Students forex trading se ziyada apni education ko time den

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Students forex trading se ziyada apni education ko time den
    Dear brothers forex trading men bari taadad men students bhi kam kar rahey hen lekin aj kal vacations khatm ho chuki hen iss liay students ko chahiay k woh apni education ko full time den aur forex trading men kam time surf karen kiun k iss se education pe effect hota hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

    jee bilkul sahi baat ki hai kyunki agar woh aisa karte Hain to unki education mein masla Ban sakta hai lekin agarwa forex trading chat karna chahte hain to unhe 1 max shoes nine banana hoga jisme hua forex trading ko bhi time de sakhi is tarah se unki earning ka sahi fayda hoga keva apna khud ka kuch na kuch bana sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

      Dear friend forex business joo mara friend abhi taak education koo continue rakha howa han un ko chaia kaa wooh poori tawjo taleem par dain jab taleem mukmal hoo jia phr forex business mn kam karta rahen agar wooh taleem kaa lia income kaa zaria samjh kaa kam kar rah han too koi harj nahn
      • #4 Collapse

        Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

        dear brother forex trading students k liay best ha lekin students ko chayay k apni taleem pa ziada twaja den aur apnay farigh time mn forex trading mn kam kren to taleem k sath sath achhi earning hasil kr k apnay taleem k akhrajat bhi khud pooray kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

          jiye toh main aap ki baat bilkul manunga ki unke mujhe bhi aisa Hi lagta hai agar hum forex trading main kaam kar rahe hain to humne apni study kabhi nahi chhodna chahiye kyunki forex trading risky business forex trading jo hoti hai ya taleem hamare sath Puri Zindagi chalne wali hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

            Jub tak apni education complete na ker lein students ko forex trading kisi surat nei kerni chahiey ky jub hum forex trading mein lag jaty hein to phir hamara dhyan kisi aor taraf bi nehi jata to hamein as a students apni taleem per tawajo deni chahiey jub taleem mukamil ho jaey to zarur trade kerein
            • #7 Collapse

              Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

              g sarya to aapne bahut hi acchi baat ki hai ki student log hote hain wo forex trading se jyada apni study ka time de kyunki forex trading to hamein lost degi ya profit degi is ka to pata nahi lekin study Jo hyva hamein profit jarur degi ya si doll hoti hai jise hum se Koi nahin sakta
              • #8 Collapse

                Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                Students ko sirf apni education per tawajo deni chahiay kabhi bhi forex market main trading ka sochna nehi chahiay ky forex trading students ko bahot zyada disturb ker sakti hai tou phir study priority nehi rehti jab forex sy earning shuru ho jati hai tou isliay pehly education phir koi bhi other option use kerna chahiay
                • #9 Collapse

                  Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                  Boss aapne bilkul theek hai Hamesha hi kya mission Faizul Kaam Na Kare aur Forex ko time thank you ki agar Hum pure time Dete Hain 24 Samay bahut jyada profile bhi Dete Hain isliye hamein chahiye ki Hamesha main Kisi Ko time Namdev sirf Forex ko time de na YouTube Kone Facebook ko na Tik Tok ko sirf main first time Dena chahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                    g han bilkul sahi baat ha forex se zyada students ko chahye pehle apni study ko time den kyun study zyada zarori ha lakin study ke sath forex ma bi kaam kiya ja sakta ha forex ma thora time nikal ker ap kaam ker sakte hen kyun ke ye all online buisness ha jis ma ghar beth ker asani se earn ker sakte hen is liye study ke sath sath forex ko bi jari rekhna chahye lakin study ko zyada time dena chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                      G han ap nay teak kaha hy bay shuk students ko forex ko join karna chahiye laykin earning Kay chacker main learning ko ignored nahi karyn kun Kay jub tuk ap Kay pass acha knowledge nahi hoga ap agay nahi bar saktay ap ko chahiye Kay apni study ko full time dyn or rah gayi baat forex KI to is main time KI koi pabandi nahi hy ap jub chahin is main kaam kar sakty hyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                        Students ko chiye kay ab to school or college open hogye hain or unhay chaiye kay koshish karyn kay ab forex ko choren or apna pora dehan apni education per dayn kyun kay is say apko kaafi study main harg ho sakta hai apko chiye kay forex ko study kay waqt use bikul na karyn balky ja ap free ho tab he trading karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers forex trading men bari taadad men students bhi kam kar rahey hen lekin aj kal vacations khatm ho chuki hen iss liay students ko chahiay k woh apni education ko full time den aur forex trading men kam time surf karen kiun k iss se education pe effect hota hey
                          g han apki bat theek hai. Mgr mery khyl se Student ko Forex ko extra time jaror daina chey. Q k students jab apne daily home work kr lety hento wo Games/Social media pr time west krne lagty hen.is ki bjaey agr wo ye Spare/extra time Forex me lgaen to daily kuch na kuch earn b kr sakty hen. is ley unko ziada time apne Education pr hi spend krna chaey or extra time forex ko dena chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                            i agar woh aisa karte Hain to unki education mein masla Ban sakta hai lekin agarwa forex trading chat karna chahte hain to unhe 1 max shoes nine banana hoga jisme hua forex trading ko bhi time de sakhi is tarah se unki earning ka sahi joo mara friend abhi taak education koo continue rakha howa han un ko chaia kaa wooh poori tawjo taleem par dain jab taleem mukmal hoo jia phr forex business mn kam karta rahen agar wooh taleem kaa lia income
                            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Students forex trading se ziyada apni education ko time den

                              Dear friend aap ne bilkul theek kaha hai humei chahiye ki hum YouTube ya Facebook se achha hai ki hum Forex par time se Agar Hum usko time Denge to kamyabi Hasil Karenge aur bahut profit psle Karenge aur Hamesha hi Kisne mehnat ke saath kaam Karen Aur Baati Hum is Mein kamyaab Karega Itna Jyada Jyada miss Mein Kamyab Honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X