Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye
    Dears short term trading mein hamaen short profit pe hi compromise krna hota ha. Aur daily ki market ki movement se jitna faida ho saky hasil kr k exit krna hota ha. Ab aik bat Jo zruri ha janani wo ye ha k agr ap subha trade lagaty haen aur Sara din market mein movement ni hoti tu behter yehi hota ha k trade ko din k last mein close kr laen aur us pair ko next day k liye analysis krean agr movement hony ki umeed ho tu tb ap next day is pair pe trading krean ni tu kisi aur pair ka intekhab kr laen ta k ap ka daily ka profit disturb na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

    Je apki bat sahe hai jo trader short term trading karty hai unhe chahe k market ki condition ko judge karny k bad faisla karna chahe kiu k short term ma risk bhot zayda hota hai or risk zayda hony ki waja sy loss ka chance bhot barh jata hai es lae ma friends ko short term trade ka bilkul maswara ni dyta kiu k market ik din ma sb balance zaya kar sakti hai hamy khid ko kabi market k uper bi chorna chahe hope u like my answer
    • #3 Collapse

      Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

      New traders ke liye to shorten trading hi best hai Kyunki Hua short term trading main achi earning kar sakte hain aur short term trading mein Main Market ko bhi aasani se analyse kar sakte hain aur short term trading Se wo daily base par earning kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
        Dears short term trading mein hamaen short profit pe hi compromise krna hota ha. Aur daily ki market ki movement se jitna faida ho saky hasil kr k exit krna hota ha. Ab aik bat Jo zruri ha janani wo ye ha k agr ap subha trade lagaty haen aur Sara din market mein movement ni hoti tu behter yehi hota ha k trade ko din k last mein close kr laen aur us pair ko next day k liye analysis krean agr movement hony ki umeed ho tu tb ap next day is pair pe trading krean ni tu kisi aur pair ka intekhab kr laen ta k ap ka daily ka profit disturb na ho.
        Short term trading coffee risky ho sakti hai agar aap short term trading karna chahte hain tu kabhi bhi news ke time par trading man Karen news Ke Aane Ke Baad aur Trend ke complete hone ke bad trading Karen
        • #5 Collapse

          Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

          bhot he pyari baat kahi hain apne and main aaapki is baaat sa agreee karti ho hard work kar k he kamyabi hasil kar skte hain short team trading main b hmhain hard work ki zarorat hoti hain merket ko smajhne k liye hamesha humhain achi tara forex trading k haar time fream ko samjhna lazmi hota hain agar hum is ko nhe samjh skte han tu na he hum short time trade kar kste hain na long time humhain lot of hard work ki zarorat hoti hain haar time fream main kaam karne k liye
          • #6 Collapse

            Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

            forex ke karobar mein short term trading kerny walon ko traduing market ke condition ko dekh ke faisla lena chahy forex aik online karobar he jis mein hum online dusrey momalik ke sath trading ke sath sath learing kerty hein forex aik aam karoabr ke nesbat acha or kamyab karobar he jis mein hum earn ker ke achi income ke sath apni life ke ley asaniyan peda kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

              forex ke karobar mein short term traders ko market ke condition ko samjty hoy trade laganyy ka fesala lena chahy forex aik legal karobar he jo usa,uk,new york,sydeny or pakistan mein kea jany wala bara business he jis mein hum earn ker ke acha profit ko gain kerty hoy trading ideas ke exchanging kerty hein forex mein human soch samj ke best time ko dekhty hoy trade ko open or close kerna chahy
              • #8 Collapse

                Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

                forex ke business mein new trader ko short term trading karty hoy trading market ko analysis kar ke best time mein trade ko open or close karny ka experience karna chahy tab he wo trading market mein apna safar jari rakh sakty hein warna jo new trader jaldi mein pareshan ho kar trade ko palce karty or close karty hein un ko loss ka samna karna parta he or wo nakami ki waja se mehnat se ji churaty hein
                • #9 Collapse

                  Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Beta پيغام ديکھيے
                  forex ke business mein new trader ko short term trading karty hoy trading market ko analysis kar ke best time mein trade ko open or close karny ka experience karna chahy tab he wo trading market mein apna safar jari rakh sakty hein warna jo new trader jaldi mein pareshan ho kar trade ko palce karty or close karty hein un ko loss ka samna karna parta he or wo nakami ki waja se mehnat se ji churaty hein
                  Aapane bilkul theek baat ki hai new members kam karta hai usko bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie aur short trend trading hi Karni chahie jitni aur choti trading start Karenge utna hi unke liye Behtar Hota Hai aur vah trading ko acche se Khabar bhi kar sakte hain Jitna Badi Aggarwal trading star Karenge Aur ko nuksan hi hota hai profit Nahin Hota isliye vah Kamyab bhi nahin Hote
                  • #10 Collapse

                    Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

                    hamy short term trading karny sy km bonus milta hain forex aik bahtern busienss hain hum is mai mahnet karty rahy gy to hamy acha bonus milta rahy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Short term trader ko market ki condition ko judge kr k faisla laina chaye

                      G han ap nay bilkul tea kaha hy Kay new members ko humayshan short term trading he karni chahiye kun Kay start main ap Kay pass experience bhi bahut kum he hota hy forex forum say bonus hasial karna to bahut asan hy laykin profit hasial karna bahut mushkil hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X