Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a
    Dears forex members trading ik complete bussness a jis m agr ap ne kamyab hona a to us ka ik baqaida process a jis me sub se pelhy learning a phir practice aur phir he ap agy br skty hain aur ye sub khuch karny k liey boht mehnat ke zroort a ap kisi b shortcut se forex me profit ni bna skty knowledge aur mehnat ke kamyabi ke zmanat a
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

    G bahi jan ap ki bat right ha k mehnat ka sath kamyabi ha ku k jb tk insan pori thra sy mehnat ni kr pay ga us waqt tk wo kamyab ni so skta aur hmy chaia k hm pori thra sy mehnat kry aur kamyab ho
     
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

      Forex me knowledge aur mehnat se he kamiyabi hasil hoty ha agar apke pas achy knowledge ha aur AP mehnat bhi karte ho to ap forex me zaroor kamiyab ho jao ge forex me agar apke pas knowledge nahi ha to apko forex me bohat mushkil hogy is liye kushish Kare ke jitny knowledge hasil kar sakte ha Kare aur knowledge gain karne ke sath sath mehnat bhi Kare
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

        G dear friend ap ney bilkul theek kaha hai knowledge or mehnat sy bohat jald hum kamyab ho saktay hain . Forex trading aik aesi opportunity hai jis sy ap k pass jitna zayada knowledge hoga itna zayada earn kar saken gay.
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

          sath kamyabi ha ku k jb tk insan pori thra sy mehnat ni kr pay ga us waqt tk wo kamyab ni so skta aur hmy hasil hoty ha agar apke pas achy knowledge ha aur AP mehnat bhi karte ho to ap forex me zaroor kamiyab ho jao ge forex me agar apke pas knowledge nahi ha to apko forex me bohat mushkil hogy is liye kushish Kare ke jitny knowledge hasil kar or mehnat sy bohat jald hum kamyab ho saktay hain . Forex trading aik aesi opportunity hai jis
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
            Dears forex members trading ik complete bussness a jis m agr ap ne kamyab hona a to us ka ik baqaida process a jis me sub se pelhy learning a phir practice aur phir he ap agy br skty hain aur ye sub khuch karny k liey boht mehnat ke zroort a ap kisi b shortcut se forex me profit ni bna skty knowledge aur mehnat ke kamyabi ke zmanat a
            As-salamu alaykum Yeh baat toh bilkul thik hai ki agar Hame Forex trading ka accha knowledge aur experience Hasil Ho Jaaye Tu Hum Jyada percentage Mein successful trade Laga sakte hain aur mehnat ke sath market ko analyse Karenge to Hamari trade ke Jyada chances Honge successful hone ke
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

              Asslam o Alaikum dear brother ap nay bilkol baja farmaya k forex ma knowledge or mehnat say bht kamiyaabi hai, fodex hi duniya ki kisi b field ma. Ap ko apna aap manwaana ho us k liye mehnat karna parti hai. Forex b hamen mehant say kam karnay ka aadi banata hai ir isi forex say hum ghr bethay earning kartay hain.
              Asslam-0-Alikum, dear respected members
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                Bhai jan ya b ap ki bat thk ha k mehnat aur knoleg ki vja sy hi hmy kamyabi ho skti ha es k bna humari kamyabi na mumken ha hmy chaia k hm apni pori mehnat k sath aur apny pory knoleg ka sath es pak forex plait form ma kam kry aur pora time dy thanky ya hmy achi thra sy smjh ia sky aur phr hm ja kr es ma kamyab ho skty hn wrna hm kamyab kbi b ni ho skty aur ya kam esa ha k jtni hm mehnat kry gy humy utna hi bons mily ga
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                  Kya Kabhi acche wala platform Hai Hum Log Yahan Par isliye working kar sakte hain isliye market Mein investment Karke long time ke liye earning kar sakte hain planning ke saath saath sab Log Kehte Hain Main Agar Main Market Mein Apne current balance Jyada withdrawal Lenge To Hamara account disabled ho sakta hai in logo Ke Liye Main Ya Kaisa Hoon ke Hamen Yahan Par $100 Se Jyada nahi Lagani chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                    Dear friend aapne bilkul thik hi Kaha Hai Hamein Forex mein chahiye ki hum mehnat karne aur mehnat Jitna Karenge Itna Jyada Hamen Kamyab Honge isliye mein chahiye ki main uske sath kaam kare aur kamyabi tab Legi Jab Hum Hai ismein knowledge or experience Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                      G BIlkul apki bat se mein fully agree karta hun aur forex business mein kamiyabi tab hi ati hey jab ap is business mein achi trha se mehnat kartey hein aur achi trha se knoweldge aur experience hasil kartey hein to aap is business mein achi trha se successful ho saktey hain aur kamiyabi apke qadam choomti hey.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                        Dears forex members trading ik complete bussness a jis m agr ap ne kamyab hona a to us ka ik baqaida process a jis me sub se pelhy learning a phir practice aur phir he ap agy br skty hain aur ye sub khuch karny k liey boht mehnat ke zroort a ap kisi b shortcut se forex me profit ni bna skty knowledge aur mehnat ke kamyabi ke zmanat a
                        Assam Alaikum Ji Bhai Jaan bahut hi simple si Baat Hai Keh Agar Hum Ek accha experience aura knowledge Hasil kar lenge to hamm Forex trading hi nahi Duniya ke kisi bhi business Se Accha profit earned kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                          G bhai jan app ny bilkul theek kaha han is man koi shak nai han koi bi shak is Forex trading business man agr mahnet kary ga to 1 na 1 din woh is man Forex trading market man zaroor kamyab hojaye ga us k liye us ko sabr sy kam lena hoga or sath man kabi bi lalch nai krni hogi phir hi ja kr woh is man kamyab hoga or usy koi msla nai hoga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge aur mehnat se he kamyabi mumkan a

                            ham log agr forex par khamayb hona chata ha to hamay chayia ka ham log is par dil laga kar mehnat karya aur hamay chayia ka ham log is ka bara ma learning wagra hasal karna ka liya be mehnat karya is tyra sa ham log forex par apn8i mehnat ka sath apna knowledge wagra ko istamil kar ka khmayab ho sakhta ha is liya hamay kabhi be mehnat karna nai chorna chayia

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X