Ek ache trader ki nishaani
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek ache trader ki nishaani
    Asslam o alekum dosto ek acha trader wo hai jo ke account mein chahe uske high amount ho lekin account ko manage karke trading kare and money and risk management ko low pe rakhe jis se uska account safe and secure rahe wo market ko closely follow karke trades lagata hai and against the trend kabhi bhi trading nahi karni chaye acha trader humesha market ki movement ko nazar mein rakhte hue hi trading ko perform karta hai and take profit and stop loss jese method ke according kaam karta hai iss se account mein wash hone ki kefyat kam rehti hai and acha profit milne ki sambhavna bhi rehti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek ache trader ki nishaani

    1 achy trader ki ye neshani aur quality hoti hay jo loss ko face karta ho aur jo loss ko recover karna be janta ho, koch trades esy hoty hey jes ko ham ghalat tareeqy se open karty hey aur es ko loss me close karny par ham majboor be ho jaty hey, es ley mery nazdeek acha trader wo hota hay jo loss ko recover karny me expert ho.
    • #3 Collapse

      Re: Ek ache trader ki nishaani

      Dear friends forex mein achay trader ki nishani yeh hai k wo har Kam soch samjh k or dhiyan se karta hai or kabhi bhi jaldbazi mein trade nahi lagatay or na hi jaldi mein trade close kartay hain or kabhi bhi bari lot size pe trade nahi lagatay hamesha Thora Thora Kar k profit hasil kartay hain kabhi bhi lalch nahi kartay hamesha sabar se Kam letay hain
      • #4 Collapse

        Re: Ek ache trader ki nishaani

        Assalamualaikum dear Forex members Aap Ki Baat Sahi Hai Lekin main sirf Itna Kehna Chahunga Ke Acche trader Ki Nishani Yahi Hoti Hai keva instaforex Mein mistakes nahin karta aur vah Har Baar acchi quality ke koshish Karke achha wala pata hai aur accha process, pata hai yahi Ek acche trader Ki Nishani hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ek ache trader ki nishaani

          Assalamu Alaikum Ek acche trader ke beshumaar nishaaniya hote hain
          Some are following..
          1.honest
          2.never greed
          3.work hard
          4.follow the rules in every circumstances.
          5.analysis more and more .
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Ek ache trader ki nishaani

            G han bilkul theyk kaha ap nay forex main intazar karna bahout bari bat hai agar hm intazar karna seekh jaien to hm forex main kbhi bhi nakam nahi ho sakty is liyay mehnat say kam karain aur agar trade profit main ja rahi hai ya loss main intazar karain ky trading achi ho saky aur acha profit mil saky is liyay apny andar sabar aur intazar ky emotions ko increase karain
            • #7 Collapse

              Re: Ek ache trader ki nishaani

              Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Haji Baat bilkul thik hai ki acche trader Ki Nishani Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte waqt Jab Koi accha trader hota hai to Hua Naina se kaam karta hai aur dusron se knowledge or experience Hasil Karke aur Apna Bana Le Jara experience ko milakar ek bahut hi acchi aur Kamyab trade lagata hai jo use kabhi bhi laws nahi de sakti waz sirf aur sirf profit deti hai aur wahi Kamyab trader Ban sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Ek ache trader ki nishaani

                Dear brother of pakistanforexforum Assalamu Alaikum kya bilkul theek Honge Jo Hota Hai Hamesha Himmat mahanati ke sath kaam karta hai trading karte waqt Himmat se kam karta hai Iske andar Koi Dar Nahi Hota vapure knowledge or experience ke sath trade lagata hai tuva Kamyab ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ek ache trader ki nishaani

                  Assalamualaikum dear friends aapke baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Ek acche trader Ki Yahi Nishani Hai keva Kabhi greedy nahin karta Agar loss bhi Jaaye tu uska bardas karta hai Himmat se kam karta hai aur zyada Se zyada hardworking Karke imandari se kaam karta hai aur Hamesha learning sa Soch Samajh market ko analyses Karke apni tried karta hai jisse usko kamyabi hoti hai aur ek acche trader ki Yahi Nishani Hai k y 1 expert tried ban jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek ache trader ki nishaani

                    Us kee nishani ye hay kay wo sab say pehly apni mistakes say seekhta hay or us ko dobara repeat nahi karta , wo trading kay bary main knowledge hasil karny ke koshsih karta hay or demo account bna kar us per practice karta hay , or apni learning skills per focus karta hay or kabhi bhi lalach nahi karta or patience say or cool mind say work karta hay or hard work karta hay.
                    :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek ache trader ki nishaani

                      achy traders mahnet karty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe agar market ky kise rule ko ignroe kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala busienss hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ek ache trader ki nishaani

                        ek achy trader ki nishani ye hai k wo full experience r mehnat se kam kerta hai r sab se pehly trade market ka analyse kerta hai phr trade lgata hai r loss hony ki soorat mai preshan hony ki bjay usy recover kerna bhi janta hai r us mai laluch nhe hota e her hal mai rules ko follow kerna nhe bholta
                        • #13 Collapse

                          Re: Ek ache trader ki nishaani

                          Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab mery piary Allah Pak k karam se theek or khush hon gy , m ap ko ye suggestion dena chahoon ga k ek trader ki nishanian mandarja zail hen :
                          1: wo post achi kerta he !
                          2: lalach bilkul nahi kerta !
                          3: earning se ziada learning ko importance deta he !
                          4: loss ho jay , to hard work ker k us ko recover kerta he !
                          5: rules ko follow kerta he !
                          Malik Fiaz khokhar
                          • #14 Collapse

                            Re: Ek ache trader ki nishaani

                            Jio Sar aapane bilkul sahi Kaha Ek acche trader ke nishane Sabse Badi hai ki vah apni posting knowledge ke sath karta hai aur chat Lagane ke vaaste Soch samajhkar trade lagata hai aur knowledge ke sath apni trading ko Anjam deta hai aur Har Waqt Achcha profit karta hai Sabse Badi Nishani Hai Ek Kanya theatre ki thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ek ache trader ki nishaani

                              Asalam-o-alikum dear forex trading mein aik acha trader hamesha ehtiyat sy kam karta hy aur wo trading karty waqt carefull rehta hy , trading mein lot size km sy km use karta hy apny account ky mutabiq lot size use karny sy apka account kbhi wash nahi hota hy , trading karny sy phly market ko achee tarah sy analysis karta hy aur phir he trading karta hy es liye wo aik acha aur kamyab trader kehlata hy ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X