex trading market of Hoti Hai Hamen chahie ke in 2 din Ham form ko Jyada Se Jyada time Den aur form Se Achcha bonus banane ki try Karen Indore Dinon Ko sataya Na Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X