Loss ki waja se Dill chota na Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja se Dill chota na Karain
    Dear members, dunia k kisi b business ki tarah forex trading mein b aksar trades mein loss ka samna b karna padta ha, lakin kamyaab trader aur business wo hi banta ha jo loss hone par hosla aur himmat nahi harta , balke ney jazbe se zyada mehnat karta ha aur trading nahi chorta , isi liye forex mein kamyabi k liye hamain loss se preshan nahi hona chahye balke zyda mehnat se kaam karna chahye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge hanji bilkul thik hai ki Hamein Pakistan Forex Mein kaam karte waqt loss ki vajah Se Dil Chhota nahin karna chahie Kyunki Agar Hum loss ki vajah Se Dil thoda Karenge To Ham Pakistan Forex Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamein chahi ke Pakistan Forex Mein kaam karte waqt mehnat se kaam Karen aur trading Lagate Waqt confidence se trading Lagaya Tha ki aap ek accha profit hassil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

      Trading me loss hony par na to pareshan hona chaye aur na hi hope ko loss karny ki koshish karni chaye, trading me loss ho sakta hay kamyab trades loss zaror face kar sakty hey magar jo traders loss se learning karny ki koshish karty hey esy traders hi professional traders key list me shamil ho sakty hey, agar loss ko every time trading me ignore karny ki koshish ki jaye to traders kabi be professional traders nahi ban sakty.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

        Jo log loss ko bardasht nhi kar saktay woh forex trading ko join nah karen kiun k forex trading men loss aksar hota hey kiun k yeh business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se dil chota nah karen balkay loss ka mukabla karna chahiay aur pahlay se ziyada mehnat karen ta k loss ko profit men tabdeel kiya ja sakay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

          My dear brother of pakistan forex forum assalam o laikum umedd kerta kera hon k aap bilklu theek hon ge aap ki baat bilkul theek hai ham ko agher loss ho jae to ham ko dil chota nahi ker lena chaye ham ko chaye k ham mahnat,himmat aursaber se kam len ehtiyat se kam karen ta k ham sahe kam ker payen auur ham ko profit haisl ho sake.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

            Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi loss honay Parr Dill chotaa nahi karna chahiye balkay hamain sabar sy kaam laina chahiye Orr mazeed mehnat karni chahiye Orr hamain apni mistakes ko theek karna chahiye taa k ham next time kaamyaab ho sakain Orr loss sy buch Kar acha profit gain Kar sakain issi mein hamari kaamyaabi hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

              exactly brother, jb tk hum loss nae krn gay kamein gay kesay, risk na lena bii bht bara risk hy, dunia ka koi business continuous profit nae deta kabhi loss kabhi profit, dil and hosla hmesha bara hur trade different signals sy and trend sy open hoti hy , han ye thk hy ky analysis and signals hmesha thk nae hoty but isska ye bii mtlab nae ky hmesha hi ghalt hn. so humesha dil bara rakhein and money managment sy chalein
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien
                tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur
                ham ko kamaee karna hota h jab ham umeed kaerte hien tu ham kamaee ker sakte hien.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
                  Dear members, dunia k kisi b business ki tarah forex trading mein b aksar trades mein loss ka samna b karna padta ha, lakin kamyaab trader aur business wo hi banta ha jo loss hone par hosla aur himmat nahi harta , balke ney jazbe se zyada mehnat karta ha aur trading nahi chorta , isi liye forex mein kamyabi k liye hamain loss se preshan nahi hona chahye balke zyda mehnat se kaam karna chahye .
                  Traders ko ek baat Apne mind mein rakhni chahiye ke profit and loss Forex trading ka important part hai agar trading karte hue loss Ho Jaaye to mind na Karen apni mistake se learn Karen ya aapko accha trader bana sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                    g haan bhai apnuy bht hi aappreciative baat ki hy hamin chahiy jkeh ham forex treding mein losss honuy per apna dill chita na krein .dear forex bhi hamrey liuy aik business ki trah hy jis mein hamin profit bhi hota hy our kabhi kbhi loss bhi ho jata hy .lekin donu hi hamri kamuyabi ka zariya hoty hein .faq sirf itna hy loss sey ham acha learn kernuy k bad profit hasil kerty hein jubkeh profit hamin foran learning dey deta hy .
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                      Forex aik aisa platform hay k jis main ap ko profit ya loss ka koi andaza nai hta lkin common sense use krna best idea hay confidence k sath work krty jaain to loss nai ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                        Forex aik business ha aur loss business ka hissa hota ha loss hone se kabhi Dil chota na Kare kamiyab se kamiyab trader ko bhi loss ho jata ha is liye loss se mayoos na hoi aur loss se learn karne ki kushish Kare loss se AP bohat kuch learn kar sakte ho loss ko hamesha positive Lena chahiye agar ap loss ko positive le ge aur loss se learn Karo ge to zaroor kamiyab ho jao ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                          Dear friend forex business mn earning arr losses yah donoo teared kaa hasa han agar app koo teareding kaa douran losses hoo jata Haa too app dil chota nhn karan app arr mahnat kaa sath apna losses koo recover kar kaa porfet mn tabdeel karna kee kooshs karan
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki waja se Dill chota na Karain

                            ji haan bilkul bahut acchi baat aapne sherki allows ki vajah se Humne Dil Toda nahin karna chahiye Hamen balke mehnat Karni chahiye aur Jyada koshish karne chahi loss hone par bhi Hamen Himmat nahi chodni Chahiye Jyada Se Jyada struggle karne ki jarurat hai apni mistake se sikhna chahiye tha abhi hum Forex Mein Kamyab trader ban Sakenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X